miya arj kiya hai
woh to aaj bhi hamien dekh kar muskarate hain
woh to aaj bhi hamien dekh kar muskarate hain
par unke bachchein hi kamine hain
jo maamu-maamu chilatte hain
miya arj kiya hai
woh to aaj bhi hamien dekh kar muskarate hain
woh to aaj bhi hamien dekh kar muskarate hain
par unke bachchein hi kamine hain
jo maamu-maamu chilatte hain
shasvatji
ek share hamari aur se
bura mat lagayega
woh to pahle bhi aapko maamu samjte the
woh to pahle bhi aapko maamu samjte the,
par aap hi itne kamine the ,
ki unki aama ko jaanu samjte the
aapne dimagh me mat le jaye
take it ezy
bye
trufellings1
******************************
hum se badal gaya wo nigaahe
to kya hua zinda hai kitne log mohabbat kiye baghair