Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Intezar
Old
  (#1)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
Intezar - 14th February 2005, 07:42 PM

bahot saal beet gaye tumhare saath rehte hue
beete hue har waqt ka nazara mere hotho par hai
kahin baar maine tumse poocha
KYA YE YAAD HAI TUMHE
tumhari ankho main kutch padh na payi
kahin baar maine tumhara haath mere balo pe rakha
dil main halki si uthi thi chubhan jab apne use hataya
jabhi apne mujhe chuya mera rom rom ga uthe the
KYA YE KABHI APNE SUNA
man mera aaj chekhta hai
saath rehne ka kya koi matlab hai
jooth muth ka ye dikhava to hai
kun hum saath saath rehte hai
mere in sawalo ke jawab ki umeed le ke khadi hun
koi dil ke darwaze pe dastaq denewale ke intezar main

meetaparekh
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
paplupopat
Registered User
paplupopat will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 269
Join Date: Jan 2003
Location: india.
Rep Power: 22
14th February 2005, 07:55 PM

aisee lagii lagan
meeta ho gaii magan,
woh to gali - gali , meena - meena gane lagii

lol Meeta.....gustaakhi maaf ho magar ye rog aapako be-saq meena ji ki den hai.

Dard mere hi bahoot hain hone ko gamgeen,
tum kuch aur kaho to aaj baat kareN.

ek baar fir gustaakhi maaf ho.

Jara apana khayaal rakhiyegaa.
paplu.

as you write more and more personal
it becomes more and more universal.
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#3)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
reply - 14th February 2005, 08:15 PM

bahot saal beet gaye tumhare saath rehte hue
beete hue har waqt ka nazara mere hotho par hai
kahin baar maine tumse poocha
KYA YE YAAD HAI TUMHE
tumhari ankho main kutch padh na payi
kahin baar maine tumhara haath mere balo pe rakha
dil main halki si uthi thi chubhan jab apne use hataya
jabhi apne mujhe chuya mera rom rom ga uthe the
KYA YE KABHI APNE SUNA
man mera aaj chekhta hai
saath rehne ka kya koi matlab hai
jooth muth ka ye dikhava to hai
kun hum saath saath rehte hai
mere in sawalo ke jawab ki umeed le ke khadi hun
koi dil ke darwaze pe dastaq denewale ke intezar main

Meeta ji,
bahoot gahar ehsaas hai ye.
jis tarah se aapne inhe sabdo ke dhaanche me sawara hai wo kabil-e-tarif hai.

kayi baar aisa hota hai wo jo humara saath me hai
jo hamuaare har pahaloo se juda hota hai
jisaki har baato ka asar sidhe dilo-gimaab par hota hai
wo apna nahi bahoot door-door hota hai

jis pal ko hum apne yaado me saja kar rakhte hai
wo pal to use yaad bhi nahi hota hai
in sawalo ka jawab ab to humara dil chata hai
lekin use to yaad bhi nahi hota hai

bas ek dikhaawe ki tarah hota hai
ek anbujhi paheli ki tarah hota hai

pata nahi kyu aapke lines padhate hi mere jehan me ye lines ubhar kar chali aayi,
asha hai ki yeha inhe dene par aapko koi aitraaj nahi hoga.

aapke khayaalo me jaane kaha mai doob gayi
bas isi doobaw se bahar lnikalane ke liye alwida
apna khayaal rakhiyega

aapki garima

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
thanks
Old
  (#4)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 22nd February 2005, 01:11 PM

Quote:
Originally posted by paplupopat
aisee lagii lagan
meeta ho gaii magan,
woh to gali - gali , meena - meena gane lagii

lol Meeta.....gustaakhi maaf ho magar ye rog aapako be-saq meena ji ki den hai.

Dard mere hi bahoot hain hone ko gamgeen,
tum kuch aur kaho to aaj baat kareN.

ek baar fir gustaakhi maaf ho.

Jara apana khayaal rakhiyegaa.
paplu.
Popatji
wah kya baat hai par ek baat kehna chaungi pyar har dil ki dhdkan hai jaan hai,thanks 4 reply, sorry 4 delay i was not in town .t.c.

meetaparekh
   
Reply With Quote
Re: reply
Old
  (#5)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
Re: reply - 22nd February 2005, 01:16 PM

Quote:
Originally posted by garima
bahot saal beet gaye tumhare saath rehte hue
beete hue har waqt ka nazara mere hotho par hai
kahin baar maine tumse poocha
KYA YE YAAD HAI TUMHE
tumhari ankho main kutch padh na payi
kahin baar maine tumhara haath mere balo pe rakha
dil main halki si uthi thi chubhan jab apne use hataya
jabhi apne mujhe chuya mera rom rom ga uthe the
KYA YE KABHI APNE SUNA
man mera aaj chekhta hai
saath rehne ka kya koi matlab hai
jooth muth ka ye dikhava to hai
kun hum saath saath rehte hai
mere in sawalo ke jawab ki umeed le ke khadi hun
koi dil ke darwaze pe dastaq denewale ke intezar main

Meeta ji,
bahoot gahar ehsaas hai ye.
jis tarah se aapne inhe sabdo ke dhaanche me sawara hai wo kabil-e-tarif hai.

kayi baar aisa hota hai wo jo humara saath me hai
jo hamuaare har pahaloo se juda hota hai
jisaki har baato ka asar sidhe dilo-gimaab par hota hai
wo apna nahi bahoot door-door hota hai

jis pal ko hum apne yaado me saja kar rakhte hai
wo pal to use yaad bhi nahi hota hai
in sawalo ka jawab ab to humara dil chata hai
lekin use to yaad bhi nahi hota hai

bas ek dikhaawe ki tarah hota hai
ek anbujhi paheli ki tarah hota hai

pata nahi kyu aapke lines padhate hi mere jehan me ye lines ubhar kar chali aayi,
asha hai ki yeha inhe dene par aapko koi aitraaj nahi hoga.

aapke khayaalo me jaane kaha mai doob gayi
bas isi doobaw se bahar lnikalane ke liye alwida
apna khayaal rakhiyega

aapki garima
Garima
apke reply dekhkar samaj gayi, sach aap useme lin ho gayi thi, apne jo bhi kaha hai main apke saath hun, aaj itna sochne samzne ka time hi nahi hai, sab apne aap main gum hai, aur hum hai jaise yado main basera kar lete hai. take care.

meetaparekh
   
Reply With Quote
Re: Intezar
Old
  (#6)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
Re: Intezar - 22nd February 2005, 04:21 PM

Quote:
Originally posted by meetaparekh
bahot saal beet gaye tumhare saath rehte hue
beete hue har waqt ka nazara mere hotho par hai
kahin baar maine tumse poocha
KYA YE YAAD HAI TUMHE
tumhari ankho main kutch padh na payi
kahin baar maine tumhara haath mere balo pe rakha
dil main halki si uthi thi chubhan jab apne use hataya
jabhi apne mujhe chuya mera rom rom ga uthe the
KYA YE KABHI APNE SUNA
man mera aaj chekhta hai
saath rehne ka kya koi matlab hai
jooth muth ka ye dikhava to hai
kun hum saath saath rehte hai
mere in sawalo ke jawab ki umeed le ke khadi hun
koi dil ke darwaze pe dastaq denewale ke intezar main
nahi samajh aa raha ki kya likhu...
bas soch raha hoon...

ek baar man kaha ki likh du..
phir nahi likha
shayad kuchh sochker

vastavik jindagi mein
an-ginat hi pal hain
jinhe kaid nahi ker sakata
shabdo ke dayre mein

kuchh usi tarah ki hai anubhuti
jab gujar aapke kalaam se
vichar sab suny ho gaye
akhiri shabd dastak dene waale ke entjaar mein

Akant...

*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
22nd February 2005, 06:14 PM

Meeta G...Adaab.

Mauf kijiyega lekin ek taveel arse ke baad aapse humkalaam ho raha hoon.. aapki yeh peshkash tah-e-dil mein khalish pohchaane mein kamyaab rahi....

khuda ki itni badi qaayenaat mein maine,
bas ek shaks ko maanga mujhe wohi na mila.

bohot ajeeb hai yeh QurbatoN ki doori bhi,
woh mere saath raha par mujhe kabhi na mila.

Apnaa khayaal rakhiyega...dua go.

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
22nd February 2005, 06:30 PM

Meeta....aapko parhna hamesha hi ek alag...sa anubhav rehta hai...or na jaane keise aap ye sab itni saralta se likh paati haiN...ye Chaand aapko salaam karta hai....

DuaaoN ke saath...hamesha

Chaand

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#9)

22nd February 2005, 06:33 PM

Talib saahab...aapka Reply parha...hamesha ki tareh...yahaaN bhi aapke ye sher....khoob pasand aaye.

Chaand

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Re: Re: Intezar
Old
  (#10)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
Re: Re: Intezar - 22nd February 2005, 08:16 PM

Quote:
Originally posted by akant
nahi samajh aa raha ki kya likhu...
bas soch raha hoon...

ek baar man kaha ki likh du..
phir nahi likha
shayad kuchh sochker

vastavik jindagi mein
an-ginat hi pal hain
jinhe kaid nahi ker sakata
shabdo ke dayre mein

kuchh usi tarah ki hai anubhuti
jab gujar aapke kalaam se
vichar sab suny ho gaye
akhiri shabd dastak dene waale ke entjaar mein

AKANT
dil main utha tha toofan
jo kagaz pe utar aaya
thanks a lot, aapka jawab dene ka andaz nirala, bye

Akant...

meetaparekh
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#11)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 22nd February 2005, 08:18 PM

Quote:
Originally posted by talib
Meeta G...Adaab.

Mauf kijiyega lekin ek taveel arse ke baad aapse humkalaam ho raha hoon.. aapki yeh peshkash tah-e-dil mein khalish pohchaane mein kamyaab rahi....

khuda ki itni badi qaayenaat mein maine,
bas ek shaks ko maanga mujhe wohi na mila.

bohot ajeeb hai yeh QurbatoN ki doori bhi,
woh mere saath raha par mujhe kabhi na mila.

Apnaa khayaal rakhiyega...dua go.
TALIB
aap bahot high likhte hai, bhai main ek aam admi hun. thanks a lot take care.

meetaparekh
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#12)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 22nd February 2005, 08:23 PM

Quote:
Originally posted by Chaand
Meeta....aapko parhna hamesha hi ek alag...sa anubhav rehta hai...or na jaane keise aap ye sab itni saralta se likh paati haiN...ye Chaand aapko salaam karta hai....

DuaaoN ke saath...hamesha

Chaand
Chand
thanks chand, kahin baar aisa mesoos hota hai ke dil main jo batein hai wo kagaz per nahi utarti, ek kambhkt ankhe hai jo ansoo girane ke baad bhi hasti rehti hai.jo koi dheere se ise sarahe to phir ro uthti hai.

meetaparekh
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
22nd February 2005, 10:25 PM

Meeta G aur Chaand Bhai..aap sab se phir ek baar gustakhi ki maufi chahta hoon.. jo sher meine likhe the woh mere nahi janaab Bashir Badr sahab ke hain.. mein unka naam likhna bhool gaya... ummeed hai yeh khata-e-beikhteyaar aap darguzar farmaayenge....

aap ki nazar poori gazal pesh karta hoon...lutf andoz kalaam hai yeh...

muhabbato.n me.n dikhaave kii dostii na milaa
agar gale nahii.n milataa to haath bhii na milaa

gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohade the
bahut talaash kiyaa koii aadamii na milaa

tamaam rishto.n ko mai.n ghar pe chho.D aayaa thaa
phir isake baad mujhe koii ajanabii na milaa

bahut ajiib hai ye qurbato.n kii duurii bhii
vo mere saath rahaa aur mujhe kabhii na milaa

*qubat = nazdikee, closeness.

Khudaa kii itanii ba.Dii qaayanaat me.n mai.n ne
bas ek ShaKhs ko maa.Ngaa mujhe vo hii na milaa

Take care

Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#14)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 23rd February 2005, 01:29 PM

Talib
achi gazal sunane ke liye, bahot hi acha likha hai. jabhi lage suna diya karo.

meetaparekh
   
Reply With Quote
Re: Intezar
Old
  (#15)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Intezar - 23rd February 2005, 02:24 PM

Quote:
Originally posted by meetaparekh
bahot saal beet gaye tumhare saath rehte hue
beete hue har waqt ka nazara mere hotho par hai
kahin baar maine tumse poocha
KYA YE YAAD HAI TUMHE
tumhari ankho main kutch padh na payi
kahin baar maine tumhara haath mere balo pe rakha
dil main halki si uthi thi chubhan jab apne use hataya
jabhi apne mujhe chuya mera rom rom ga uthe the
KYA YE KABHI APNE SUNA
man mera aaj chekhta hai
saath rehne ka kya koi matlab hai
jooth muth ka ye dikhava to hai
kun hum saath saath rehte hai
mere in sawalo ke jawab ki umeed le ke khadi hun
koi dil ke darwaze pe dastaq denewale ke intezar main

mita,
KYA YE YAAD HAI TUMHE

bahu j saras ahesaas.... pan chhataay..... asamanjaas na dariya ma humesha mane dhakelti jaay chhe tari kalam.....

meena
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#16)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 23rd February 2005, 08:02 PM

Meena
asmanjash kem?????????????

meetaparekh
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
23rd February 2005, 08:12 PM

Meeta ji...

kaisi hain aap...? is kalaam ko pehle bhi padha thaa...aur gehri soch mein padh gayi thee...ki chand alfaazon mein wo dard wo tadap jo asal mein dil ko chuu rahi hogi...kahan ubhar payi hogi...

apki nazar ek meena kumari ki gazal hai jo mujhe behad pasand hai...

chaa.Nd tanhaa hai aasmaa.N tanhaa
dil milaa hai kahaa.N kahaa.N tanhaa

bujh ga_ii aas chhup gayaa taaraa
thar_tharaataa rahaa dhuaa.N tanhaa

zindagii kyaa isii ko kahate hai.n
jism tanhaa hai aur jaa.N tanhaa

ham_safar ko_ii gar mile bhii kahii.n
dono.n chalate rahe tanhaa tanhaa

jalatii bujhatii sii raushanii ke pare
simaTaa simaTaa saa ek makaa.N tanhaa

raah dekhaa karegaa sadiyo.n tak
chho.D jaayenge ye jahaa.N tanhaa

--meena kumari

enjoy

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#18)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
thanks - 24th February 2005, 11:50 AM

Paras
ham_safar ko_ii gar mile bhii kahii.n
dono.n chalate rahe tanhaa tanhaa

jalatii bujhatii sii raushanii ke pare
simaTaa simaTaa saa ek makaa.N tanhaa

raah dekhaa karegaa sadiyo.n tak
chho.D jaayenge ye jahaa.N tanhaa

--meena kumari

thanks a lot, bahot achi gazal hai,maza aa gayi, aap jaise dost se hi hosla badhta hai, take care.

meetaparekh
   
Reply With Quote
Re: thanks
Old
  (#19)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: thanks - 24th February 2005, 12:05 PM

Quote:
Originally posted by meetaparekh
Meena
asmanjash kem?????????????

mita,
asamajas....... ha, haji pan maan svikartu j nathhi... afsos... hu haji tane samji nathi sakti.. je dekhay chhe ae sachu ke je kahe chhe te sachu....
kadach tu wadhu khuli ne waat kare to samji saku tanae......

meena
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
intezar palulovable Hindi/Urdu Lyrics 0 14th May 2005 05:36 PM
Intezar saajan_1545 Shayri-e-Ishq 1 27th April 2005 11:21 PM
intezar kush001 Aapki Shayri 4 16th March 2005 07:47 PM
intezar kush001 Aapki Shayri 0 11th February 2005 11:48 PM
intezar-2 raj_cute20 Shayri-e-Ishq 2 5th May 2004 04:21 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com