Jhalak se jinko pehchanta hun -
15th February 2017, 01:34 PM
Jhalak se jinko pehchanta hun
Woh cheron me chehra tera bhi hai
Ba zahir kare bhi kar raha hun
kaisa dewana mera yeh ishq hai
Khawab me dekhun, tere khayal karun
Yeh kaisi zuban tera hi naam jab raha hai
suya bhi hun mai jaga bhi hun
Har shab me khayal tera hi hai
Ishq diwani tujhse karta mai hun
Khali khayalo meich dil bolta hai
seeraj ke dil ka haal mai hun
Woh tujko chahta be intehan hai
|