Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do - 17th April 2006, 06:43 AM

jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 19
17th April 2006, 10:42 AM

Anil ji,
bohat khub lika hei aapne. kuch alag alag hei bohat acha.

Kanchan
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th April 2006, 07:15 PM

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do

Anil ji...

kaise hain aap? bahut hi sundar rachna hai aapki...ara tircha bhagya yugon se....waah! yoon hi likhte rahiye...daad hamari bhi kabuul farmayiye...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 20th April 2006, 12:24 AM

haan kuch alag to hai kanchan meera aur radha ek sath ek hee hraday main achha laga tum en is bhaw ko samjha thanks foe giving ur words to my ahasas
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
dhanyavad
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyavad - 20th April 2006, 12:26 AM

paras jee achha hoon main ek dam theek. aur haan aap ka kvita pe ana kavita ka bhagya aur sundar kard eta hai dhanyavad aur aap eke daad himmat degee aur achha likhte rahane ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kamyayni
Guest
 
Posts: n/a
4th May 2006, 07:40 PM

Anil ji

hum ye kahein ki ye to aapne SAAHI me haal e dil bayan kar diya to??

kanha meera ko radha kar do
kash meera radha ho sake
meera ka daaard radha bhi nahi samjh sakti

poori kavita hi virah ki khoosurti bayaan karti hai.
dil me tees uthti hai isko parh ke.
   
Reply With Quote
kmayanee
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kmayanee - 4th May 2006, 10:54 PM

bahut dil tha jab ye kavita likhe ethee ke bahut se log samjhenge radha kee meera hone kee ichha ko par bahut kam logon ne parhe eye rachana tum ne meera kee pooree peera ko man diya hai bahut bahut dhanyavad
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th May 2006, 11:13 PM


jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do


Hi Anil,

Bahut hi khoobsurat rachna hai aapki... Khoob saadgi se baat kahi hai... aur saadgi mujhe humesha hi pasand hai... dil khush ho gaya aapki yeh rachna padhkar... likhte rahiye yun hi... apna khayal rakhiyega...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do - 5th May 2006, 12:14 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do

waah waah anilbhaiya aap ki yeh rachna padh kar dil baag bag ho gaya

ye lines to tilasmi hai dil ko gahrayi se choo gayi bhaiya

jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do

bahut achhe bhaiya hamesha ki tarah
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do
Old
  (#10)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: ara tirchha bhagya yugon se tum seedha sadha kar do - 5th May 2006, 06:42 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do

ANIL JI...........

aapki yah rachna bahut sidhi aur bahut sundar hai, jab jab pyar ka naam aata hai tab Krishna,Radha , aur Meera ka pawan prem bhi yaad kiya jata hai..........do no ne Krishna ko dil se chaha ,par dono ke prem ki peera apni apni thee........par is prem ne sampooran jagat ko prem ka sahi arth bataya ..........bahut accha laga aapki is rachana ko padna.......

with best wishes
ranju


ranjana
   
Reply With Quote
shukriya pulkit
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya pulkit - 5th May 2006, 09:54 AM

sada see hai meera apan sada hee ye radha hai
is liye kalam mera un sa hee seedha sada hai

tumhe sadgee pasand ayee achha laga mujhe meree rachanayon kee sagee ko apne lafz dete rahana PULKIT mujeh achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
manu
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
manu - 5th May 2006, 09:55 AM

bahut bahut shukriya manau der baad hee sahee meree tachana kee meera ko us ka haq milne laga log parhne lage samjhne lage meera pyar ke athahs agar main khona chahtee hai meree meera ab radha hona chahtee hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
dhanyavwad ranju
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyavwad ranju - 5th May 2006, 09:57 AM

meera ke pawan prem ko jan lene ke liye bahut bahut dhanayawad bahut achha laga tumhara is rachana par aana mujeh laga ye rachana pasand nahee ayee ksiee ko kayee din tak aklee paree rahee thee shukriya ane ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
5th May 2006, 02:21 PM

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do

“Meera ko Radha kar do”…….bahut khoob!

Anil ji….

….hamesha ek nayapan hota hai aapki kavita mein…..kehte hain jahan takk nazar nahin ja paa ti wahan khayal pahunch jate hain….lekin aapke baare mein kahoon toh jahan takk kisi ke khayal nahin pahunch paate wahan aapki kavita pahunch jati hai…..

….behad pasand aayi aapki ye kavita bhi….dil se nikli daad kabool kijiyega

Apna khayal rakhyiega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
dhanyavwad
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyavwad - 6th May 2006, 07:51 AM

meree kalpanayon ke naye roop ko samjhne ke liye une sarahane ke liye bahut bahut shukriya tumhara apana khayal rakhana aur meree shayree ka bhee khayal rakhana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
22nd June 2010, 12:26 PM

Ishq ibadat is namz is kavitaa ke liye aap se baat huyee thee aap ke liye prastut hai


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#17)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 22nd June 2010, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do

anil jee
radhe radhe

har shabd dil ko chhoo gaya kya baat hai bahut khoob likhte hain aap
is nazm ke liye koi shabd nahi mil raha ye to jaise mere hi dil ke ahsaas hain
bahut sundar bahon me bhar lo tum kanha meera ko radha kar do bahut sundar
meri duaayen hain ki aapki lekhni isi tarah rang barsaati rahen


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
22nd June 2010, 12:40 PM

Ishq jee jab se mil ke loutaa hoon is kavitaa ko dhonndh raha athaa aap ke liye milee to aap kee jholee men rakh dee aap ne keemat hee nahee eenaam bhee diyaa bahut achaa lagaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#19)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
22nd June 2010, 05:09 PM

Bohat khoobsurat raha aapka yeh Geet Anil saheb...........jab vichar aur bhavna hi prem se labalab bhari ho to geet ka meetha hona lazmi hai........please continue your journey on SDC.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 22nd June 2010, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do


Anil ji......................................tusi gr8 ho, ahsaas bahut nirmal se lage,

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do

superb.................................

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#21)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
22nd June 2010, 06:29 PM

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do


Its Too Good ......Anil Ji..... !

mann ko pavitr karte ehsaas ...dil ki gehraai me utar gaye......superB creation......dil se daad...yunhi behtar ehsaason ke saath aate rahen... khush rahen...

apn khayal rakhen....
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#22)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
1st August 2010, 08:56 PM

naresh jee bahut bahut abhaar aap kaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#23)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
1st August 2010, 10:02 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
jis ko dekhoon sath tumahre
mujh ko radha dikhtee hai
door kaheen ik meera baithee
geet tumhare likhtee hai

tum ko socha kartee hai
ankhon main panee bhartee hai
us panee se likhtee hai
likh ke khud hee parhtee hai

yoon hee pooja karte karte
kitne hee yug beet gaye
ankhen band kiye ankhon se
kitne jeewan reet gaye

ankhen khole is jeewan main
palkon main tum ko bharna hai
jis dil se pooja us dil se
pyar tumhe ab karana hai

ara tirchha bhagya yugon se
tum seedha sadha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
meera ko radha kar do
bahon main bhar lo tum kanha
mera ko radha kar do
masoomshayar saheb...namaste...!

aapko aaj pehli dafa padha hai, bahut sundar likhteN haiN aap....
behad achha laga aapko padhna...
daad dil se haazir hai, qubuul kijiyega...

aapka dost,
vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#24)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
1st August 2010, 10:04 PM

vikaram bahut bahut shukriyaa zaldee main masoofiyat se bahar aa kar aap ke kalam bhee dekhoongaa ummed hai kuch seekhne ko milegaa shukriyaa phir se


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
seedha mere dil se anmol singh Shayri-e-Dard 0 28th July 2005 03:07 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com