Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Rukh pe jab jab naqaab hota hai !
Old
  (#1)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
Rukh pe jab jab naqaab hota hai ! - 19th October 2016, 11:59 AM

Rukh pe jab jab naqaab hota hai !
Dil ka mausam kharaab hota hai !!

Dard jo bilkul bayan nahi hota !
Dard wo be-hisaab hota hai !!

Aap kahte hain sirf paani hai !
Aanshuon me to khwaab hota hai !!

Ruthne waale ko phir mana lena !
Ranjishon ka hisaab hota hai !!

Andheron me raasta dikhane ko !
Ek jugnoo hi mahtaab hota hai !!

Bewajah nahi hai wo parde me !
Aankh me uske sharaab hota hai !!

Teri mehfil ki har adaa me ab !
Gaaybana NAWAAB hota hai !!



Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
19th October 2016, 05:51 PM

Bohat khoob kalaam hua hai nawaab sahab

Maqta mai takhalus ka istamaal bohat umda tareeqe se kiya

Daad-o-tehseen qubool farmaiye


Kya ishaara karey ye hawaaiye
Gaur se sun zara tu sadaaiye

Khushk pattey bhi kehte bohat kuch
Shabnami phool jo keh na paaiye
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
21st October 2016, 03:35 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Rukh pe jab jab naqaab hota hai !
Dil ka mausam kharaab hota hai !!

Dard jo bilkul bayan nahi hota !
Dard wo be-hisaab hota hai !!

Aap kahte hain sirf paani hai !
Aanshuon me to khwaab hota hai !!

Ruthne waale ko phir mana lena !
Ranjishon ka hisaab hota hai !!

Andheron me raasta dikhane ko !
Ek jugnoo hi mahtaab hota hai !!

Bewajah nahi hai wo parde me !
Aankh me uske sharaab hota hai !!

Teri mehfil ki har adaa me ab !
Gaaybana NAWAAB hota hai !!

Bahot khoob..!!!!

Aate rahein

Likhte rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st October 2016, 07:11 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Rukh pe jab jab naqaab hota hai !
Dil ka mausam kharaab hota hai !!

Dard jo bilkul bayan nahi hota !
Dard wo be-hisaab hota hai !!

Aap kahte hain sirf paani hai !
Aanshuon me to khwaab hota hai !!

Ruthne waale ko phir mana lena !
Ranjishon ka hisaab hota hai !!

Andheron me raasta dikhane ko !
Ek jugnoo hi mahtaab hota hai !!

Bewajah nahi hai wo parde me !
Aankh me uske sharaab hota hai !!

Teri mehfil ki har adaa me ab !
Gaaybana NAWAAB hota hai !!



waahh kyaa umdah peshkash hai pankaj saahab................

bahut bahut khoob likhaa hai aapne.... bahut rawaan ghazalkahi hai, likhte rahiye.. aate rahiye

Shaad.......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
3rd November 2016, 11:16 PM

Pankaj sahab bahut hi behtren GAZAL KAHI JE AAPNE
PADKAR BAHUT ACHA LAGA
LIKHTE RAHE

SHAKIR ALI
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th November 2016, 03:56 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Rukh pe jab jab naqaab hota hai !
Dil ka mausam kharaab hota hai !!

Dard jo bilkul bayan nahi hota !
Dard wo be-hisaab hota hai !!

Aap kahte hain sirf paani hai !
Aanshuon me to khwaab hota hai !!

Ruthne waale ko phir mana lena !
Ranjishon ka hisaab hota hai !!

Andheron me raasta dikhane ko !
Ek jugnoo hi mahtaab hota hai !!

Bewajah nahi hai wo parde me !
Aankh me uske sharaab hota hai !!

Teri mehfil ki har adaa me ab !
Gaaybana NAWAAB hota hai !!



Nawaab sahiib....bahut umda gazal kahi aapne, ehsaas bahut pasand aaye, aik sher jo dil ke khaas kareeb rha, wo hai:

Dard jo bilkul bayan nahi hota !
Dard wo be-hisaab hota hai !!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com