Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Maujon Kaa Aks~Asghar Gondavi Jee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
*Maujon Kaa Aks~Asghar Gondavi Jee** - 14th January 2006, 08:59 AM

Maujon Kaa Aks Hai Khat-e-Jaam-e-Sharaab Mein,
Yaa Khoun Uchhal Rahaa Hai Rag-e-Maahtaab Mein

Woh Maut Hai Ki Kehte Hain Jissko Sukoun Sab,
Woh Aayi Zindagii Hai Jo Hai *Izteraab Mein
*Anxiety**


Uss Din Bhii Merii Rouh Thii *Mahv-e-*Nishaat-e-*diid,
Muusaa Ulajh Gaye Thhe Sawaal-o-Jawaab Mein
*Absorbed..Busy In..Immersed In**
*Enthusiasm..Happiness..Joy**
*Seeing..Sight**
*(I couldn't make it proper & i hope it's ok?)


Main Izteraab-e-*Shauq Kahoun Yaa Jamaal-e-Dost,
Ik *Barq Hai Jo Kaundh Rahii Hai Naqaab Mein...
*Desire**
*Lightning**



*I wanted to submit else but i am tired so i will say Good Night **
*Writer: Asghar Gondvi Jee**


*Keep Smilling.......**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Daanish_ Hyd
Registered User
Daanish_ Hyd will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Jan 2006
Location: Hyderabad, India
Rep Power: 19
14th January 2006, 12:03 PM

Uss Din Bhii Merii Rouh Thii Mahv-e-Nishaat-e-diid,
Muusaa Ulajh Gaye Thhe Sawaal-o-Jawaab Mein




Main Izteraab-e-Shauq Kahoun Yaa Jamaal-e-Dost,
Ik Barq Hai Jo Kaundh Rahii Hai Naqaab Mein...


Asghar ke mut'alleq kya bayaan kar sakta hai koi...hum log jo qafiya-bandi kar lete haiN, khaak-e-paa-e-asaatzaa bhi nahiN...muusaa ka sawal-o-jawab meiN ulajhna!
doosre shayr meiN dekhiye kis husn se jamal-e-dost aur izteraab-e-shauq ko poise kiya hai....aur phir us ki vazahat pesh karte haiN--naqaab meiN barq ka kaundhna ...kya kehne!


daanish hyderabadi
  Send a message via Yahoo to Daanish_ Hyd  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Denevale Mujhe Maujon ki Ravani De De ... zishan107 Shayri-e-Sharaab 1 19th February 2009 01:35 AM
*Ik Aalam-e-Hairat~Asghar Gondavi Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 18th January 2006 08:33 AM
Asghar Gondavi ka kalaam Daanish_ Hyd Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 11th January 2006 08:33 PM
*Ye Raaz............Asghar Gondvi Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 11th January 2006 05:27 PM
Asghar Gondavi ka ek shayr Daanish_ Hyd Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 10th January 2006 07:39 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com