hum us jungal kay wasi hain jahan sher bhi paani bhartay hain. samjhay. hibernating ki baatain mat karo. woh toh humnay kabhi ki nahin han busy jaroor thi btw woh toh ab bhi hoon par chalo koi baat nahin.
rahi baat snow ki toh woh toh yahan month of may mein bhi padh jaati hai. but then I like snow.
kitni saaf aur sunder hoti hai bilkul us uparwalay ki tarah.
A

Sweetie what does that mean...???? (high lighted in red)
Ankita kyun threads block karwane par lagi ho.....
Yahan shayari karo janeman bus shayari... yahan wahan ki agar baatein ki tou off the topic discussion hogi aur threads block kar di jayegi...
there are two rules in sdc ....
Rule No 1: Acquaintance with Baqz is injurious to health and for shayari mahoool and
Rule No 2: Never forget rule no 1
jungle mein sher hansa kisnay dekha
pariyon ka jahan daira ho khawab dekha
aisay hi khawaab kay pankh laga kar
ud jaaongi mein neel gagan mein
aaj nahin toh kal dekhna tum dekha...
A
sher nahin kha sakta hai . kyon ki sherni say darta hai.