Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal) - 9th August 2006, 11:13 AM

dosto app sabko raj ka bhut bhut pyar........ajj main ek aise gazal ke saath bazam main shirkat farma raha hoon......jo ki appke seene main sanso ki manind bass jayegi.....or appke dil ki dharkan ban jayegi........raj.......


wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....


deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya.....

ashko ka sailaab jo baha to phir thaam na saka,
apna afsana-e-gham lekar jab nadi ke paas sagar gaya.....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......

umeed karta hoon appko pasand aiyegi......appka dost raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal)
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal) - 9th August 2006, 11:25 AM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dosto app sabko raj ka bhut bhut pyar........ajj main ek aise gazal ke saath bazam main shirkat farma raha hoon......jo ki appke seene main sanso ki manind bass jayegi.....or appke dil ki dharkan ban jayegi........raj.......


wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....


deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya.....

ashko ka sailaab jo baha to phir thaam na saka,
apna afsana-e-gham lekar jab nadi ke paas sagar gaya.....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......

umeed karta hoon appko pasand aiyegi......appka dost raj......
aree raj ji app pasand ki baat kar rahey hai, yeh rachna to sach mai dil mai uttar gaye. bahut khoob likha hai appney, dil se daad hazir hai, kabool farmayega.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
9th August 2006, 02:51 PM

raj ji,bahut acha likha aapne.har sher lajawaab hai.yeh sher bahut ache lage,

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....

ashko ka sailaab jo baha to phir thaam na saka,
apna afsana-e-gham lekar jab nadi ke paas sagar gaya.....

daad kabool kijiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#4)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
9th August 2006, 04:39 PM

waqai bohat acha likha hai alfaaz kum parr jayengay ager tareef kernay lagoon to keep it up


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th August 2006, 01:38 PM

sunita ji app meri post par i apne bhuuy time me se time nikaalke mujhe para.......or pasand bheee kiya.....raj tahe dil se appka shukar guzaar hai.....umeed karta hoon ki yu hee appka sath milta rahega.....raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 17th August 2006, 10:23 AM

raj ji,bahut acha likha aapne.har sher lajawaab hai.yeh sher bahut ache lage,

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....

ashko ka sailaab jo baha to phir thaam na saka,
apna afsana-e-gham lekar jab nadi ke paas sagar gaya.....

daad kabool kijiye.


jaan ji app jab bhee meri post ka reply karti ho to lagta hai ki saach main maine kush aisa likh diya hai jo saach main tareef ke qabil hai......appne meri gazal ko paraha or saraha main appka shukarguzaar hoon........yu hee mera sath dete rehna......raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal)
Old
  (#7)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal) - 17th August 2006, 11:08 AM


wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....



Wah......Aagaaz bohat acha kiya hai



deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya.....



Bohat khoob....aesa lag raha hai ki koi shayar samne betha apna haal-e-dil suna raha ho



'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......



Masa'alah.........bohat badhiya



Veer Bhai

Sach kaha dil ko chhu gaye aapke Ashaar... padhte padhte main khud kho gaya tha...maqtaa to aur bhi pyaara laga mujhe...ek umda gazal likhne k liye dili daad kabool kijiye...


APKA

Diggaj


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal)
Old
  (#8)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal) - 17th August 2006, 11:15 AM

wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......


raj bhai
bahoot khooob...!!! yun to poori gazal hi bemisaal hai..magar yeh sher behad pasand aaye...meri daad kubool kijiye
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 21st August 2006, 10:52 AM

waqai bohat acha likha hai alfaaz kum parr jayengay ager tareef kernay lagoon to keep it up


------------

janaab koi to ho ji.....appne mujhe birthday wish ki or meri gazal ko bhee saraha iske liye main tahe dil se appka shukar guzaar hoon.....umeed karta hoon yu hee app apni raye se mujhe nawazte rahoge......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 31st August 2006, 10:07 AM

wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....



Wah......Aagaaz bohat acha kiya hai



deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya.....



Bohat khoob....aesa lag raha hai ki koi shayar samne betha apna haal-e-dil suna raha ho



'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......


Masa'alah.........bohat badhiya



Veer Bhai

Sach kaha dil ko chhu gaye aapke Ashaar... padhte padhte main khud kho gaya tha...maqtaa to aur bhi pyaara laga mujhe...ek umda gazal likhne k liye dili daad kabool kijiye...


APKA

Diggaj

diggaj bhai appko raj ka bhut bhut parnaam....zahenaseeb jo app hamari post par tasreef laye.....kasam se dil jhoom raha hai....ek baat kahu gar ijajat ho to app jis andaaz main tareef karte ho na qalaam ki gar qalaam main kush bhee na ho to bhee wo parne layak to ho hee jata hai.....appko meri koshish pasand i main tahe dil se appka shukarguzaar hoon.....hamesha isee tarha appka saath chhahunga.......raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
rehman
Registered User
rehman is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Aug 2006
Location: sialkot
Rep Power: 0
Wink 31st August 2006, 10:56 AM

veer tum ney boht acha likha hai itna acha k such much dil mein uter gea hai dil ki darken main saaz ban ker uter gea hai jasy her sans mein bas gea ho

dil k rishton ko dil todrne waly kya jane
dil k rewajon ko yeh zamany waly kya jane

hoti hai kitni takleef kaber mein
yeh uper say phool rakhne waly kya jane


wo waqt bemisal tha jo tere sath guzer gera

kya baat hai
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 1st September 2006, 11:28 AM

wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......


raj bhai
bahoot khooob...!!! yun to poori gazal hi bemisaal hai..magar yeh sher behad pasand aaye...meri daad kubool kijiye
take care
-MANOJ

manoj ji meri har post ko appke reply ka intzaar rehta hai.....jane kaya hai appke reply main ki mera kalaam khud-b-khud acha lagne lagta hai.....app meri post par tashreef laye zahenaseeb......appko mera likha acha laga......bhut shukria appka yu hee saath dete rehna ......appka ........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
1st September 2006, 11:38 AM

hi BIG B

bahot hi anokha andaz hai aapka

aur bahot hi achhi peshkas har bar ki tarha

mujhe bhi aapse kuch sikhne ko milega


aapka dost dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
1st September 2006, 11:53 AM

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......


raj sahab ithni khoob surat gazal or maine padi nahi... sach bade pyae alfaz hain aapke hamesha ki tarah............ bus u samajh lo ki seedhe dil per asar karte hai.nnnnnnnnnn


meri dua dil se kabool kigiye ha...........
or ese hi likhte rahiye

aapka dost
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal)
Old
  (#15)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Re: wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya......(gazal) - 1st September 2006, 04:57 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dosto app sabko raj ka bhut bhut pyar........ajj main ek aise gazal ke saath bazam main shirkat farma raha hoon......jo ki appke seene main sanso ki manind bass jayegi.....or appke dil ki dharkan ban jayegi........raj.......


wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

jee raha hoon bass tujhe milne ki aas pe warna,
khabo ke saath mera wajood kab ka bikhar gaya....


deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya.....

ashko ka sailaab jo baha to phir thaam na saka,
apna afsana-e-gham lekar jab nadi ke paas sagar gaya.....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......

umeed karta hoon appko pasand aiyegi......appka dost raj......
hamesha ki tarha ye gazal bhi aapki achhi lagi hai. bahot khub likha hai.

aapki dost
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#16)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th September 2006, 01:33 PM

wo waqt bemisal thaa jo tere saath guzar gaya,
wo ashak aabe hyaat thaa jo tere daman me gir gaya....

tujhe bhoolne ki koshishain sab nakaam he rahi,
tera chhehra aankho ke raste dil main uttar gaya....

'veer' ko gham nahi gar ho gaya kafan bhee neelaam,
acha hua mere dost teri inayaton ka karz to uttar gaya.......


raj bhai
bahoot khooob...!!! yun to poori gazal hi bemisaal hai..magar yeh sher behad pasand aaye...meri daad kubool kijiye
take care
-MANOJ

manoj ji appka meri post par aana mano mere qalaam ki khusnaseebi......appko meri gazal pasand i main tahedil se appka shukarguzaar hoon.....umeed karta hoon appka saath yu he milta rahega.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#17)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hi - 11th September 2006, 02:27 PM

raj ji,

aapki likhi shayri padhi bahut achchhi lagi..pahali ki suruat bahut achchhi rahi jabki duseri line mein slight bahak gaye the aap.. punah phir puri shayri mein sudhar aa gaya.. overall aapki lekhani ki pakad majboot banati ja rahi hai..

likhate rahiye

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
11th September 2006, 03:15 PM

deewarain poochne lagi udaasi ka sabab mujhse,
tere khat jalake shaam ko jab main apne ghar gaya....

tum kaya mile mujhe zindagi ke tanha safar main,
mere maajhi se babasta har zakham phir nikhar gaya



kya baat hai Raj!!! chhu gaye miyan dil ko!!!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#19)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 13th September 2006, 11:17 AM

veer tum ney boht acha likha hai itna acha k such much dil mein uter gea hai dil ki darken main saaz ban ker uter gea hai jasy her sans mein bas gea ho

dil k rishton ko dil todrne waly kya jane
dil k rewajon ko yeh zamany waly kya jane

hoti hai kitni takleef kaber mein
yeh uper say phool rakhne waly kya jane


wo waqt bemisal tha jo tere sath guzer gera

kya baat hai

rehman ji appka pehli daffa meri post par tashreef laye ho main tahe dil se appka shukria aada karta hoon ......meri gazal appko pasand i iske liye bhee appka shukria.....umeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega,.....raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#20)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 27th September 2006, 06:42 PM

hi BIG B

bahot hi anokha andaz hai aapka

aur bahot hi achhi peshkas har bar ki tarha

mujhe bhi aapse kuch sikhne ko milega


aapka dost dhaval


------------
rock

dhaval acha lagga ki tumne bhut dil se mujhe parha hai........koshish karounga ki isse bhee behtar likhu or tum isse bhee behtsr reply karo.....umeed karta hoon saath bana rahega.......take care.......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tere paas aake mera waqt guzar jata hai astha Hindi/Urdu Lyrics 2 24th October 2008 07:30 PM
waqt ka kaarwaan guzar gaya manoj kureel Shayri-e-Dard 10 13th December 2005 10:15 AM
guzar gaya hai waqt lekin pyar wohi hai soni_sonal Shayri-e-Dard 2 6th May 2005 01:55 AM
waqt ka kaarwaan guzar gaya... manoj kureel Shayri-e-Dard 25 14th August 2004 03:37 PM
apani raat to vo jo tere saath guzar gai jaanaa.N Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 31st March 2003 11:30 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com