Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Nafrat
Old
  (#1)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
Nafrat - 21st December 2006, 12:41 AM

Khaali hai mann aaj se,
Chahat khatam hai kab se,
Dil sambhal gaya hai mera,
Chehera bhulaa diya hai tera,
Jeena hai aaj ke liyain mujhe,
Yaadon main na dekhna hai tujhe,
Kuch bhi na paaya maine is raaste pe,
Nafrat hai mujhe aaj is Mohobbat se.


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sumeet jagtiani
Romance
sumeet jagtiani is on a distinguished road
 
sumeet jagtiani's Avatar
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Dec 2006
Location: india
Rep Power: 0
21st December 2006, 05:04 AM

Nafrat itni karo ko ke inteha ho jaye,pyaar itna do ke
nafrat bhi kaam na aye,bus zindai pyaar ke liye hai,nafrat karo
aur pyaar badte jaye
  Send a message via Yahoo to sumeet jagtiani  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
22nd December 2006, 07:45 PM

Very nice, Sumeetji.

Reply ke liyain shukriya


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Helloo!!!
Old
  (#4)
teriyaad
Registered User
teriyaad is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 0
Helloo!!! - 22nd December 2006, 11:20 PM

Hey!
Good one ,keep it up!!!!!


Kuch tou majbooriya rahi hogi,
Warna you he koi bewafa nahi hota!!!!!
   
Reply With Quote
Pyaar
Old
  (#5)
sumeet jagtiani
Romance
sumeet jagtiani is on a distinguished road
 
sumeet jagtiani's Avatar
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Dec 2006
Location: india
Rep Power: 0
Angry Pyaar - 23rd December 2006, 03:18 AM

Pyaar kya hai,ke lamha ya zindagi,ek sapna ya haqueqat,pyaar ek aina hai,sapna nahi,jo dikhta to hai par mehsus kiya nahi ja sakta,bus jod raha hue us toote aine ko,jo mere dil ki tarah hai,toota to hai par juda nahin ja sakta
  Send a message via Yahoo to sumeet jagtiani  
Reply With Quote
Old
  (#6)
nice_4m_heart
Mr Nice Guy
nice_4m_heart will become famous soon enoughnice_4m_heart will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Oct 2005
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 20
23rd December 2006, 05:01 AM

Quote:
Originally Posted by Anupama18 View Post
Khaali hai mann aaj se,
Chahat khatam hai kab se,
Dil sambhal gaya hai mera,
Chehera bhulaa diya hai tera,
Jeena hai aaj ke liyain mujhe,
Yaadon main na dekhna hai tujhe,
Kuch bhi na paaya maine is raaste pe,
Nafrat hai mujhe aaj is Mohobbat se.
Khaali hai mann tab se,
Chahat khatam hai jab se,

Dil sambhal gaya hai mera,
Chehera bhulaa diya hai tera,

Aaj may jeena hai mujh ko,
na dekhu khilo may tujh ko,

Nahi hasil hay kuch yaha se,
Ab Nafrat hai Mohobbat se.


--------------------------------

shayri mujh ko kuch nahi Aati
galti dekhi bhi tw nahi jati

bura na maanna aye dost miray
urdu mujhy bhi kuch nahi Aati


Mr Nice Guy

Na tha kuchch to KHuda tha, kuchch na hota to KHuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota maiN to kya hota ?
(Mirza Ghalib)

Q Zia-Kar Bano, Sooday Faramosh Raho ?
Fiqray farda na karo, Mahy-e-ghamy-e-dosh raho

Naly Bul Bul K suno aur hamatan Gosh Raho
Hum-nawa may bhi koi gul ho k khamosh raho ?
(Sir Allama Iqbal)

Last edited by nice_4m_heart; 23rd December 2006 at 05:06 AM..
  Send a message via Yahoo to nice_4m_heart Send a message via MSN to nice_4m_heart Send a message via Skype™ to nice_4m_heart 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
Love 23rd December 2006, 10:32 AM

hi anupam kahub likha hai
bas ese hi likhte raho
tumhari is rachna ka javab mere nazariye se de raha hu. gaur kijiyega

Mohabbat karo to itni karo ki had na rahe,
Intezaar karo to itna karo ki waqt na rahe,
Bharosha karo to itna karo ki shak na rahe,
Nafrat karo to itni karo ki phir mohabbat na rahe.


Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti hui aankho ko rula gaya koi,
Kya thi wo chehre ki masumiyat,
Is nafrat bhare dil ko mohabbat sikha gaya koi.


Wo inkaar karte hai ikraar ke liye,
Nafrat bhi karte hai to pyaar ke liye,
Ulti chal chalte hai ye ishq karne waale,
Aankhe bandh karte hai deedar ke liye.


Nafrat thi humse to izhaar kyu kiya,
Dena tha zaher to pyaar kyu kiya,
Dekar zaher kehte hai ki pina hi honga,
Aur jab pi gaya zaher to kehte hai ab jina hi honga.


======================================
Love is not a heart of life.
It is just a part of life.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#8)
nice_4m_heart
Mr Nice Guy
nice_4m_heart will become famous soon enoughnice_4m_heart will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Oct 2005
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 20
23rd December 2006, 11:01 AM

[QUOTE=Merul;221616]Nafrat thi humse to izhaar kyu kiya,
Dena tha zaher to pyaar kyu kiya,
Dekar zaher kehte hai ki pina hi honga,
Aur jab pi gaya zaher to kehte hai ab jina hi honga.[/COLOR][/SIZE]

Originally this a filimi shyri.. sung by Mohammad Rafi..

Wo hans kay agar mangy tw hum jaan bhi day day
ya jaan tw kia chez hay iman bhi day day.. Q K ya Ishq ishq hay ishq ishq

Nazo andaz say khay tay hay kay jeena hoo ga
Zaher bhi day tay hay tw khay tay hay K peena hoo ga
jab may peta hoo tw khay tay hay k marta bhi nahi
jab may marta ho tw khay tay hay kay jeena hoo ga


Mr Nice Guy

Na tha kuchch to KHuda tha, kuchch na hota to KHuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota maiN to kya hota ?
(Mirza Ghalib)

Q Zia-Kar Bano, Sooday Faramosh Raho ?
Fiqray farda na karo, Mahy-e-ghamy-e-dosh raho

Naly Bul Bul K suno aur hamatan Gosh Raho
Hum-nawa may bhi koi gul ho k khamosh raho ?
(Sir Allama Iqbal)
  Send a message via Yahoo to nice_4m_heart Send a message via MSN to nice_4m_heart Send a message via Skype™ to nice_4m_heart 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
26th December 2006, 01:56 PM

Quote:
Originally Posted by teriyaad View Post
Hey!
Good one ,keep it up!!!!!
thank you.


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
26th December 2006, 01:58 PM

Humain padhne ka bahut shukriya.

Yahaan milte rahenge,
Anupama

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi anupam kahub likha hai
bas ese hi likhte raho
tumhari is rachna ka javab mere nazariye se de raha hu. gaur kijiyega

Mohabbat karo to itni karo ki had na rahe,
Intezaar karo to itna karo ki waqt na rahe,
Bharosha karo to itna karo ki shak na rahe,
Nafrat karo to itni karo ki phir mohabbat na rahe.


Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti hui aankho ko rula gaya koi,
Kya thi wo chehre ki masumiyat,
Is nafrat bhare dil ko mohabbat sikha gaya koi.


Wo inkaar karte hai ikraar ke liye,
Nafrat bhi karte hai to pyaar ke liye,
Ulti chal chalte hai ye ishq karne waale,
Aankhe bandh karte hai deedar ke liye.


Nafrat thi humse to izhaar kyu kiya,
Dena tha zaher to pyaar kyu kiya,
Dekar zaher kehte hai ki pina hi honga,
Aur jab pi gaya zaher to kehte hai ab jina hi honga.


======================================
Love is not a heart of life.
It is just a part of life.

Merul~~~~~~~~~~>


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
nafrat py_ar_love Shayri-e-Ishq 0 6th February 2006 06:38 PM
Nafrat dostfromhell Shayri-e-Ishq 2 23rd February 2005 06:11 PM
Nafrat! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 2nd November 2004 03:29 PM
Nafrat. Lostinsomeone Shayri-e-Ishq 0 27th June 2004 04:01 PM
nafrat sharabi Shayri-e-Sharaab 2 23rd September 2003 10:11 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com