Quote:
Originally posted by kumar surya
Mohabbat karne wala umra bhar kuch nahi kahta
Dariya me toofaan aata he samunder kuch nahi kahta
mera Dil aur mera chehra he dono ek jesa
ek andar khamosh he ek bahar kuch nahi kahta
Kumar
|
nice one..........
mohbbat karna wala zindagi baar kuch nahi kehta
ki tariya shor karti hai samundar kuch nahi kehta
to kya mazburiya bezan cheeze bhi samajti hai
gale se jab utarta he to jewer kuch nahi kehta
bada ghahra nasha hota hai maidan me utarna ka
ki ja dete hue laskar kuch nahi kehta
humesha sabr ko rusve kiya hai bhigghi ankhon ne
jarrurat cheek padti hai gadgar kuch nahi kehta
mere dil me chehre ka samjota maje ka hai
yeh andar kuch nahi kehta wo bahar kuch nahi kehta......
sorry i cudnt resist myself........frm completing it..............
i like ur id though...........
bye and take care buddy
passionate...........