aap sabhi ko prem ka pranaam ....
ik koshish ke saath upasthiti darj karane ki koshish kar raha hu
pasand aane par aashirwaad jaroor de..aapka ...prem..
Chad
Ooper chad
Bas itna
Ki tu utar paaye nij sahas se
Chad
Ooper chad
Par mat chad ooper itna
Ki tu na uter paye nij ichcha par
Mat chad ooper itna
Ki tu gire to kuch hani ho
Chadhna uttam hai
Sunder hai
Par jaan le tu itna
Ki gar tu
Is jami se
Apna rishta todega
To tu nabh ki
oonchai se
gar jami par kabhi girega
tab yah dharti chattaani
tujhko thukraayegi
u samajh!!!
na chadh oooper itna
"anjana man" kahe prem se
bas chad oopre itna
ki gar tu kabhi gire
to lage
gira god janni ka
mat chad ooper itna