Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.
Old
  (#1)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad. - 6th April 2004, 04:03 PM

Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.

Mil jayenge sab Lamhe abb khaak mein
Meri Maut Ke Baad.
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.

Khata bhi na kar paaye Yakeenan
Maafi milegi abb Saza ke baad.

Gunahon se tere uthhega abb Parda
Meri Maut Ke Baad.

Subah se shaam takk tere vaadon ka Intezaar
Rooh ko milega Sukoon abb
Need mein sone ke baad.

Phoolon se Mehka na sake ghar apna
Khilega ek gulab magar Fiza ke baad

Baag karega byaan tumne ki tabahi jo
Meri Maut Ke Baad.

Raat din chhayi rahi Badli tere Khwabon ki
Dil ki Pyaas bujhegi abb
Khamosh saanson ke baad

Sadiyon ko Pal mein guzaar na sake
Rook jayega waqt abb
Nabz thamne ke baad

Umr bhar thi aas jin panahon ki..
Milengi abb…
Meri Maut Ke Baad.
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
6th April 2004, 04:11 PM

Dear Roopali Jee, itni dard? Mujhe lafz nehi milrahi hein ke kuch kehsaku....... Lekin bohot khub likhha hein yehi keh paaoongi. Dilki gehraion se shukriya kabool kijiyega. Aapki dard mehsoos kuch jiyada hi hogaayi hein jeise.......khushi miljaaye yeh Duwa hamesha rahegi. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.

Still, plz. keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
6th April 2004, 04:36 PM

khushi ki aas kisse hai abb shimul ji...sab kuch toh chala gaya...ab na toh koi umeed bachi hai na ankhon mein aansoon...sab khatam ho gaya...
aapne mere dard ko samjha ..iske liye aapka bahut-2 shukriya


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Re: Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad. - 7th April 2004, 01:45 PM

roopali ji
kaisi hai aap,,,yeh nahin puchunga,,kyunki aapki gazal sab kuch keh rahi hai....bahoot umda kalaam likha hai hamesha ki hi tarah,,,,magar na jane kyun kuch alfaaz dil ko dukh pahuncha gaye.....aapke dukh ko kam to nahin kar sakta hoon,,,magar samjh jaroor sakta hoon,,mehsoos kar sakta hoon........aapki shayri par meri daad kubool kijiye.....aur apna kahayl rakhiye.


kyun marne ki duayein mangta hai koi
zindagi ki keemat kyun nahin janta hai koi
agar mar kar hi dukhon se chutkara mil pata
dunia mein phir jeena nahin chahta koi

-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad. - 7th April 2004, 02:26 PM

[QUOTE]Originally posted by manoj kureel
[B]roopali ji
kyun marne ki duayein mangta hai koi
zindagi ki keemat kyun nahin janta hai koi
agar mar kar hi dukhon se chutkara mil pata
dunia mein phir jeena nahin chahta koi

Dear Manoj Jee, well said. Waise last 2 lines touched my heart. Yunhi likhte rahiyega. Tahe dilse shukriya kabool kijiyega. Khush rahiye yeh Duwa rahegi. Take care. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
7th April 2004, 04:33 PM

well manoj ji..sach m not alright..but neways aap kaise hain?
Well main maafi chahoongi ki meri ghazal ki kuch lines aapko takleef de gayi…par mera aisa koi iraada nahin hai…dard tha dil mein..ussi ko thoda bahut bahar nikaalne ki koshish ki thi maine…khair…
Aapka bahut-2 shukriya..isse pasand karne ke liye.

kyun marne ki duayein mangta hai koi
zindagi ki keemat kyun nahin janta hai koi
agar mar kar hi dukhon se chutkara mil pata
dunia mein phir jeena nahin chahta koi

waise toh aapki ye lines bahut hi achi hai..aur sachi hain..par kabhi –2 zindagi aise mod par le aati hai..jab aage chalne ko mann nahin hota… aapki duwaon ke liye aapka shukriya…
byee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
27th April 2004, 09:03 PM

Helloooooooo....Roopss....merii Fekuu Roomalii roTii....UrrF mithii mithii rass mala_ii... ...ye to huvii tumharee tarif..ab kuch kavita kii bate...yaar roops ek bat bataoo....ye dard se itnni dosti kyu kar rakhii hai tumne...bachhe....gurujii ka gusaa pata nahi naa..ab sunoo jinn palo ko yaad kar kai dard bhar aate hai naa..uskii kuch hassin yaade bhii to hongii naa..uskoo bhii batoo naa...yaar yuu to jindagii hai jab tak rona hai...jab tak khushii hai ghum hona hai..par...achhe log humesha achhii bate yaad rakhte hai naa...aur tum achhii ho iss mai koyii shaq nahi hai..to fhir der kiss baat kii..dil khol kar ahhi achhi bate sunaya karoo..hum makhmal mai lapet kar tareef karte rahenge...
par yaar likha khub hai tumne....khaas kar kai ye line...JAAN le lii
JAAN!!!!

Sadiyon ko Pal mein guzaar na sake
Rook jayega waqt abb
Nabz thamne ke baad

Umr bhar thi aas jin panahon ki..
Milengi abb…
Meri Maut Ke Baad.


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th April 2004, 09:23 PM

Bahut khoobsurat Ropali jee

kafi achha likha hai padhne ke bad ek baar fir se padhne ka dil karta hai ..

kafi dard bhi chupa hua lagta hai .. wiase maine dekha hai aksar logoN ka dard kalam ke jariye hi nikalta hai


Khata bhi na kar paaye Yakeenan
Maafi milegi abb Saza ke baad.

Gunahon se tere uthhega abb Parda
Meri Maut Ke Baad.

Phoolon se Mehka na sake ghar apna
Khilega ek gulab magar Fiza ke baad

Baag karega byaan tumne ki tabahi jo
Meri Maut Ke Baad.

Raat din chhayi rahi Badli tere Khwabon ki
Dil ki Pyaas bujhegi abb
Khamosh saanson ke baad


upar bayaN kii gayi bateiN to wakeyi kamaal ki haiN .. aap bahut achha likhti haiN .. aise hi likhti rahiye

Humari daad Qabul farmaiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
28th April 2004, 08:41 AM

aslaamaaleikkum, namaste and sat sri a kaal ,

roopalee jee,

manha judha hona hain hum sab koh eik deen
magar abhi shee hee itnaa faslaah toh nah kijiyee
kaun sazaa deta hain kaun mafee kishe patah hain sab hum eik gunehghaar toh hain yahan per

aap lafzoh mein dilo bayyan kartee rahoh hum daad deteh jayenghe

khuush rahoh and always smile dil koh chhoo lete hain kabhi yeh diloh kee jazbaat

bye take care apnee dua mein humhe bhi shameel kijiyegha


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
28th April 2004, 05:21 PM

Hello guruji…yaar bas bhi karo abb ..i am not a feku yaar…uff..
Yaar dard se maine nahin Dard ne mujhse dosti akr rakhi hai..donon baaton mein fark hai..& guruji ka gussa..hmm..well abhi nayi shishya hai sikh jayegi dheere-2
Achi baatein bhi yaad rakhni chahyie..haan waise keh toh theek rahe ho…theek hai aapki iss baat par vichaar kiya jayega..lol…ok? abb maan li guruji ki baat..khush?
Lines ne tumhari Jaan le li..hmm ye thoda confusing matter hai..hai na?
O le main tx kehna toh bhool hi gayi..’Ji Shukriya’..lol..waise jo lines tumne likhi hai..mujhe bhi wahi lines jada pasand hain..
Ok chalti hoon…ganjoo..o sorry sanjoo..lol.
Byee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
28th April 2004, 05:22 PM

tx Kshitiz…tx.
Ya u r right…mujhe aisa lagta hai..ki darad ko kaagaz pe utarana aasan hota hai..kisi aur emotions ke mukable..nahin?
Tx once again..aap yahan aaye & reply kiya.
Byee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
29th April 2004, 11:44 AM

hey.. walekum assalam..namaskar..& sat sri a kaal..Deewana ji..kaise hain aap?

Juda ho gaye who..ghum iss baat ka nahin
Ghum toh ye hai ki wo bewafa kyon nikle?
Humne socha shayad galti unki hai
Par har baar galti ka janaja hamare hi gahr se kyon nikle?

Neway tx a lot Deewana ji….bas likhne wale ko thodi si daad mil jaye aur kya cahhyie..
Hamari dua hamesha hai aapke saath….take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sanjay_here 4 u
Registered User
sanjay_here 4 u is on a distinguished road
 
sanjay_here 4 u's Avatar
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Apr 2004
Location: delhi
Rep Power: 0
18th May 2004, 09:02 PM

Sadiyon ko Pal mein guzaar na sake
Rook jayega waqt abb
Nabz thamne ke baad

Umr bhar thi aas jin panahon ki..
Milengi abb…
Meri Maut Ke Baad.
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad.


roopali ji...
kya kahoon..ek aur fantastic kalaam pesh kiya hai..mere paas words nahin hai aapki tareef ke liye....bahut hi acha likha hai....kitn adard chuppa hai iss kalam mein....meri daad kabool farmayiega ..
bye n take care


Sanjay
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
19th May 2004, 01:17 PM

sanjay..tx a lot..yahan aane ka aur reple dene ke liye...shukriya


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Zindagi ik 'Zindagi' ke baad...!!! vikramjethi Shayri-e-Dard 13 22nd November 2009 11:51 AM
na reh jaye zindagi bhi tere baad fir...... land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 9th September 2006 11:28 PM
ZINDAGI SE KUCH SAWAAL?ajab si hai zindagi jaane kyu isey jeyye ja rahe hai>> shayri12345 Shayri-e-Dard 15 20th March 2006 08:25 PM
zindagi ke saath bhi .........zindagi ke baad bhi dard_thesorrow Shayri-e-Dard 0 27th September 2004 03:36 PM
Zindagi Milegi Abb….Zindagi Ke Baad roopali Shayri-e-Dard 3 14th September 2004 06:37 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com