kya kahun .. -
20th September 2005, 01:50 PM
salam ..amaan ..aapka jo bhi ta-aruuf hai ..aapne yahan ye ghazal post kar ke ..bada sukoon pahunchaya ..jab sab taraf ek hi rang dikhe to koi naya rang dil ko ..bahut achcha lagata hai...aapne jo ye ghazal yahan post ki jo movie ..dhoop se hai yakeenan...aur shaya hai janab "Nida fazli" ,,,,yakeenan ye ek bahatereen samajik ghazal hai ..sabhi sher mere dil ke kareeb hai.. magar mere khayal se ..hasil-e-ghazal sher hai..
hukumaton ko badalna to kuch muhaal nahin
hukumatein jo badalta hai woh samaj bhi ho..
is umeed ke saath ki aap aisi hai nayab ..ghazalein layenge
muhabbat-amaan
usne chukar mujhe pathar se insan kiya
muddaton baad meri aankhon mein aansoon aaye
dr.bashir badr
|