Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dadee naanee ka ghar
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dadee naanee ka ghar - 11th July 2009, 06:23 AM

kal kisee bachhe ne kavita mangee apne school ke liye ki aap chuttee men kahan gaye the. maine jab poocha kahan gaye the us ne bataya kaheen bhee nahee bas dadee ke ghar gaya naanee ke ghar gaya. bahut maza aya ab waheen jaya karoonga.

mere man se meree apne bachpan kee chuttiyen guzar gayeen hamane saree hee bachpan kee chuttiyan waheen bita deen aur man aaj bhee unhee palon ko yaad karata hai

us yug ko kavia men bandhne kee koshish kee hai aur aap ek sath band raha hoon
Anil


kisee soory par na kaheen chaand par
main gaya tha udhar aur na hee idhar
is baar ki chuttee men gaya doston
dadee ke ghar meree naanee ke ghar

kamre wahee the au khidakee wahee
phir bhee jagah wo andekhee ankahee
chhat jaise spano see taron bharee
chand utara huya tha wahan farsh par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

dadee nanee ka dil bana unka ye ghar
chhote lagane lage baakee saare shahar
un ke daman men mera basera raha
un kee bahen theen jaise pariyon ke par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maa bapoo ne barson bitaaye yahan
un ke bachapan ke dikhte hain saaye yahan
dadee naanee unhe dekhtee hee raheen
is baras wahan par mujhe dekh kar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maine jana baboojee rahe the kahan
meree maa ka tha akhir kya ashiyan
kahan rahte the aa kar wo raat ko
kahan beeta tha jeewan ka unke safar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

abhee se ankhen raheen hain taras
jana hai waheen mujhe agle baras
mera kamara sajayen phir ek baar
dadee nanee ko koyee de de khabar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

किसी सूर्य पर ना कहीं चाँद पर
मैं गया था उधर और ना ही इधर
इस बार की छुट्टी में गया दोस्तों
दादी के घर मेरी नानी के घर

कमरे वही थे और खिड़की वही
फिर भी जगह अनदेखी अनकही
छत जैसे सपनों सी तारों भारी
चाँद उतरा हुया था वहाँ फर्श पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

दादी नानी का दिल बना उनका ये घर
छोटे लगाने लगे बाकी सारे शहर
उन के दामन में मेरा बसेरा रहा
उन की बाहें थीं जैसे परियों के पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

माँ बापू ने बरसों बिताए यहाँ
उन के बचपन के दिखते हैं साए यहाँ
दादी नानी उन्हे देखती ही रहीं
इस बरस वहाँ पर मुझे देख कर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

मैने जाना बाबूजी रहे थे कहाँ
मेरी माँ का था आख़िर क्या आशियाँ
कहाँ रहते थे आ कर वो रात को
कहाँ बीता था जीवन का उनके सफ़र
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

अभी से आँखें रहीं हैं तरस
जाना है वहीं मुझे अगले बरस
मेरा कमरा सजाएँ फिर एक बार
दादी नानी को कोई दे दे खबर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th July 2009, 11:28 PM

hats off to u...................superb
subha se esko kai baar pad chuki hoon par samaj nahi aa raha kin alfazo.n mein eski tareef karuN....aapne muje mere bachpan aur meri naani ke ghar mujhe pahuNcha diya, daadi ka ghar to pakistan mein hi reh gaya...!



na daadi dekhi maine na uska ghar,
par dil tarsta hai jauN ek baar us shahar,
tha yahan meri daadi ka ghar......


regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
12th July 2009, 08:27 AM



Masoom ji.........bahut khub likha hai aapne daadi aur naani ka ghar........mujhe apne bachpan ke din yaad kara diye aapne.....jab garmi ki chhutiyon mai main apni naani ke ghar rehne jaya karta thaa....aur raat ko sone se phele unse chanda mama, taaron aur pariyon ki kahani suna karta thaa.....sachmuch us pal unki baahe pari ke parr hi lagte the.....

ek khubsurat ehsaas..........

very nice creation......

aise hi likhte rahiye....
khush rahiye..........




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
2nd October 2009, 07:00 AM

sunitaa jee bahut bahut shukriyaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
2nd October 2009, 07:01 AM

naresh jee shukriyaa aap ka aise hee hosla badha diyaa karo


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th June 2010, 01:29 PM

Maasoom bhaiya:

Pranaam!

daadee aur naanii ke Ghar ke prati aapka yeh pyaar! aur bachpan ki yaade.n.. ShabdoN meiN aapne baDii hi Khoobsuratii se bayaaN kiyaa haii! saral aur saadagee bhare ehsaas!

mere bhee bachpan ki yaade.n taazaa'h ho gayii.n! yuuNhi liKhate rahe.n... apnaa Khayaal raKhe.n

duaao.n ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 15th June 2010, 02:46 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
kal kisee bachhe ne kavita mangee apne school ke liye ki aap chuttee men kahan gaye the. maine jab poocha kahan gaye the us ne bataya kaheen bhee nahee bas dadee ke ghar gaya naanee ke ghar gaya. bahut maza aya ab waheen jaya karoonga.

mere man se meree apne bachpan kee chuttiyen guzar gayeen hamane saree hee bachpan kee chuttiyan waheen bita deen aur man aaj bhee unhee palon ko yaad karata hai

us yug ko kavia men bandhne kee koshish kee hai aur aap ek sath band raha hoon
Anil


kisee soory par na kaheen chaand par
main gaya tha udhar aur na hee idhar
is baar ki chuttee men gaya doston
dadee ke ghar meree naanee ke ghar

kamre wahee the au khidakee wahee
phir bhee jagah wo andekhee ankahee
chhat jaise spano see taron bharee
chand utara huya tha wahan farsh par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

dadee nanee ka dil bana unka ye ghar
chhote lagane lage baakee saare shahar
un ke daman men mera basera raha
un kee bahen theen jaise pariyon ke par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maa bapoo ne barson bitaaye yahan
un ke bachapan ke dikhte hain saaye yahan
dadee naanee unhe dekhtee hee raheen
is baras wahan par mujhe dekh kar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maine jana baboojee rahe the kahan
meree maa ka tha akhir kya ashiyan
kahan rahte the aa kar wo raat ko
kahan beeta tha jeewan ka unke safar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

abhee se ankhen raheen hain taras
jana hai waheen mujhe agle baras
mera kamara sajayen phir ek baar
dadee nanee ko koyee de de khabar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

किसी सूर्य पर ना कहीं चाँद पर
मैं गया था उधर और ना ही इधर
इस बार की छुट्टी में गया दोस्तों
दादी के घर मेरी नानी के घर

कमरे वही थे और खिड़की वही
फिर भी जगह अनदेखी अनकही
छत जैसे सपनों सी तारों भारी
चाँद उतरा हुया था वहाँ फर्श पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

दादी नानी का दिल बना उनका ये घर
छोटे लगाने लगे बाकी सारे शहर
उन के दामन में मेरा बसेरा रहा
उन की बाहें थीं जैसे परियों के पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

माँ बापू ने बरसों बिताए यहाँ
उन के बचपन के दिखते हैं साए यहाँ
दादी नानी उन्हे देखती ही रहीं
इस बरस वहाँ पर मुझे देख कर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

मैने जाना बाबूजी रहे थे कहाँ
मेरी माँ का था आख़िर क्या आशियाँ
कहाँ रहते थे आ कर वो रात को
कहाँ बीता था जीवन का उनके सफ़र
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

अभी से आँखें रहीं हैं तरस
जाना है वहीं मुझे अगले बरस
मेरा कमरा सजाएँ फिर एक बार
दादी नानी को कोई दे दे खबर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर
masoom jee
radhe radhe

bahut sundar.......dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
21st June 2010, 07:03 AM

dhaval bahut bahut abhaar asie hee uttsah badhate rahana


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
21st June 2010, 07:05 AM

ishq jee bahut bahut shukriyaa aap ka kal aap se mulakat huyaa aaj aap ko mere kalaam par dekh bhee liyaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
22nd June 2010, 11:32 AM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
kal kisee bachhe ne kavita mangee apne school ke liye ki aap chuttee men kahan gaye the. maine jab poocha kahan gaye the us ne bataya kaheen bhee nahee bas dadee ke ghar gaya naanee ke ghar gaya. bahut maza aya ab waheen jaya karoonga.

mere man se meree apne bachpan kee chuttiyen guzar gayeen hamane saree hee bachpan kee chuttiyan waheen bita deen aur man aaj bhee unhee palon ko yaad karata hai

us yug ko kavia men bandhne kee koshish kee hai aur aap ek sath band raha hoon
Anil

kisee soory par na kaheen chaand par
main gaya tha udhar aur na hee idhar
is baar ki chuttee men gaya doston
dadee ke ghar meree naanee ke ghar

kamre wahee the au khidakee wahee
phir bhee jagah wo andekhee ankahee
chhat jaise spano see taron bharee
chand utara huya tha wahan farsh par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

dadee nanee ka dil bana unka ye ghar
chhote lagane lage baakee saare shahar
un ke daman men mera basera raha
un kee bahen theen jaise pariyon ke par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maa bapoo ne barson bitaaye yahan
un ke bachapan ke dikhte hain saaye yahan
dadee naanee unhe dekhtee hee raheen
is baras wahan par mujhe dekh kar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maine jana baboojee rahe the kahan
meree maa ka tha akhir kya ashiyan
kahan rahte the aa kar wo raat ko
kahan beeta tha jeewan ka unke safar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

abhee se ankhen raheen hain taras
jana hai waheen mujhe agle baras
mera kamara sajayen phir ek baar
dadee nanee ko koyee de de khabar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

किसी सूर्य पर ना कहीं चाँद पर
मैं गया था उधर और ना ही इधर
इस बार की छुट्टी में गया दोस्तों
दादी के घर मेरी नानी के घर

कमरे वही थे और खिड़की वही
फिर भी जगह अनदेखी अनकही
छत जैसे सपनों सी तारों भारी
चाँद उतरा हुया था वहाँ फर्श पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

दादी नानी का दिल बना उनका ये घर
छोटे लगाने लगे बाकी सारे शहर
उन के दामन में मेरा बसेरा रहा
उन की बाहें थीं जैसे परियों के पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

माँ बापू ने बरसों बिताए यहाँ
उन के बचपन के दिखते हैं साए यहाँ
दादी नानी उन्हे देखती ही रहीं
इस बरस वहाँ पर मुझे देख कर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

मैने जाना बाबूजी रहे थे कहाँ
मेरी माँ का था आख़िर क्या आशियाँ
कहाँ रहते थे आ कर वो रात को
कहाँ बीता था जीवन का उनके सफ़र
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

अभी से आँखें रहीं हैं तरस
जाना है वहीं मुझे अगले बरस
मेरा कमरा सजाएँ फिर एक बार
दादी नानी को कोई दे दे खबर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर
ji bachpan ke bhaut hi komal ehsaas pesh kiye hai aapne................nice



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
22nd June 2010, 12:59 PM

Radhikaa bahut bahut shukriyaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#12)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th June 2010, 01:33 AM

Anil Jee AadaaB!

Aapke ahsaas aur bayaani bahut pyaari lagi......... shabd rachna achchi rahi aur khayaal bahut superb.......

Keep writting....
Keep smiling....
Khuda hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
27th June 2010, 06:35 AM

khwahish bahut bahut shukriya hosla abdhane ke liye


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
shakuntala vyas
Registered User
shakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 337
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 24
27th June 2010, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
kal kisee bachhe ne kavita mangee apne school ke liye ki aap chuttee men kahan gaye the. maine jab poocha kahan gaye the us ne bataya kaheen bhee nahee bas dadee ke ghar gaya naanee ke ghar gaya. bahut maza aya ab waheen jaya karoonga.

mere man se meree apne bachpan kee chuttiyen guzar gayeen hamane saree hee bachpan kee chuttiyan waheen bita deen aur man aaj bhee unhee palon ko yaad karata hai

us yug ko kavia men bandhne kee koshish kee hai aur aap ek sath band raha hoon
Anil

kisee soory par na kaheen chaand par
main gaya tha udhar aur na hee idhar
is baar ki chuttee men gaya doston
dadee ke ghar meree naanee ke ghar

kamre wahee the au khidakee wahee
phir bhee jagah wo andekhee ankahee
chhat jaise spano see taron bharee
chand utara huya tha wahan farsh par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

dadee nanee ka dil bana unka ye ghar
chhote lagane lage baakee saare shahar
un ke daman men mera basera raha
un kee bahen theen jaise pariyon ke par
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maa bapoo ne barson bitaaye yahan
un ke bachapan ke dikhte hain saaye yahan
dadee naanee unhe dekhtee hee raheen
is baras wahan par mujhe dekh kar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

maine jana baboojee rahe the kahan
meree maa ka tha akhir kya ashiyan
kahan rahte the aa kar wo raat ko
kahan beeta tha jeewan ka unke safar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

abhee se ankhen raheen hain taras
jana hai waheen mujhe agle baras
mera kamara sajayen phir ek baar
dadee nanee ko koyee de de khabar
wo dadee ka ghar meree nanee ka ghar

किसी सूर्य पर ना कहीं चाँद पर
मैं गया था उधर और ना ही इधर
इस बार की छुट्टी में गया दोस्तों
दादी के घर मेरी नानी के घर

कमरे वही थे और खिड़की वही
फिर भी जगह अनदेखी अनकही
छत जैसे सपनों सी तारों भारी
चाँद उतरा हुया था वहाँ फर्श पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

दादी नानी का दिल बना उनका ये घर
छोटे लगाने लगे बाकी सारे शहर
उन के दामन में मेरा बसेरा रहा
उन की बाहें थीं जैसे परियों के पर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

माँ बापू ने बरसों बिताए यहाँ
उन के बचपन के दिखते हैं साए यहाँ
दादी नानी उन्हे देखती ही रहीं
इस बरस वहाँ पर मुझे देख कर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

मैने जाना बाबूजी रहे थे कहाँ
मेरी माँ का था आख़िर क्या आशियाँ
कहाँ रहते थे आ कर वो रात को
कहाँ बीता था जीवन का उनके सफ़र
वो दादी का घर मेरी नानी का घर

अभी से आँखें रहीं हैं तरस
जाना है वहीं मुझे अगले बरस
मेरा कमरा सजाएँ फिर एक बार
दादी नानी को कोई दे दे खबर
वो दादी का घर मेरी नानी का घर
bahut khub anil

itane dino baad apki post padhi

sabd hi kum he tarif ke liye

itana saral aur sunder chitran he man ki bhavanao ka

mujhe meri nani ka ghar yaad aaya

dadi ka ghar ish bar jub india gayi mai gayi aur dekha koi nahi he waha

fir bhi kuch der ruk kar atit ko yaad kiya ji

nani ke ghar ko to aaj kal mai mandir manty hu


meri maataji ne ayurvedic hospital ko charity kiya wah ghar

nani ka ghar to pujay sthal he waha 30 beded hospital he

bahut yaade he pyari

daad hazir he ji

sada khush raho

apki didi

shakun
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
28th June 2010, 02:58 PM

shaknu di pranam ashirwaad banaye rakhana kitnaa khush hoon aap ko yahan paa ke main hee janata hoon


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
shakuntala vyas
Registered User
shakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 337
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 24
28th June 2010, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
shaknu di pranam ashirwaad banaye rakhana kitnaa khush hoon aap ko yahan paa ke main hee janata hoon
sada khush raho anil

jub bhi vaqt milega aaty rahungy

missssssssssing sayar family

bahut ache din bite waha

tc
apkididi

shakun
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com