Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 21 votes, 4.62 average. Display Modes
Old
  (#361)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 16th May 2008, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
saaki se kah do ki may me ab wo baat na rahi,
jab se nigaaho se pee hai botal ki yaad na rahi,
behosh kaun karta hai ye to waqt hi batayega,
par jaam me ab unki nigaaho si kaaynaat na rahi......(NM)

Tum Nahaq naraaz huye warna maikhaaney ka rastaa
hum ne har uss shakhs se poocha , jis ke nain nashiley they.............

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#362)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 16th May 2008, 11:19 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Tum Nahaq naraaz huye warna maikhaaney ka rastaa
hum ne har uss shakhs se poocha , jis ke nain nashiley they.............

tum bhi kyaa khoob apni nigaaho se ghazab dhaate ho
mil jaaye saamne jo bhi saara maikhaana pilaate ho

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#363)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 21st May 2008, 09:25 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
tum bhi kyaa khoob apni nigaaho se ghazab dhaate ho
mil jaaye saamne jo bhi saara maikhaana pilaate ho

regards
manu

tere nisaar saaqiya jitani piyuu.N pilaaye jaa
mast nazar kaa vastaa mast mujhe banaaye jaa
[Unknown]

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#364)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
22nd May 2008, 12:11 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
tere nisaar saaqiya jitani piyuu.N pilaaye jaa
mast nazar kaa vastaa mast mujhe banaaye jaa
[Unknown]

Tum ny khud hi to kaha tha k Mai kashti pe Bojh hoo,
Ankho ko ab na Dhanp Mujhy Dobta bhi Dekh [Unknown]
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#365)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 22nd May 2008, 09:13 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Tum ny khud hi to kaha tha k Mai kashti pe Bojh hoo,
Ankho ko ab na Dhanp Mujhy Dobta bhi Dekh [Unknown]

zaahid ye merii shoKhii-e-rindaanaa dekhanaa
rahamat ko baato.n baato.n me.n bahalaa ke pii gayaa
[Jigar Moradabadi]

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#366)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
22nd May 2008, 09:20 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
zaahid ye merii shoKhii-e-rindaanaa dekhanaa
rahamat ko baato.n baato.n me.n bahalaa ke pii gayaa
[Jigar Moradabadi]
baat chalii terii aa.Nkho.n se jaa pahu.Nchii paimaane tak
khii.nch rahii hai terii ulfat aaj mujhe maiKhaane tak

unknown
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#367)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 22nd May 2008, 09:28 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
baat chalii terii aa.Nkho.n se jaa pahu.Nchii paimaane tak
khii.nch rahii hai terii ulfat aaj mujhe maiKhaane tak

unknown

piyuu.N sharaab agar Khum bhii dekh luu.N do chaar
ye shiishaa-o-qadah-o-kuuzaa-o-subuu kya hai [Mirza Ghalib]

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#368)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Love 23rd May 2008, 08:52 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dostoyeh share mera nahi hai, par mujhe behad pasand hai, so mai appko bhi sunana chahati hu.

gaur farmayega:

"Lehro'N se khelta hua lehra ke pee gaya,
mai sakki ki nazar par bal kha ke pee gaya,
maine chod di thi, par roney laggi sharab,
mai uskey aansuo par taras kha ke pee gaya"
************************************************
Hi sunita didi , aap bahut accha likhti hai.....
aap ki shayri main jo reality hai... wo tareef-e-kabil hai....
isi tarah aap apne dard-e-alfaz post karte rahe....
didi...hamne bhi kuch kitabe (books0 likhi hai.....uski kuch shayri aapke samne pesh-e-khidmat hai...
jara...gour farmayega.....sorry for any mistake

aapka.....PRANJAK....ek anjuman shayar...

Tum kab janogi ki pyar ke dard ki dawa kya hai...
jamana to bus yahi puchta hai ki hume hua kya hai...
jakar unhe bata do, ki ISHQ ek lailaaj bimari hai...
jo bhi iske girfat me aaya..use mila kya hai... (from ULFAT-E-GUM s.n.3597)

**************************************
muskil ke dour me koi kya sath nibhayega..
jo humsafar hai wo hi chod chala jayega...
housala rakhana mere dildar us talak tak
jab har ek aansu...palko ko chod jayega...(from ULFAT-E-GUM s.n.3555)

*****************************************
tute huye paimane me kabhi jaam nahi aata...
ISHQ karne walo ko kabhi aaram nahi aata....
yeh to ek khudai hai,jo umar bhar karni hai...
ISHQ ki rah me kabhi koi mukam nahi aata...(from MAHFIL-E-JAAM s.n.101)

******************************************
copyright(C)pranjak2008 pls dont forword...... TEJENDRA SUTHAR PRANJAK
   
Reply With Quote
Old
  (#369)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 18
24th May 2008, 08:39 AM

hii
EK ARSA LAGA MUGAY KOJANAY MAY AAPNAY DIL KI MANJIL KO AAPNAY PAYAR KI MAHFIL KO,
"KAHANI KUCH ESI HAI KI"
JAB ES DUNIYA M JANAM HO RAHA THA,
AUR JAB DIL LANAEY KI MAERI BARI AAY,
TAB ISWAR NAY JO DIL DEYA, VAH ADURA THA,
MERAY ES DIL KA AADHA HISHA KISI AUR KAY SAATH JUDA THA,
MAY YAH NAHI JANTA THA KI ES DIL KA AADHA HISHA KISKAY SAATH JUDA HAI,
PAR TUMSAY MILNAY KAY BAD MUGAY AAHSASAS HUA KI ES DIL KA AADHA HISHA TUMSAY JUDA THA,

"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#370)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 18
24th May 2008, 08:49 AM

woh nadiyan nahi aansu they mere,
jinpar woh kashti chalathi rahi,
manzil mile unhein yeh chahat thi meri,
isliye hum aansu bahate rahe

"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Aarjo Madhosh Hai
Old
  (#371)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 18
Aarjo Madhosh Hai - 24th May 2008, 08:53 AM

kya liku kya nah liku, aarjo madhosh hai,
Aansu girtay hai panno pay aur kalam khomosh hai
kabhi sardi kabhi garmi y kudrat kay nazaray hai,
payas unko bhi lagti hai jo dariya kay kinaray hai,
her koi mera ho jay esi meri taqdir nahi,
may vo sesha hu jismay koi tasvir nahi,
dard say rishta hai mera khushiya mugay naseeb nahi,
koi mugay bhi pyar kary esa mera naseeb nahi

"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#372)
amit_diljala
Registered User
amit_diljala will become famous soon enoughamit_diljala will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
24th May 2008, 08:36 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"taj mahal ke tukade karke kaya samjtey ho,
tum bewaffeai karne wallo ke kudha ban gaye,
aji janab ishq to dil mai hota hai taj mai nahi,
aise sitam sahney ke baad ishq aur nikharta hai"

-sunita virender
aap ke jawab ka jawab dene ki koshish ker rha hon gour farmayiga

aaj ke daur me kuan kisse milta hai..
jo bhi milta hai befawai se kareeb aur wfa se door milta hai..
hone dijieye kuch jakhm mohabbt ke TAJ per..
isse diljalo ke jale dil ko kuch sakun milta hai..
   
Reply With Quote
Mahfil-e-jaam
Old
  (#373)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Love Mahfil-e-jaam - 24th May 2008, 09:19 PM

kyo sar jhukate ho saaki,hmare maiykhane me...
maiykhane me hum to jashn-e-jaam dikhaya karte hai...
gir ke tut bhi jaaye paiymane-o-sharab ke
to hum har skhsh ko nigaaho se jaam pilaya karte hai.....(from mahfil-e-jaam)

har dard,har gum hame es tarah rulaata hai...
jaise koi jakham seene pe ubhar aata hai...
jakhamo ko sahlaane se hum dard ko bhool jaate hai...
kyoki har jakhm me hum apna maiykhana paate hai...(from mahfil-e-jaam)

PRANJAK
   
Reply With Quote
Old
  (#374)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
24th May 2008, 09:23 PM

hi sunita didi....where are u......?

kyo sar jhukate ho saaki,hmare maiykhane me...
maiykhane me hum to jashn-e-jaam dikhaya karte hai...
gir ke tut bhi jaaye paiymane-o-sharab ke
to hum har skhsh ko nigaaho se jaam pilaya karte hai......

har dard,har gum hame es tarah rulaata hai...
jaise koi jakham seene pe ubhar aata hai...
jakhamo ko sahlaane se hum dard ko bhool jaate hai...
kyoki har jakhm me hum apna maiykhana paate hai...

PRANJAK[/B]
   
Reply With Quote
Old
  (#375)
amina
Registered User
amina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
24th May 2008, 09:31 PM

salam kaise hain
itne udas or sharab ki waja
   
Reply With Quote
Old
  (#376)
amina
Registered User
amina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
24th May 2008, 09:32 PM

Khusbo'on ki tarha meri har saans main
Piyar apna basanay ka wada karo
Ranng jitnay tumhari mohabbat kay hain
Meray dil main sajanay ka wada karo
Hai tumhari wafaon pay mujko yakeen
Phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen
Yoonhi meri tasali ki khatir zara
Mujko apna bananay ka wada karo
Jab mohabbat ka iqrar kartay ho tum
Dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum
Baarha kar chukay ho, magar aj p Mujhko apna bananay ka wada karo
Sirf lafzoon say iqrar hota nahi
Ik janib say hi piyar hota nahi
Main tumhain yaad rakhnay ki khaon qasam
Tum mujko na bhulanay ka wada karo.

amona
   
Reply With Quote
Old
  (#377)
amina
Registered User
amina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
24th May 2008, 09:35 PM

wada karoo
Old
  (#378)
amina
Registered User
amina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
Arrow wada karoo - 24th May 2008, 09:38 PM

]Khusbo'on ki tarha meri har saans main
Piyar apna basanay ka wada karo
Ranng jitnay tumhari mohabbat kay hain
Meray dil main sajanay ka wada karo
Hai tumhari wafaon pay mujko yakeen
Phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen
Yoonhi meri tasali ki khatir zara
Mujko apna bananay ka wada karo
Jab mohabbat ka iqrar kartay ho tum
Dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum
Baarha kar chukay ho, magar aj p Mujhko apna bananay ka wada karo
Sirf lafzoon say iqrar hota nahi
Ik janib say hi piyar hota nahi
Main tumhain yaad rakhnay ki khaon qasam
Tum mujko na bhulanay ka wada karo.
   
Reply With Quote
Old
  (#379)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
25th May 2008, 04:26 PM

bahut shiddatb se tum likhate ho,
yeh andaz kaha se paya hai....
teri shayri me jo dard hai....
mere dost hame aaj samjh me aaya hai....

PRANJAK
   
Reply With Quote
Old
  (#380)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th May 2008, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by pranjakindia View Post
************************************************
Hi sunita didi , aap bahut accha likhti hai.....
aap ki shayri main jo reality hai... wo tareef-e-kabil hai....
isi tarah aap apne dard-e-alfaz post karte rahe....
didi...hamne bhi kuch kitabe (books0 likhi hai.....uski kuch shayri aapke samne pesh-e-khidmat hai...
jara...gour farmayega.....sorry for any mistake

aapka.....PRANJAK....ek anjuman shayar...

Tum kab janogi ki pyar ke dard ki dawa kya hai...
jamana to bus yahi puchta hai ki hume hua kya hai...
jakar unhe bata do, ki ISHQ ek lailaaj bimari hai...
jo bhi iske girfat me aaya..use mila kya hai... (from ULFAT-E-GUM s.n.3597)

**************************************
muskil ke dour me koi kya sath nibhayega..
jo humsafar hai wo hi chod chala jayega...
housala rakhana mere dildar us talak tak
jab har ek aansu...palko ko chod jayega...(from ULFAT-E-GUM s.n.3555)

*****************************************
tute huye paimane me kabhi jaam nahi aata...
ISHQ karne walo ko kabhi aaram nahi aata....
yeh to ek khudai hai,jo umar bhar karni hai...
ISHQ ki rah me kabhi koi mukam nahi aata...(from MAHFIL-E-JAAM s.n.101)

******************************************
copyright(C)pranjak2008 pls dont forword...... TEJENDRA SUTHAR PRANJAK
bahut bahut shukriya Pranjak....aapke sabhi sher acche lage.... aur dekhiye aapne didi ko yaad kiya aur aapki didi hazir ho gaye...hai na

amit ji aur ameena ji aapka bhi es therad par dil se suwagat hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Last edited by sunita thakur; 25th May 2008 at 04:40 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#381)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th May 2008, 04:42 PM

Quote:
Originally Posted by pranjakindia View Post
bahut shiddatb se tum likhate ho,
yeh andaz kaha se paya hai....
teri shayri me jo dard hai....
mere dost hame aaj samjh me aaya hai....

PRANJAK

"aaj peene pilane ki baat rahne de sakii,
aaj to hum dard-e-dil sunane aaye haiN,
humne ek dard paya to maikhane aa gaye,
tu yahi rahti hai bata kitne dard paye haiN"

-Sunita Virender

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#382)
saNaash!!!
Registered User
saNaash!!! has a spectacular aura aboutsaNaash!!! has a spectacular aura about
 
saNaash!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 398
Join Date: May 2008
Location: In Allah's Shelter
Rep Power: 17
25th May 2008, 04:58 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"aaj peene pilane ki baat rahne de sakii,
aaj to hum dard-e-dil sunane aaye haiN,
humne ek dard paya to maikhane aa gaye,
tu yahi rahti hai bata kitne dard paye haiN"

-Sunita Virender

Good one di ,

Magar aapki PUNCH LINE mujhe bahuth achhi lagthi hai ! ~~~
Eh aasmaa.n wale zamee.n par uttar kar dekh,
hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.......

SAch me, tuching !

" NOTHING IS IMPOSSIBLE "
as d name says it all- I-M-POSSIBLE !

& ofcourse

Its not the end of the road dat u c ahead,
Its just a bend dat u have to pass !
   
Reply With Quote
Mahfil-e-jaam
Old
  (#383)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Love Mahfil-e-jaam - 26th May 2008, 07:58 AM

pata nahi didi tum kaise likhti ho....
tumhari yeh ada badi nirali hai....
pee gaye tere hath ki shrab or jhum uthe...
lagta hai...registan me faili hariyali hai...
************************************
jara jhum loo main sharab ka jaam lekar
jee looo main un wafadaro ka naam lekar...
jo hum par jaanisaar hai...unhe bhi deekha du....
aao mere maiykhane me dosto tumhe bhi peena sikha du....
******************************************
sharab kya karti hai yeh hme pata nahi...
hme to bus pata hai ki yeh dard mitati hai...
maiykhane ki har botal khali hai....
fir bhi kyo sharab hme roj maiykhane le jati hai...
*****************************************
jaam pe jaam peene se kya fayda
raat ko peeli or subah ko utar jaayegi....
are peele pyala meri dosti ki jaam ka
teri sari zindgi nashe me guzar jayegi.... TEJENDRA SUTHAR PRANJAK
   
Reply With Quote
Old
  (#384)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Love 26th May 2008, 08:03 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"aaj peene pilane ki baat rahne de sakii,
aaj to hum dard-e-dil sunane aaye haiN,
humne ek dard paya to maikhane aa gaye,
tu yahi rahti hai bata kitne dard paye haiN"

-Sunita Virender
pata nahi didi tum kaise likhti ho....
tumhari yeh ada badi nirali hai....
pee gaye tere hath ki shrab or jhum uthe...
lagta hai...registan me faili hariyali hai...

jara jhum loo main sharab ka jaam lekar
jee looo main un wafadaro ka naam lekar...
jo hum par jaanisaar hai...unhe bhi deekha du....
aao mere maiykhane me dosto tumhe bhi peena sikha du....

sharab kya karti hai yeh hme pata nahi...
hme to bus pata hai ki yeh dard mitati hai...
maiykhane ki har botal khali hai....
fir bhi kyo sharab hme roj maiykhane le jati hai...

jaam pe jaam peene se kya fayda
raat ko peeli or subah ko utar jaayegi....
are peele pyala meri dosti ki jaam ka
teri sari zindgi nashe me guzar jayegi.... TEJENDRA SUTHAR PRANJAK

didi ham aapki tulna nahi kar sakte kyoki aap mahan ho....
parinda (bird) bhi uad nahi paaye esi tum udaan ho.........
   
Reply With Quote
Old
  (#385)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 27th May 2008, 08:11 PM

pilaa de ok se saaqii jo ham se nafrat hai
pyaalaa gar nahii.n detaa na de sharaab to de
[Mirza Ghalib]

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#386)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 18
28th May 2008, 09:05 AM

Sunita Ji & Dilip Ji
Good Morning
Aap dono ki Rachana Vakai Bahut sunder hai, May to aap dono ka fan ho gaya,

Mangu Bas Tujse Wo Thodi Si Ibadat De De,
Tere Khazane Se Thodi Si Mohabat De De,
Ya to tu Muje Umar Bhar ka Saath Dede,
Ya Tere Dar pe Marne Ki Izzazat Dede

Please Reply

"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#387)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th May 2008, 10:31 AM

Quote:
Originally Posted by saNaash!!! View Post
Good one di ,

Magar aapki PUNCH LINE mujhe bahuth achhi lagthi hai ! ~~~
Eh aasmaa.n wale zamee.n par uttar kar dekh,
hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.......

SAch me, tuching !
Sanaash........yeh do lines hi meri zindgi ki haqiqat haiN...aur kaya kahuN

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#388)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th May 2008, 10:40 AM

Quote:
Originally Posted by Prince Jain View Post
Sunita Ji & Dilip Ji
Good Morning
Aap dono ki Rachana Vakai Bahut sunder hai, May to aap dono ka fan ho gaya,

Mangu Bas Tujse Wo Thodi Si Ibadat De De,
Tere Khazane Se Thodi Si Mohabat De De,
Ya to tu Muje Umar Bhar ka Saath Dede,
Ya Tere Dar pe Marne Ki Izzazat Dede

Please Reply
Prince bahut bahut shukriya ki aapne hamari chotti si jugal-bandi pasand ki....dilip ki taraf se bhi main aapka shukriya adda karti hoon kyuki aaj-kal woh kuch jayada hi busy hai aur site par kum aa raha hai.....!

aapka sher mujhe behad pasand aaya.....bas ek baat ka khayal rahiye ki yeh thread sharaab par hai so jo bhi sher likhe.n us meiN es ka zikar jaroor ho, sakii, sharaab, maikada....

"Rind jo zarf uThaa le vahii paimaanaa bane,
jis jagah baiTh ke pii le vahii maiKhaanaa bane"

Rind.........sharaabi
zarf.........vessel

-not mine

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Mahfil-e-jaam
Old
  (#389)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Love Mahfil-e-jaam - 28th May 2008, 04:45 PM

kisi ne kaha tha hmse ki peelo tum bhi sharab...
hmne kaha nhi peeyege kyoki ye karti dil kharab....
usne kaha tum nhi peete ho isiliye tumhe maloom nahi....
kyoki banke sharab utarti hai jami par HUSN-E-SHBAB
************************************************** **
Padh liya tumne Har LAMHA meri zindgi...ka
ab kya jaanoge meri kahani.....
Ashk-e-jaam banke chalkungaa.
teri in nigaho ka paani.....
******************************
wah -wah kah gaye mere maiykhane se....
ab dar rahe hai shayad fir aane se....
hm akele nahi peeyenge jaakar kah unhe saaki....
paas aakar to baitho kyoki.aabhi aadha gilas hai baaki...
************************************
chup-chup ke peete ho ye kaha ki sharafat hai....
kabhi-kabi hmari maiykhane bhi aaya karo...
hum or tum mil kar dono peeyege....
apne jakham bhi hume dikhiya karo...
******************************************
Copyright@pranjak2008
   
Reply With Quote
thanx
Old
  (#390)
pranjakindia
*.*Ek Anjuman Shayar...
pranjakindia will become famous soon enoughpranjakindia will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2005
Location: *.* AHORE (RAJ)
Rep Power: 0
Thumbs up thanx - 28th May 2008, 04:49 PM

shukriya dosto....aap sabka main TEJENDRA tah-e-dil se ISTAKBAAL (swagat)
karta hoon ...aap isi tarah jaam pe jaam peelate rahe.....
or apne is dost ko sharabi banate rahe.....

PRANJAK....ek anjuman shayar
   
Reply With Quote
Old
  (#391)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
19th June 2008, 04:19 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Prince bahut bahut shukriya ki aapne hamari chotti si jugal-bandi pasand ki....dilip ki taraf se bhi main aapka shukriya adda karti hoon kyuki aaj-kal woh kuch jayada hi busy hai aur site par kum aa raha hai.....!

aapka sher mujhe behad pasand aaya.....bas ek baat ka khayal rahiye ki yeh thread sharaab par hai so jo bhi sher likhe.n us meiN es ka zikar jaroor ho, sakii, sharaab, maikada....

"Rind jo zarf uThaa le vahii paimaanaa bane,
jis jagah baiTh ke pii le vahii maiKhaanaa bane"

Rind.........sharaabi
zarf.........vessel

-not mine
diiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii........

SSA and namaste

how r u? umeed karta hun k aap humse naraaj nahin. exams the, isliye aah nahi paya. aur jab aaya to sedha maikhane mein!!!

acha sher share kiya hai,,,, aapke paas yeh puri ghazal hai? agar hai to humein jaroor dein please.

humne b kuch likha hai....gayr farmayein.....

kya kahun main iss mehfil ke barre mein...
chalke chalke jaam aur saame saaki hai.....
ae khuda rock de iss raat ko yahin is pal
mera aakri jaam peena aabi baaki hai.....

aapka
munna

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#392)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 19th June 2008, 05:55 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post

wel come back dear....tum to bhul hi gaye hum sab ko yaar....kaha ho aur kaise ho????....

mujh tak kab un kii bazm me.n aataa thaa daur-e-jaam
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab me.n
[Mirza Ghalib]

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#393)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
20th June 2008, 01:35 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wel come back dear....tum to bhul hi gaye hum sab ko yaar....kaha ho aur kaise ho????....

mujh tak kab un kii bazm me.n aataa thaa daur-e-jaam
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab me.n
[Mirza Ghalib]
i dont know ke yeh sher exact kaisy hain ... per mujhe aisy hi yaad hai

Saaqi tere Khalos per bada naaz hai mujhe ......
nakam laut ke jaa raha hon muqader ki bat hai (NM)
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#394)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
20th June 2008, 05:19 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
wel come back dear....tum to bhul hi gaye hum sab ko yaar....kaha ho aur kaise ho????....

mujh tak kab un kii bazm me.n aataa thaa daur-e-jaam
saaqii ne kuchh milaa na diyaa ho sharaab me.n
[Mirza Ghalib]

hey princess....

i m fine. fanqu. how r u? i had exams, thats y i cudnt come. how u been?

yaar bahut hi acha sher share kiya, ghazal is very good.

eyesflicker ji: aapne ne acha likha hai. yeh lijiye humara jwab....umeed karte hain aapko pasand ayega. gaur farmayein:

mehfil-e-sharaab mein tera zikr ho gaya
hosh mein tha seedha madhosh ho gaya
dekhi teri tasveer humne aapne hi jaam mein
dil ka saudagar "ISH" tujhe dekh fakeer ho gaya.....

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#395)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 20th June 2008, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
hey princess....

i m fine. fanqu. how r u? i had exams, thats y i cudnt come. how u been?

yaar bahut hi acha sher share kiya, ghazal is very good.

eyesflicker ji: aapne ne acha likha hai. yeh lijiye humara jwab....umeed karte hain aapko pasand ayega. gaur farmayein:

mehfil-e-sharaab mein tera zikr ho gaya
hosh mein tha seedha madhosh ho gaya
dekhi teri tasveer humne aapne hi jaam mein
dil ka saudagar "ISH" tujhe dekh fakeer ho gaya.....

i have been doing good...busy with study..as usual...

achcha sher hai...keep it up....

gham-e-dunya bhi gham-e-yaar main shamil kar lo
nasha badhta hai, sharabein jo sharabon me milein...

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#396)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd June 2008, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
i have been doing good...busy with study..as usual...

achcha sher hai...keep it up....

gham-e-dunya bhi gham-e-yaar main shamil kar lo
nasha badhta hai, sharabein jo sharabon me milein...
'Ghalib' chuTii sharaab par ab bhii kabhii-kabhii
piitaa huu.N roz-e-abr-o-shab-e-maahataab me.n
- Mizar Ghalib

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#397)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
23rd June 2008, 05:16 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
'Ghalib' chuTii sharaab par ab bhii kabhii-kabhii
piitaa huu.N roz-e-abr-o-shab-e-maahataab me.n
- Mizar Ghalib

Yeh Gher hai Sharabi ka , mere gher pe likha do
maikhar jo koi aaye , sar-e-aam pila do

yeh rindon ki jaanat hai , gunehgar nahi aa sakte
zahid ho ya koi sajid hath band ker , utha do
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#398)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd June 2008, 05:18 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Yeh Gher hai Sharabi ka , mere gher pe likha do
maikhar jo koi aaye , sar-e-aam pila do

yeh rindon ki jaanat hai , gunehgar nahi aa sakte
zahid ho ya koi sajid hath band ker , utha do
dekhaa kiye vo mast nigaaho.n se baar baar
jab tak sharaab aaye ka_ii daur ho gaye
- Shad Azeemabadi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#399)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
23rd June 2008, 05:20 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dekhaa kiye vo mast nigaaho.n se baar baar
jab tak sharaab aaye ka_ii daur ho gaye
- Shad Azeemabadi

jab alam-e-barzakh mein munkir o nakeer aaien ge
haath band ker kahon ga do bond to pila doo

alam -e- barkzakh ( Qaber mein pehla din)
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#400)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd June 2008, 05:23 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
jab alam-e-barzakh mein munkir o nakeer aaien ge
haath band ker kahon ga do bond to pila doo

alam -e- barkzakh ( Qaber mein pehla din)
gar aag maikasho.n kii sazaa hai to yaa Khudaa
dozaKh me.n ek nahar bahaa de sharaab kii
- Unknown

[dozaKh = hell; nahar = canal]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Un Aansuo Mein Shamil Hum Na Ho land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 28th August 2006 10:57 PM
aansuo ko palko tak priyanka jain Shayri-e-Dard 2 30th July 2004 06:38 PM
aansuo ki lakeer....... your_first_love Shayri-e-Ishq 1 5th September 2003 04:05 PM
Salika Aansuo ka bedilMusafir Shayri-e-Dard 0 24th February 2003 07:43 PM
Jitna uske paas gaya... rajeshmongia Shayri-e-Dard 0 22nd May 2002 06:46 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com