Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > English/Hindi/Other Languages Poetry > Hindi Kavitayen

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
suraj hai tu...
Old
  (#1)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
suraj hai tu... - 25th November 2014, 03:27 PM

Suraj hai tu...sansaar me tuzhse hi prakash hai
Suraj hai tu...jeevn ka
Tu hi to aadhar hai

Parvat ko varsha mili
Aaranya ko nadi mili
Khet to ankur mila
Jeev ko bhojan mila
Prani matra par teta
Ye anant upkar hai
Suraj hai tu...jeevan ka
Tu hi to aadhar hai

Surya hai prachanda tu
Tu Bhim...martand tu
Hai gyan ka prakash tu
Agyan ka vinash tu
Tuzhse hi mili grahonko
Gati,disha,aakar hai
Suraj hai tu..tuzhse hi
Jeevan ka aadhar hai.

Kirno se oot poot hai
Tu ushma ka sroot hai
Vigyan ki aadharshila
Bhavishya ka vichar hai
Suraj hai tu...tuzhse hi
Jeevan ka aadhar hai

"Bhushan joshi"
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
3rd December 2014, 11:21 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Suraj hai tu...sansaar me tuzhse hi prakash hai
Suraj hai tu...jeevn ka
Tu hi to aadhar hai

Parvat ko varsha mili
Aaranya ko nadi mili
Khet to ankur mila
Jeev ko bhojan mila
Prani matra par teta
Ye anant upkar hai
Suraj hai tu...jeevan ka
Tu hi to aadhar hai

Surya hai prachanda tu
Tu Bhim...martand tu
Hai gyan ka prakash tu
Agyan ka vinash tu
Tuzhse hi mili grahonko
Gati,disha,aakar hai
Suraj hai tu..tuzhse hi
Jeevan ka aadhar hai.
Kirno se oot poot hai
Tu ushma ka sroot hai
Vigyan ki aadharshila
Bhavishya ka vichar hai
Suraj hai tu...tuzhse hi
Jeevan ka aadhar hai
"Bhushan joshi"
bahut nayab kaviya hai Bhusjan ji aapki
...Suraj hi hum sab ka adhar hai ..yahan tak ki solar system isi
ke karan chalta hai ..sahi mayno mein h isi suraj ki badaulat hi
hain is dhari per.

Aage bhi aap ki rachnaon ka intezar rahega..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
4th December 2014, 12:50 PM

Bahut achchi kavita bhoosan ji..bahut achcha laga apko padna...yoon hi likhte rahiye...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
4th December 2014, 08:18 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
bahut nayab kaviya hai Bhusjan ji aapki
...Suraj hi hum sab ka adhar hai ..yahan tak ki solar system isi
ke karan chalta hai ..sahi mayno mein h isi suraj ki badaulat hi
hain is dhari per.

Aage bhi aap ki rachnaon ka intezar rahega..

Sanjay Sehgal
Dhanyawad sahgal ji....
Apka ashirwad rahe to nishchit hi hindi kavitaye rachne ki prerna milti rahegi.

Apka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
4th December 2014, 08:25 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut achchi kavita bhoosan ji..bahut achcha laga apko padna...yoon hi likhte rahiye...
Madhu ji namaskar.

Apne samay nikal kar ye kavita padhi..apke protsahan ke liye bohot bohot aabhar.

Apka apna
Bhushan joshi



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th December 2014, 08:50 PM

Bhusan jee

Namaste

Aapki yeh kavita achchhi rahiin....subhkaamnaayen

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
7th December 2014, 09:00 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Bhusan jee

Namaste

Aapki yeh kavita achchhi rahiin....subhkaamnaayen

Aapka

Dhaval
Bohot bohot aabhar Dhaval ji....
Apki shubhkamnayen muzhe hindi kavitayen likhne ko prerit kar rahen hain......aage bhi prayas karta rahunga.....

Dhanyawad
Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com