Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Khamosh Ho Kyoun~Ahmed Faraz Jee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Question *Khamosh Ho Kyoun~Ahmed Faraz Jee** - 24th January 2006, 06:19 PM

Khamosh ho kyoun Daad-e-Jafaa kyouN nahiin dete
Bismil ho to qaatil ko Duwaa kyouN nahiin dete

Vahashat kaa sabab Rouzan-e-ZindaaN to nahiin hai
Mahar-o-Maah-o-Anjum ko bujhaa kyouN nahiin dete

Ik ye bhii to Andaaz-e-Ilaaj-e-Gham-e-JaaN hai
Aye chaaraagaro dard baDhaa kyouN nahiin dete

Munsif ho agar Tum to kab Insaaf Karoge
Mujrim hai agar ham to Sazaa kyouN nahiin dete

Rahazan ho to haazir hai Mataa-e-Dil-o-JaaN bhii
Rahabar ho to manzil kaa pataa kyouN nahiin dete

Keyaa biit gayii ab ke "Faraz" Ahal-e-Chaman par
Yaaraan-e-Qafas mujh ko sadaa kyouN nahiin dete


*Writer: Ahmed Faraz Jee**


*Keep Smilling.......**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sagar29in
Mashahoor Shayar
sagar29in is a jewel in the roughsagar29in is a jewel in the roughsagar29in is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 289
Join Date: May 2001
Location: panvel
Rep Power: 25
21st April 2010, 05:08 AM

ek aur...faraz sahab ki gazal..


ab ke tajdeed-e-vafa ka nahi imkaan janaa.
yaad kya tujh ko dilaye tera paimaan janaa!!!

yuun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hain
kis qadar jald badal jaate hain insaan janaa...

zindagi teri ata thi so tere naam ki hain
ham ne jaise bhi basar kee tera ehsaan jana.

dil ye kehta hain ke shayad ho fasurdaa tu bhi
dil ki kya baat karen dil to hain nadaan janaa

avval avval ki muhabbat ke nashe yaad to kar
be piye bhi tera chehra tha gulistan janaa

aakhir aakhir to ye aalam hain ke ab hosh nahi
rag-e-meena sulag utthi ke rag-e-jaa janaa

muddaton se yahi aalam na tavaqqo na ummeed
dil pukare hi chala jaata hain jaana janaa...

ab ke kucch aisi saji mehfilein yara janaa
sar ba zanu hain koii sar ba gariibaan janaa

har koii apani hi aawaz se kaanp uthata hain..
har koii apane hi saaye se hairaan saa janaa.

jis ko dekho vahi zanjeer ba paa lagata hain
sheher ka sheher hua daakhil-e-zindaan janaa

ham ke ruthi huii rut ko bhi mana lete the..
ham ne dekha hi na tha mausam-e-hijraan janaa

hosh aaya to sabhi khwab te reza reza...
jaise udate hue auraag-e-parishaan janaa....





sagar...


wo mere dil ko kuchal ke chala gaya
anjane me muzko wo shayar bana gaya
  Send a message via Yahoo to sagar29in  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th January 2013, 09:17 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Khamosh ho kyoun Daad-e-Jafaa kyouN nahiin dete
Bismil ho to qaatil ko Duwaa kyouN nahiin dete

Vahashat kaa sabab Rouzan-e-ZindaaN to nahiin hai
Mahar-o-Maah-o-Anjum ko bujhaa kyouN nahiin dete

Ik ye bhii to Andaaz-e-Ilaaj-e-Gham-e-JaaN hai
Aye chaaraagaro dard baDhaa kyouN nahiin dete

Munsif ho agar Tum to kab Insaaf Karoge
Mujrim hai agar ham to Sazaa kyouN nahiin dete

Rahazan ho to haazir hai Mataa-e-Dil-o-JaaN bhii
Rahabar ho to manzil kaa pataa kyouN nahiin dete

Keyaa biit gayii ab ke "Faraz" Ahal-e-Chaman par
Yaaraan-e-Qafas mujh ko sadaa kyouN nahiin dete


*Writer: Ahmed Faraz Jee**


*Keep Smilling.......**


Wah!....bohat khooob....TFS Shimul ji.................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
30th January 2013, 01:08 PM

nice one........................................



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ahmed Faraz huzefa Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 7th May 2009 04:05 PM
Ahmed Faraz Ke KALAAM.....!! Taish Shayri-e-Mashahoor Shayar 29 14th March 2009 10:35 AM
*Aashiqii~Mushkil~Ahmed Faraz Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 19th January 2006 03:07 AM
rangish ( faraz ahmed ) sohanii Shayri-e-Dard 1 30th December 2005 08:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com