Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Old
  (#1)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai - 5th January 2006, 10:26 AM

Dosto Aaj Baithe Baithe Pata Nahi Kyun Ye Khayal Dil Main Utar Gaye.........aur kalam ne ye gazal tyaar kar di.........
sayad aapko pasand aaye............issiliye post kar rahi hun.......aapke views ke intezaar main......


Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Teri Har Raaja Mein Maine Jukaya Hai Sar Ko
Tu Mere Marne Pe Phir Maasus Hota Kyun Hai

Teri Hi Tuh Khushi Chahi Thi Maine Humesha
Phir Bhi Aaj Aansuon Se Ye Samjota Kyun Hai

Mere Baad Bhi Hai Mehfilein Tere Liye Hazaron
Karke Barbad Hume Virano Mein Khota Kyun Hai

Maar Dala Usne Mere Pyaar Ko Gair Ki Khatir
Aaj Uske Marta Pyaar Dekh Dard Hota Kyun Hai

Dekh Ke Tanha Aaj Bhi Uss Bewafa Ko Najaane
Dil Mera Kabar Mein Bhi Uske Liye Rota Kyun Hai

Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai
   
Reply With Quote
Re: Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai - 5th January 2006, 10:33 AM

Quote:
Originally posted by sandhaya
Dosto Aaj Baithe Baithe Pata Nahi Kyun Ye Khayal Dil Main Utar Gaye.........aur kalam ne ye gazal tyaar kar di.........
sayad aapko pasand aaye............issiliye post kar rahi hun.......aapke views ke intezaar main......


Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Teri Har Raaja Mein Maine Jukaya Hai Sar Ko
Tu Mere Marne Pe Phir Maasus Hota Kyun Hai

Teri Hi Tuh Khushi Chahi Thi Maine Humesha
Phir Bhi Aaj Aansuon Se Ye Samjota Kyun Hai

Mere Baad Bhi Hai Mehfilein Tere Liye Hazaron
Karke Barbad Hume Virano Mein Khota Kyun Hai

Maar Dala Usne Mere Pyaar Ko Gair Ki Khatir
Aaj Uske Marta Pyaar Dekh Dard Hota Kyun Hai

Dekh Ke Tanha Aaj Bhi Uss Bewafa Ko Najaane
Dil Mera Kabar Mein Bhi Uske Liye Rota Kyun Hai

Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Bohat khoob sandhaya

Bada hi umda kalam hai tumhara

Mujhe ek gazal yaad aa gayi


"Tum mujhe bhool bhi jao to
Ye haq hai tumko
Meri baat aur hai
maine to Mohabbat ki hai"


Diggaj dave


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
5th January 2006, 10:42 AM

Sukhriya Diggaj Ji......meri nazm ko pasand karne ke liye.........aate rahiyega......

Duaon Ne Teri Meri Duniya Kuch YUn Saaja Di
Maine CHaha Jo TUne Usme APni Dua Miladi
   
Reply With Quote
Re: Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Old
  (#4)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
Re: Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai - 5th January 2006, 01:10 PM

Quote:
Originally posted by sandhaya
Dosto Aaj Baithe Baithe Pata Nahi Kyun Ye Khayal Dil Main Utar Gaye.........aur kalam ne ye gazal tyaar kar di.........
sayad aapko pasand aaye............issiliye post kar rahi hun.......aapke views ke intezaar main......


Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Teri Har Raaja Mein Maine Jukaya Hai Sar Ko
Tu Mere Marne Pe Phir Maasus Hota Kyun Hai

Teri Hi Tuh Khushi Chahi Thi Maine Humesha
Phir Bhi Aaj Aansuon Se Ye Samjota Kyun Hai

Mere Baad Bhi Hai Mehfilein Tere Liye Hazaron
Karke Barbad Hume Virano Mein Khota Kyun Hai

Maar Dala Usne Mere Pyaar Ko Gair Ki Khatir
Aaj Uske Marta Pyaar Dekh Dard Hota Kyun Hai

Dekh Ke Tanha Aaj Bhi Uss Bewafa Ko Najaane
Dil Mera Kabar Mein Bhi Uske Liye Rota Kyun Hai

Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

meena sweetu sach me tum behad khoobsoorat likhti ho.. day by day u r getting just perfectttt... no words to say..
likhti rehna bass yu hi
take care


Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
khilona
Thukraya Hua Shayar
khilona will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Jan 2005
Rep Power: 20
5th January 2006, 03:05 PM

sandhaya JI ;
Bahut hi KHUBSURAT likha hai apne


Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai
.
.
.
.

Ek tu hi to tha jo har pal meri Maut ki Dua karta tha,
Puri ho gayi teri Khawahish ab tu Pachhtata Kyun hai.....

Ki tere liye mera jina koi mayne nahi rakhta tha,
Fir Aaj meri Mazaar pe aake Tu Theharta kyun hai
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
5th January 2006, 11:11 PM

Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Teri Har Raaja Mein Maine Jukaya Hai Sar Ko
Tu Mere Marne Pe Phir Maasus Hota Kyun Hai

Waaaaaaaaahhhh....Khoobsurat aagaz hai ghazal kaa!


Teri Hi Tuh Khushi Chahi Thi Maine Humesha
Phir Bhi Aaj Aansuon Se Ye Samjota Kyun Hai

Mere Baad Bhi Hai Mehfilein Tere Liye Hazaron
Karke Barbad Hume Virano Mein Khota Kyun Hai

Waaaaaahhhhh....!


Maar Dala Usne Mere Pyaar Ko Gair Ki Khatir
Aaj Uske Marta Pyaar Dekh Dard Hota Kyun Hai

Dekh Ke Tanha Aaj Bhi Uss Bewafa Ko Najaane
Dil Mera Kabar Mein Bhi Uske Liye Rota Kyun Hai

hmmmmmmmm...!


Kar Ke Fanah Mujhko Abh Tu Rota Kyun Hai
Apne Chehre Ko Aanso.on Se Bhigota Kyun Hai

Waaah...!

Sanshya,

apki yeh ghazla padhkar munh se Waah ke alaawa kucch nikal hi nahi raha...khoobsurat bayaani hai...Daad kubool kijiyega... Likhti rahiye...!


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th January 2006, 01:39 AM

sandhya

Kalam ki tareef maiN main kya kahun chota muhN badi baat ho jayegi.. tumhare is kalaam maiN jo sabse acchi baat lagti hai wo ye ki tum tum jitni gehrai e khayal rakhti ho .. utne hi lihaz se unhe kalaam maIn alfazoN se sajaati ho .. ye apne aap maiN ek badi baat hai.. ab kis sher ke liye khash kahuN.. ek ko padha to dora kam nazar aaya doosre ke samne teesra .. bohat accha laga tumhara ye kalaam mujh naachez ki daad kabool karo..

tumhara apna

Kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
6th January 2006, 01:46 AM

sandhya ji
aapki ghazal behad sunder hain aur dard se bharpur.har sher
se dard chalakta hain aur sunderta bhi.byeee



marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare


jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare


jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare


duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare



-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
6th January 2006, 12:21 PM

Hi Pallavi .........kaisi ho...tumhe apni post pe dekh kar bahut acha laga...........aur usper tumhare alfaaz kya kehne......thanks dera..mera hausla badhane ke liye.........aati rehna....

Sukhriya Khilona Ji.pasand karne ke liye........and Nice Lines Also.........keep reading...

Pulkit Ji .....aap Tuh Jante Hai ...ki Mujhe Aapka Tariff ka andaaz bahut acha lagta hai.aapke andaaz pe waah kehna chaungi.......aapko meri kosish pasand aai ......mujhe bahut khushi hui ye janker.........aapne views se navajte rahiyega......

Hi Kunal ......Tumhe kya kahun main.......kuch bhi kehte ho.........
bas tumhe apni post pe dekh dil khush ho gaya......aur janab aapko pasand aai yahi kafi hai mere liye.......Tc.......aate rehna...

And Deep Ji......aap aapne m ere liye wakt nikala uske liye sukhriya..........aapko pasand aaya meri kosish safal ho gai.......aate rahiyega.......



Duaon ka Asar Dekho ....
Mera Dard-E-Safar Dekho
Khushi Se Kat Raha Jaise
HUi Uski Meher Dekho
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Har dil rota hai.... itschahat Shayri-e-Ishq 0 30th September 2007 10:40 AM
Fanah.... Fanah.... Shayri-e-Dard 1 20th January 2003 09:34 PM
Dil rota hai Dilwale_Sanam Shayri-e-Ishq 0 29th April 2002 08:12 AM
tumko ronaa hai mujhko rulate ho kyuN maikasH Shayri-e-Dard 0 2nd January 2002 11:37 AM
mujhko rota dekh kar maikasH Shayri-e-Dard 3 25th October 2001 07:04 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com