Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Gum
Old
  (#1)
liveinnothing
Registered User
liveinnothing will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
Gum - 1st October 2004, 01:17 PM

Aatey hain gum
jindgi mein
haseen ke din
yaad dilaaney ke liye

Pal hum bhool na jayen
jinhey
woh haasin pal
yaad dilaney ke liye

Har kisi se nahi
rakhtey jawaab mohababt ka
umeed tau hoti hai
toot janey ke liye

Log rakh detey hain
rastey mein sang 'haseen'
RAHA-GEER terey
sambhal janey ke liye

'Insaan' tau pathaar ki
pooja kartey hain
sheeshey ke dil kahan
insaano ke liye

Waajid nahi hogaa
usey khatawaar kehnaa
khudaa ne diyaa yeh dil
beemaar honey ke liye



Liveinnothing@yahoo.co.uk
   
Reply With Quote
Re: Gum
Old
  (#2)
Gabbar singh
Registered User
Gabbar singh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Sep 2004
Location: ramgadh
Rep Power: 0
Re: Gum - 1st October 2004, 04:28 PM

'Insaan' tau pathaar ki
pooja kartey hain
sheeshey ke dil kahan
insaano ke liye

hhnnnnn
bahoooooooot naainsaafi hai...bahoot naainsaafi hai...
gabbar


jo darr gaya wo marr gaya
  Send a message via Yahoo to Gabbar singh  
Reply With Quote
Old
  (#3)
soni_sonal
kuch baatein kuch yaadein
soni_sonal is on a distinguished road
 
soni_sonal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 22
1st October 2004, 05:57 PM

hi

bahut khoob likha hai aapne
humari daad kubul kijiye

sonal
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
mayu
Registered User
mayu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 113
Join Date: Aug 2004
Location: india
Rep Power: 20
hi - 2nd October 2004, 02:21 AM

hi,


Aatey hain gum
jindgi mein
haseen ke din
yaad dilaaney ke liye

Pal hum bhool na jayen
jinhey
woh haasin pal
yaad dilaney ke liye

Har kisi se nahi
rakhtey jawaab mohababt ka
umeed tau hoti hai
toot janey ke liye

Log rakh detey hain
rastey mein sang 'haseen'
RAHA-GEER terey
sambhal janey ke liye

'Insaan' tau pathaar ki
pooja kartey hain
sheeshey ke dil kahan
insaano ke liye

bahut khub , kya kahu shabdo ke jaal mai sachhai ka aaaina khubsurti se dikha diya aapne.

aapka her sher apne aap mai kai bate samete hue hai, ummido ki , rishto ki, bhavishava ki,
sapno ki, ishwar ki , thokro ki, ishq ki ,
tadap ki , yadoon ki,

bahut kuch kah gaye aap in chand lines mai.

keep writing

tc

mayuri
  Send a message via Yahoo to mayu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
liveinnothing
Registered User
liveinnothing will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
4th October 2004, 12:54 PM

Hi gabbar

i would say impressive name good to hear u were happy
thanks because u read it


LIVEINNOTHING
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
liveinnothing
Registered User
liveinnothing will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
4th October 2004, 12:56 PM

HI SONAL

shukriya apney in chand alfazon ko apney daad ke layak samjhaa achaa lagaa ki aapko pasand aaye ek baar phir shukriyaa yahan aaney ka

Liveinnothing
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
liveinnothing
Registered User
liveinnothing will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Feb 2004
Rep Power: 21
4th October 2004, 01:01 PM

HI Mayuri

jub mainey apnaa likhaa padhaa tau mujhey kuch bhi khaas nahi lagaa per jo aapney is ke barey mein apna ahsaas likhaaa aur woh bhi is khoobsoorti se aapney is ghazal ke barey mein likhaa usey padh kar ab mein hi soch taa hoon shayad kuch achaa likhaa hai per kehtey hain khoobsoorti dekhney waley ki aankhon mein hoti hai shayad mujhey kehnaa padegaa yeh aapkaa ahsaas hai jo is tarah saaf aur paak hai ki aap ney yeh sab kuch mehsoos kiyaa shukriyaa meraa hoslaa afjai ke liye

aap meri aur bhi gazlein padhengey yahi umeed rakhtaa hoon
shukriyaa

liveinnothing
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com