Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Phir nazar se pila dijiye
Old
  (#1)
9891832
Stranger
9891832 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Phir nazar se pila dijiye - 28th March 2008, 07:34 PM

Phir nazar se pila dhijiye (4)
Hosh mere uda dhijiye (2) (phir)


Chodiye dhushmani ki ravish (2)
Jab zara muskuraa dhijiye (3)
Hosh mere uda dhijiye (phir)


Bath aphsaana ban jayegi (2)
Is khadhar math hava dhijiye(3)
Hosh mere uda dhijiye (phir)


Aayiye khul ke miliye gale (2)
Sab thakluph kab se haath dhijiye (2)

dhidhar hoom kabse muskurake
Ab tho jalva dhikha dhijiye
Hosh mere uda dhijiye (phir)


Stranger
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
29th March 2008, 05:06 PM

Jahan dekhta hu tu he nazar aati hai,
Teri tasvir se sara sansar nazar aata hai.


Yeh kis duniya me tum lekar aaye ho mujhe,
Khushiyao se har get bahar nazar aata hai.


Tere payar ne jo kuch mujhe diya hai,
Saat janam sath rahega, itna kuch mujhe diya hai.


Ajj tum ho mere liye jindagi se barkar,
Pehli bar uppar wale ne kuch sagat me diya hai.


Tor kar saer bandhan tere bandhan me bandhugam
Ajj tere dil ne yeh paigam mujhe diya hai.


Mujhe bharosa nahi iss du mohiya duniya pe,
Parr uss wade par bhi bharosa hai jo tum e ne mujh se kiya hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
29th March 2008, 05:09 PM

[violet][b]..
Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,

Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,

Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,

Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,

Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,

Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,

Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,

Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,

Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,

Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,

Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,

Eesha shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat humain,

Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen.

TUm hum say yah kehtay hu, mohabbat nahin rahi

TUm hum say yah kehtay hu, mohabbat nahin rahi

tumhien badal gayey ya wu ulfat nahin rahi

har baat pay tana har andaz mein tashheh

kiyon saaf nahin kehtay mohabbat nahin rahi

gheron pay karam, apnon pay sitam kartay hu

phir shaan say kehtay hu, qurbat nahin rahi

sehra mein tapish mein jab tum nay hamein choora

is husn ki baazar mein woo qeemat nahin rahi

mana kay hum say bhi buhat ghaltiyan hoien

shaed kay darguzar ki tumhain aadat nahin rahi

manzar tu wahi hain halat hain badlay

shaed kay ishqe yaarr ki zarrorat nahin rahi
   
Reply With Quote
pls reply
Old
  (#4)
9891832
Stranger
9891832 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
pls reply - 29th March 2008, 11:05 PM

please post the details of this song, which album/artist, and all..
plz


Stranger
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
srivastava
Registered User
srivastava is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
5th April 2008, 02:10 PM

Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,

Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,

Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,

Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,

Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,

Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,

Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,

Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,

Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,

Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,

Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,

Eesha shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat humain,

Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen.

TUm hum say yah kehtay hu, mohabbat nahin rahi

TUm hum say yah kehtay hu, mohabbat nahin rahi

tumhien badal gayey ya wu ulfat nahin rahi

har baat pay tana har andaz mein tashheh

kiyon saaf nahin kehtay mohabbat nahin rahi

gheron pay karam, apnon pay sitam kartay hu

phir shaan say kehtay hu, qurbat nahin rahi

sehra mein tapish mein jab tum nay hamein choora

is husn ki baazar mein woo qeemat nahin rahi

mana kay hum say bhi buhat ghaltiyan hoien

shaed kay darguzar ki tumhain aadat nahin rahi

manzar tu wahi hain halat hain badlay

shaed kay ishqe yaarr ki zarrorat nahin rahi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Aaj woh chehra Phir nazar aaye...!!! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 20 30th January 2010 09:24 AM
Nazar mila ke pila ...... sager Shayri-e-Dard 1 7th September 2009 04:34 PM
phir kuchh baadal nazar aaye hai! dheer Shayri-e-Dard 11 10th April 2007 11:48 AM
Jane dijiye Irfan Hakeem Shayri-e-Ishq 5 24th February 2006 05:29 PM
Phir bhi tujhe ye farq Kion nazar nahi aata hae Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 27th March 2003 02:59 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com