Aaj to khoob sajna hai sawrna hai
Saajan tere sang Eid manana hai
Kaan.o main bali hatho.n mein kangan
Mathe pe bindiy.a lagana hai
Haatho.n mein mehandi pawo.n mein payal
Aakho.n mein kaajal lagana hai
Saajan tere sang Eid manana hai
~Eid Mubarak ~
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Aaj to khoob sajna hai sawrna hai
Saajan tere sang Eid manana hai
Kaan.o main bali hatho.n mein kangan
Mathe pe bindiy.a lagana hai
Haatho.n mein mehandi pawo.n mein payal
Aakho.n mein kaajal lagana hai
Saajan tere sang Eid manana hai
~Eid Mubarak ~
dear diya..............tumhe bhi meri taraf se EID mubarak aur sabhi members ko bhi
bahut khoob likha hai tumne, dua hai yeh EID sukh-shaanti lekar aaye, har taraf jo khoon-kharaba ho raha hai woh sab band ho jaye.....bhagwaan sabhi ko nek raaste par daaley.
kush raho
aapki diii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Aadaab Diya ji Aapko aur sabhi sadasyo ko meri aur se Eid ki Hardik Shubhkamnaye
Aapka Eid par likha hua yeh kalaam mujhe behad pasand aya yeh Eid aapke jeewan men nayi khushian lekar aye...........Khuda Hafiz
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Aaj to khoob sajna hai sawrna hai
Saajan tere sang Eid manana hai
Kaan.o main bali hatho.n mein kangan
Mathe pe bindiy.a lagana hai
Haatho.n mein mehandi pawo.n mein payal
Aakho.n mein kaajal lagana hai
Saajan tere sang Eid manana hai
~Eid Mubarak ~
"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"
Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko, wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain. Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif'' Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.
Location: keep on changing as working with a company presently in orissa
Rep Power: 18
3rd October 2008, 06:55 AM
shukria sunita ji,
kabhi kabhi ek sapna pura karne me hajaro pal lag jate hai to kabhi ek pal hajaro sapno ko pura kar deta hai. aisa hi ek pal aj aya jab apne mere threads ko padna shuru kia. ahsas ko jism mil gaya . nigaho ko roshni. apki tareef or piyar ne humme apka mureed bana diaya. thanks thanks thanks.
dear diya..............tumhe bhi meri taraf se EID mubarak aur sabhi members ko bhi
bahut khoob likha hai tumne, dua hai yeh EID sukh-shaanti lekar aaye, har taraf jo khoon-kharaba ho raha hai woh sab band ho jaye.....bhagwaan sabhi ko nek raaste par daaley.
kush raho
aapki diii
PYARI DI,
Eid ke bahane apna feelings jo share karna chahate the hum ,woh aapko pasand aayi mano Eid ki chand hume hasil hui.....aap younhi humare saath dete rahiye ..
Aap ki Roshni Mahfil ko roshan karti rahegi ...
Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai