Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
24th October 2007, 11:55 AM

hamre dost hamre sathi aur bahut chotee umr ka aadi007 nahee rahe. wo meree doosree site par bhee aate the kayee din na aane se call kee gayee to pata chala 11 oct ko sans kee takleef se wo chal base un kee umr bas 24 sal thee. itnee see umr men eid se bhee pahale Allah ne jane kyon bula liya unhe bas khuda apane nazdeek apnee panah men rakhen un kee rooh ko aur parivar ko kbhee darad sahane kee himmat de yahee kamana karata hoon

Anil

tum ne kaha tha tum ko naya parhan chahiye
kya thee khabar is eid par kafan chhaiye
is kadar rooth ke tum kahan chale gaye
rasta is tyohar par ham dekhte rahe
tumhara safar bada tha hamara intazar chota
us ke bulave me kashish hamara pyar khota
dekho ansoo khaare bhee hain khare bhee hain
ham aaj tak intzar men tumahre khade bhee hain
kaha man lo hamara is ladar na door raho
tumhre dost bhee hai tum se bade bhee hain
par ham se bada hai wo ek asaman wala
tumhe sambhala usne hamara dard nahee sambhala
jahan tumhe rakkha hai hamare ashk bhee rakh de
khuda se kaho apne hathon se hamree ankhen dhak de
ab dard tumhara jo mila aur to saha nahee jata
khud men sama nahee raha kisee se kaha nahee jata


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai

Last edited by Mayank; 24th October 2007 at 04:15 PM..
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th October 2007, 12:09 PM

ooohhhhhhh god............. yeh kaya hua.....anil g mujhe yakeen nahi ho raha ki aapne jo jjaha likha hai sach hai....meri SF par unse kuch din phele baat hue thi......kaash na hue hoti baat........shayad abhi main kuch nahi likh paungi............Sorry


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
24th October 2007, 12:10 PM

It is with deep sadness that I have to inform you Aadi007(Adil) Member of shayri.com has passed away.

He suffered with breath problem on 11th OCT, was admitted in BHEL hospital but was asked to take Jhansi' main hospital. He was in ICU but within 10 min he Died.His family and friends are shocked with this sudden death. Our deepest sympathy goes out to the family at this sad time.



ALLAH pak family ki tamam mushkulat dour farmiye our Is Aafat ke samay main saber day.Allah Adil ki aatama ko shanti de.

AMEEN


Thinking of aadi007 is making me shivered still unable to believe this.

Please dua kareN dostoN ki uski aatama ko shanti mile


sending all my most heartfelt prayers for the best of outcomes. May God continue to grant family courage and strength to endure this battle.


--------------------------------------------------------------------------------


Phone karke aap sabhi unke ghar walon se baat kar le

shayad unke dard ko kuch baant sake


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#4)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
24th October 2007, 12:12 PM

he khuda tu humari kismat me
kyo aaise mod laata he
jaha nani karna turn
wahi pe turn karwata he
jinki zaroorat he hume
uunko aapne paas bulaata he
aur jin se hum door rehna chahte he
unko humari zoli me daal deta he
nihar ka kaha maan kabhi
aacho ki to hume bhi zaroorat he
aallah tu khud hi itna aacha he
fir tuje humare pariwaar ki kya zaroorat he ?






he khuda unki rooh ko aapne paas hi rakhna
unko shanti pradan karna
aur humlogo ko unki yeh dukhad bhari khabar zelne ki himmat pradan karna


AAMIN


Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai


Last edited by nihar; 24th October 2007 at 12:15 PM..
  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
24th October 2007, 12:33 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
It is with deep sadness that I have to inform you Aadi007(Adil) Member of shayri.com has passed away.

He suffered with breath problem on 11th OCT, was admitted in BHEL hospital but was asked to take Jhansi' main hospital. He was in ICU but within 10 min he Died.His family and friends are shocked with this sudden death. Our deepest sympathy goes out to the family at this sad time.



ALLAH pak family ki tamam mushkulat dour farmiye our Is Aafat ke samay main saber day.Allah Adil ki aatama ko shanti de.

AMEEN




Thinking of aadi007 is making me shivered still unable to believe this.

Please dua kareN dostoN ki uski aatama ko shanti mile


sending all my most heartfelt prayers for the best of outcomes. May God continue to grant family courage and strength to endure this battle.
shrdha ji ye kesi news mili mujhay bohat shock laga hai ke aik dam achanak aesay bhi hota hai............ mere pas koi lafz nahi is waqt ke main afsos ka izhaar ker sakoon ........ kia kahoon ... bas dua karoon gi ke allah unki family ko sabar aur hosla de jab humain aesa shock laga to pata nahi woh kese sambhalainge khud ko is hadse per dilli afsos ho raha hai mujhay....allah unhain jawar e rehmat main jagha de ameeen......bohat ajeeb dill ho raha hai mera iswaqt....


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 24th October 2007, 12:58 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
It is with deep sadness that I have to inform you Aadi007(Adil) Member of shayri.com has passed away.

He suffered with breath problem on 11th OCT, was admitted in BHEL hospital but was asked to take Jhansi' main hospital. He was in ICU but within 10 min he Died.His family and friends are shocked with this sudden death. Our deepest sympathy goes out to the family at this sad time.



ALLAH pak family ki tamam mushkulat dour farmiye our Is Aafat ke samay main saber day.Allah Adil ki aatama ko shanti de.

AMEEN


Thinking of aadi007 is making me shivered still unable to believe this.

Please dua kareN dostoN ki uski aatama ko shanti mile


sending all my most heartfelt prayers for the best of outcomes. May God continue to grant family courage and strength to endure this battle.
Shrdha ji yeh khaber to bahut afsoos pohchane wali rahi ki Adil ji ab is dunia men nahi rahe yakeen karna bhi bada mushkil hai ki waqt ke agey kisi ki nahi chali hai aur yeh dunia to fani hai Hum ALLAH se dua karten hai ki ALLAH unke gharwalo ko gam sehne ki himmat ata kare aur Adil ki ROOH ki Magfirat kare AMEEN SUMMA AMEEN


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#7)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
24th October 2007, 01:20 PM

uper waalaa aadii ke parivar ko sab'r se navaaze... ye poore shayri parivar ke liye
dukh kii gha.Dii hai... uskii aatmaa ko shanti mile yahii kaamnaa hai! kaash is'se zyaadaa ham sab ke ikhiyaar me.n kuchh hotaa! yahii duaa hai ki is kaThin gha.Dii me.n us parivaar ko himma't mile!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
24th October 2007, 02:31 PM

Aadab dosto.
kaise hain aap sab?


INNAL LILLAHE WAINNA ILEHE RAJEOON.

Allah aadi k tamam SAGIRA OR KABIRA gunah maaf farma,
'unhe JANNATUL FIRDOS me jagah ata farma.
unhe apne SAYE ATEFAT me jagah Ata farma,

AMMI SUMM AAMIN.

Ya Allah kya kahe hum,.
Aadi........................
dosto Aadi woh shaks hai.,jinhone hame itni unchai tak pohonchne me sabse zyada madad ki thi,
unki baato me ek alag hi apnayiyat thi,m
woh hamesha haste hi rehte the,
haan nagr zindagi se bohot kuch paana chahte the,

Allah...........

bas yahi kahege,
ab hum sab unhke liye dua kare,k ab unki AAkhirat bohot achi ho.

Aamin summ aamin,
aap sab baraye ,meherbani apna khayal rakhiye,
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
ek aur member kii maut....:(
Old
  (#9)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
ek aur member kii maut....:( - 24th October 2007, 04:06 PM

mujhe to bilkul bhi yaqeen nahii.n ho raha hai kii jo duusron kii zi.ndagii ke liye duaa maa.ng raha tha, woh khud is tarah ham sab ko chhoD kar chala jaayega... Shayri.com ke itihaas me.n yeh duusri baar koii member hame is tarah chhoR kar chala gaya hai....

ooparwaala un kii rooh ko jannat nasiib kare,aur un ke ghar waalo.n ko yeh dukh sahne kii taaqat de.. yahii duaa hai....

Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#10)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
24th October 2007, 05:17 PM

mujhe To Yakiin Nahi Ho Raha.....kya Likhu....?..jaane Aisa Kyu Hota Hai......?
addi Ji Se Main Bahot Inspire Rahi Hu...ek Din Addi Ji Ne Ishvar Ki Nimato Ko Yahaa Likha Thha, Aur Maine Wahi Khuda Se Naarazgi Jataai.....addi Ji Kyaa Pyaar Thha Khuda Se Shayad Isi Liye Unhone Addi Ji Ko Itnii Jaldi Bula Liya Apne Paas!!!
bahot Dukhad Khabar Hai.....kyaaa Haal Ho Raha Hoga Unke Parivaar Ka, Jisne Apna Beta, Bhaai Kho Diya?....shayad Hum Nahi Samajh Sakenge......
khuda Unki Ruuh Ko Shaani De.....

grazie

pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
24th October 2007, 05:46 PM

It's really so sad and heartbreaking to know that a member of the family is no more...!

May His soul rest in peace...!



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
so sad
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
so sad - 24th October 2007, 06:22 PM

jinhe jana ho wo bhala rokne se kab rukte hain
ehle chaman khush raho ham to safar karte hain.....

thaa lafzon ka ek rishta tujhse ai mere habib
unhi lafzon ko dhak ke kafan se teri nazar karte hain.......

na khabar huyii tere aane kii na hii jaane ka pata
jo nikalte hain is safar pe wo kab khabar karte hain......

khush rahe tu jahan bhi rahe hai ye duaa hamarii
teri rouh ke sakoon ki duaa shaam-o-sehar karte hain........


bass yahi chand ashaar addi ji ko samarpit karta hoon.....khuda unke pariwaar ko is sadme se ubharne ki taqat atta kare........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
25th October 2007, 10:38 AM

Anil bhaii aap ye kya keh rahe hai... hamare itne azeez dost !!!!!!!!!!!

anil bhaii ye post ka sub dekhke hamare dil mein ek gabharahat si hui dua ki khuda se ki koi buri khabar na ho par har baar ki tarah is baar bhi khuda humse naraz raha aur dekha to ye khabar jo kabhi mene sapne mein bhi nahi sochi hogi..

Anil bhaii ye janke bahut dukh hua ki hamare dost ab hamare bich nahi rahe, kehte hai ki gaye log kuch dino tak yaad aate hai par ye dost koi aam log nahi hai jo ki hum bhul jayenge dar-b-dar hamare dost ki kami hamein jarur rulayengi......

bhaii aaj dino baad aaya to socha ki dosto ke ehsaason ko padhu aur use afzaai karu par mujhe nahi lagta ki aaj kisi aur dost ke ehsaason ko afzaai kar pauga..

bhagwan aatma ko santi de

Merul


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
25th October 2007, 04:25 PM

mujhe yakeeN nahiiN ho rahaa .. ki aadil BHaa'ii ees duniyaa meiN nahiiN rahe..maiN aage kyaa liKhuN. kuch samajh nahiiN aa rahaa..ooperwaalaa aadil BHaa'ii ke Ghar waaloN ko duKh sehne kii taaqat deN.. ham sab ne parivaar kaa sadasya gavaayaa haii.. baRaa duKh ho rahaa hai..


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
ahsan
Registered User
ahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to all
 
ahsan's Avatar
 
Offline
Posts: 315
Join Date: Feb 2004
Location: Manhattan,NY
Rep Power: 26
26th October 2007, 12:55 AM

salam........

yeh kaisi buree kaber sundee aap sab ne addi nahi rahe mujhe abhi bhi yakeen nahi horaha hain bas yehi keh sakta hoon addi tum jaha bhi hoon yakeenan bahut khush ho allah aapko jannat-e-firdous main aleey-se-aleey jagah deh, aur allah aapki family ko saber ki toufeeq ataa farmaye aur sirf ek baat kahunga ADDI ur our HERO for always........... allah aapki khaber main jannat ke darwazey khol de................. AMEN......... aur aapki ek bahut purani nazam hai joh main yaha post karaha hoon phir se taki sab logon ko unki kalam ki kamee mahsus hoon.... Ek shardhanjili es nacheez aur aapka dost ahsan ki taraf se....

ek lamha zindgi me esa bhi aaya hota,
usne muskurakar hamko bulaya hota.

zindgi weeran haweli si N hoti,
usne agar hamko thukraya N hota.

zindgi bhar patthar samajhte rahe wo mujhey,
mom ban jaata, bas ek bar choo kar dekha hota.

dekh kar mere gam ko aasma bhi ro diya ek din,
kash unhone bhi apni aankh se ek ashk giraya hota.

pyar ki raahein badi suhani hoti hein,
ek baar is raah chalkar bhi dekha hota.

man hi man pyar karte rahe wo mujhse,
bas ek bar pyar ka ishara to kiya hota.

unhe yakeen hi nahi tha hamari bafayee par,
sirf ek baar "aadi" ko azma kar dekha hota.
sirf ek baar "aadi" ko azma kar dekha.........


Be kinder than necessary because everyone you meet is fighting
some kind of battle. "


220-151-7878
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
26th October 2007, 12:34 PM

Bauahat naye hein hum abhi talak is forum ke liye ,
Bauahat se log abhi bhi ajnabi hamre liye
bauhat se afraad abhi bhi anjaan
ADDI bhi unhee mein se eik the
magar ...............abhi itifaq se is khabar pe nigah paree to saakit reh gayee dilki hur dharkan,
chehra kab ansoun se bheega nai pata chala ,
halke halke kaanp raha hai jism sara ,
itni kamumri mein yun sab ki ankhon ke khaawb bhasm kar ke chalae jana to buahat bure baat hei addi ji ,
maa behnain bhai baap dost ehbaab .................sab ko ap chor gaye sirf dus minx mei n..............
....................................Abhi to is larke ki ankhon ne khawb bhi nahi pooree tarha sajaye hon ge, abhi to umeedon ke diye sahee se roshan bhi na ho paye hon ge , abhi to zindagi ar shuru hoa ho ga
uffffff ajeeb kaifiyat hei abhi dilki Maham ke ..........
Hum nahi jante addi ke yahan kitne dost hie magar jo bhi hein dilse dua hei ke unko Allah himat ata kare ke vo is gham ko seh saken aur Mera Rab unke parents ko unke lawahaqeen ko sabr ata kare


Bass yehee hei zindagi ki dastaan ,

kab warq warq bikhar jaye kaun jaane

kab kaatib e taqdeer uth ke kitaab ko band kar de kiya khabar

Ishee liye AAJ mein ji bhar ke jiya kijiye

Dil bhar ke piyar dijiye

Dil bhar ke karam kijiye apne atraaf mein tamaam logon ke haal pe

Kaun janae aaj jinki posts pe hum reply kar rahe hein

unko javab dene mein bauhat der ho jayae

kaun janae agle mor pe kaun kab bichar jaye

Dil dub sa raha hai buahat gehree udasi ruh mein dar ayee hei

.............................Nahi malum aur kiya Maham kahe

bass itna hee ke piyar dil bhar ke dijiye , kaheen der na ho jaye .................................................. ....
   
Reply With Quote
Afsoss
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Afsoss - 26th October 2007, 03:37 PM

Shayri parivar ne ek achche dost ko kho diya. Bohat takleef hui ye jaankar. HaalaN ke Adil se mera Khitab do-ek baar hi hua tha PM ke zariye lekin un mulaqaatoN meiN hi wo mujhe ek ne dil insaan ma'loom hue. Upar waale se dua hai ke wo unke parivaar ke logoN ko ye sadma bardasht karne ka hausla de. Aur jaane waale ki rooh ko sukoon ataa' farmaaye.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khabar...... sonamadhu Shayri-e-Dard 0 14th November 2005 05:57 PM
kia khabar.... shanjang Shayri-e-Sharaab 1 2nd November 2005 09:23 AM
Kya khabar sirftum Shayri-e-Ishq 0 29th April 2005 09:46 PM
Kya Khabar Thi khushiii Shayri-e-Dard 2 17th March 2004 08:04 PM
khabar guriya82 Anjuman-e-Shayri 1 9th June 2003 10:06 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com