Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey
Old
  (#1)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey - 25th May 2016, 06:03 PM

Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey
Sar-e-bazm tu jalwa dikha bhi dey

Wafa tuney merey saath kab kiya
Daga di hai toh mujh ko wafa bhi dey

Tabeeyat meri na-saaz hai bohat
Dawa dey ho sakey toh dua bhi dey

Zara dekh merey bagh ka ye haal
Merey bagh mai ek gul khila bhi dey

Merey haal se be-daar kar usey
Ke ehsaas-e-mohabbat jaga bhi dey

Merey mushkiley aasaan kar khuda
Khatawaar hu gar toh saza bhi dey

Zara jaan bhi ley dard-e-be-kasi
Agar poochey koi toh bata bhi dey

Hai kyu merey shehar ki hawa be-chain
Khuda iss ko sabaat-e-fiza bhi dey

Muqarrar duniya mai bhala hai kaun
Mujhe yaar se ya-rab mila bhi dey

Nahi zaib terey rukh ko ye malaal
Mujahid tu gham-e-dil bata bhi dey
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
26th May 2016, 12:59 AM

vaah vaah buhet achi ghazal hey mujahiid saheb
buhet buhet daad


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th May 2016, 09:09 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey
Sar-e-bazm tu jalwa dikha bhi dey

Wafa tuney merey saath kab kiya
Daga di hai toh mujh ko wafa bhi dey

Tabeeyat meri na-saaz hai bohat
Dawa dey ho sakey toh dua bhi dey

Zara dekh merey bagh ka ye haal
Merey bagh mai ek gul khila bhi dey

Merey haal se be-daar kar usey
Ke ehsaas-e-mohabbat jaga bhi dey

Merey mushkiley aasaan kar khuda
Khatawaar hu gar toh saza bhi dey

Zara jaan bhi ley dard-e-be-kasi
Agar poochey koi toh bata bhi dey

Hai kyu merey shehar ki hawa be-chain
Khuda iss ko sabaat-e-fiza bhi dey

Muqarrar duniya mai bhala hai kaun
Mujhe yaar se ya-rab mila bhi dey

Nahi zaib terey rukh ko ye malaal
Mujahid tu gham-e-dil bata bhi dey


Masha Allah mujaahid bhai.... ishq ke rangon ko bahut khoobsurtee se aapne apne is kalaam me sajaaya hai... matlaa to bas aandhii aur maqtaa goyaa Toofaan..... bahut haseen aashar aarasta kiye hain aapne.... Allah majeed nawaaze......

lihte rahiye

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th May 2016, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey
Sar-e-bazm tu jalwa dikha bhi dey

Wafa tuney merey saath kab kiya
Daga di hai toh mujh ko wafa bhi dey

Tabeeyat meri na-saaz hai bohat
Dawa dey ho sakey toh dua bhi dey

Zara dekh merey bagh ka ye haal
Merey bagh mai ek gul khila bhi dey

Merey haal se be-daar kar usey
Ke ehsaas-e-mohabbat jaga bhi dey

Merey mushkiley aasaan kar khuda
Khatawaar hu gar toh saza bhi dey

Zara jaan bhi ley dard-e-be-kasi
Agar poochey koi toh bata bhi dey

Hai kyu merey shehar ki hawa be-chain
Khuda iss ko sabaat-e-fiza bhi dey

Muqarrar duniya mai bhala hai kaun
Mujhe yaar se ya-rab mila bhi dey

Nahi zaib terey rukh ko ye malaal
Mujahid tu gham-e-dil bata bhi dey
Waah waaah!!!!!!

shandaar kalaam pesh kiya hai mujahid sahab......
Daad hazir hai...

Likhte rahein......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
26th May 2016, 11:51 AM

Shukriya saba ji madhu ji shaad ji

Ye toh aap logo ka badappan hai jo iss khaaksaar ko qabil-e-tehseen samajh ne ka

Warna hum toh gard-e-zameen ki tarah zameen pe hi parey rehtey
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
26th June 2016, 05:42 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Naqaab-e-rukh-e-pinhaan utha bhi dey
Sar-e-bazm tu jalwa dikha bhi dey

Wafa tuney merey saath kab kiya
Daga di hai toh mujh ko wafa bhi dey

Tabeeyat meri na-saaz hai bohat
Dawa dey ho sakey toh dua bhi dey

Zara dekh merey bagh ka ye haal
Merey bagh mai ek gul khila bhi dey

Merey haal se be-daar kar usey
Ke ehsaas-e-mohabbat jaga bhi dey

Merey mushkiley aasaan kar khuda
Khatawaar hu gar toh saza bhi dey

Zara jaan bhi ley dard-e-be-kasi
Agar poochey koi toh bata bhi dey

Hai kyu merey shehar ki hawa be-chain
Khuda iss ko sabaat-e-fiza bhi dey

Muqarrar duniya mai bhala hai kaun
Mujhe yaar se ya-rab mila bhi dey

Nahi zaib terey rukh ko ye malaal
Mujahid tu gham-e-dil bata bhi dey

wah kya khoob ghazal kahi hai Mujahid Ali saheb
lajwaab
likhte rahen


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
26th June 2016, 07:59 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
wah kya khoob ghazal kahi hai Mujahid Ali saheb
lajwaab
likhte rahen
Shukriya ishk sahab

Na-cheez ko daad se nawaazne ne ka
Aatey rahiye aap bhi bazm mai

Dua mai hamey bhi yaad rakhiye
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com