Yun to hote hai sab ajnaabe zamaane mein
Kisko aata hai mazaa khud ko bhul jaane mein
Woh bewaafa nahi woh to hai yaar mera
Yeh baat aur hai woh mera nahi zaamane mein
WaaaaaaaaH.. kyaa baat haii!
Khwaab taqdeer thi khwaabon pe jo aitebaar kiya
Khata bas itni thi ji bhar ke humne pyaaar kiya
ek umr guzri hai aab to roothne manaane mein
Yeh baat aur hai woh mera nahi zaamane mein
Beautifulll...!
Kisko aata hai mazaa khud ko bhul jaane mein
Yun to hote hai sab ajnaabe zamaane mein
Very well said Anu bhai!
Dear Anu bhai,
Is pyaari rachna ko pehle bhi padhaa thha par reply nahi de paayaa...bahut hi khoobsurati se dil ke ehsaas kaagaz par utaare hain.... Meri daad kubool kar lena bhai...
Take Good Care of urself.. keep writing