Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Log kertay hain istemaal......
Old
  (#1)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Log kertay hain istemaal...... - 20th May 2011, 10:19 AM

Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!


EnigmA
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th May 2011, 10:26 AM

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!


Bahut Khoob ......... EnigmA Ji !

YuuN Tamaam Ghazal Bahut Pasand Aayii Hume ... Tahe Dil Se ....

aise hi likhte rahen aur aate rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
20th May 2011, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
Ji bhaut sunder....................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st May 2011, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
Janaab Enigma saab.... kaise hain aap.. ummeed karta hoon khhush aur khairiyat se honge... aaj aaapke kalaaam pe nazar gai , bahot gahree soch ka namuna pesh kiya hai aapne... yoon lag raha hai kahin bahot gahre utar kar ise likha gaya hai.. bahot khoob bhai.. meri daad kubool kareN.. likhte rahiye.. khush rahiye..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Thank You All!
Old
  (#5)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Thank You All! - 25th May 2011, 08:52 AM

Adaab Janab Naresh Mehra Sahab, Mohtarma Radhika Sahiba Aaur Mohtaram Janaab Sameer Shaad Sahab!


Main Aap Teeno Mashkoor Aur Mamnoon Hoon! Aur Aap Teenon Se Maazrat Ka Talib Hoon Takheer-e-Shukr Adaygi K Liye!

Janaab Naresh Mehra Shab,.. Main Ye Baat Phir Se Dohraunga .. Aap Jaise Shayar Ki Pazirai Humare Liye Koi Tamghe Se Kam Nahi!

Mohtrma Radhika Sahiba.. Main Aapka Mashkoor Hoon K Aap Jaisi Shaira Ne Mere Kalam Ko Apni Daad Se Nawaza!

Janaab Sameer Shaad Sahab.. Ji Khuda Ka Shukr Hai Hum Hasbehaal Bahaal Hain. Bas Aapki Kami Boht Mehsoos Hui Pichle Teen Hafton Mein.. Khusoosan 2nd May K Baad. Aapse Maazrat Talab Hai Per Itna Zaroor Kahen Ge Aapki Khair O Aafiyat Jaanne K Taalib Rahay Itne Roz. Ek Baar Phir Se Boht Shukriya Aapki Daad Ki Nawazish Ka!

Khush Rahein Aap Sab! Abaad Rahein!


EnigmA
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
25th May 2011, 09:50 AM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
Ji ... hello Enigma Ji .. kaise hai aap ?? Bahot hi achchhi ghazal likhi hai ... har ek sher pasand aaya hume .. kisi bhi ek sher ek ehsaas ko jyaada ya kam pasand karna humaare bas ki baat nahi .. yun kahe lijiye ke har shabd har alfaaz dil tak pahonch gayaa ... just too good ..

Ji yunhi likhate rahiye ... and keep smiling,

Bhagwaan Ji aap ko har khushi de,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#7)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
25th May 2011, 10:18 AM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!


very beautiful........................


If you don't like something, change it. If you can't change it, change your attitude......
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th May 2011, 11:47 AM

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!

good one...............





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
25th May 2011, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
enigma g humesha ki trah ek behtareen ghazal appki appki ghazloon mai humesha hi bhut gehrai hoti hai sach mai appne bhut khoobsurat likha hai app unhi atte rahye likhte rahyee orr hume api betreen soch ko dekhte rahyee
duaoon ke sath ijazzat dheroo daad kobool karye

apka dost
yasir


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
25th May 2011, 12:23 PM

Nice sharing................................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Thank You All!
Old
  (#11)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Thank You All! - 27th May 2011, 07:18 AM

Adaab Mohtarma Gudia Sahiba, Gazzal Sahiba, Zainy Sahiba, Yasir Sahab Aur Janaab Mittal Pali Sahab!
Aaap Sabka Tahe-dil Se Shukriya Is Nacheez Ki Bazm Mein Tashreef-Awaari Ka Aur Us Ke Saath Saath Apni Beshqeemti Daad Ki Nawazish Ka!

Gudia Sahiba: Ji Hum Khairyat Se Hain Aur Aaapke Shukr Guzaar Hain! And Many Thanks For Your Kind Wishes!

Gazzal Sahiba: Hum Aapki Daad K Shukrguzaar Hain! Thank You!

Zainy Sahiba: I Thank You For Your Generosity! Always Welcome Here!

Yasir Sahab: Janaab Aap Jaise Shayar Ki Itni Pazirai Shayad Ye Qalb Bardasht Na Ker Sake! Aapki Inayat-e-Daad Sar Ankhon Per! Janaab Ek Baar Phir Se Dili Shukriya Aapki Duaon Ka!

Mittal Pali Sahab: Hum Aapko Special Thanks Kehna Chahenge! You're Always Welcome Here!

Rab Se Dua Hai Aaap Sabko Khush RAkhe! Abaad Rakhe!


EnigmA
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
27th May 2011, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
Saahab,

aadaab arz hai

pahli baar aap ko paDhne ka mauqaa milaa hai... aur paDh kar khushii huii aur taazub ki itne achchhe shayaar hamaare bich hote huye bhi kabhii unhe paDhne ka waqt nahii nikaal paaya.. Khair, aage aap ke qalaamo.n ko paDhne ka mauqa nikaal hi le.nge...

aap ki Ghazal ke, matle se matqa tak har sher mujhe behad achchhe lage... aasaan lafz, gehre khayaal, aur achchhi bunaT, sab kuchh to hai aap ki Ghazal par.. daad haazir hai qubool keejiyegaa.... aur yuu.n likhte rahe.n...

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#13)
rahi123
Registered User
rahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
27th May 2011, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Murawwat uth gayee hai aajkal zamane se,
Log kertay hain istemaal Mohabbat k bahaane se!

Ho chuke waday, wafa k kissay ab puraane se,
Kal ke mohsin se bhi log, bante hain aaj anjaane se!

Makr-O-faraib chupta nahin, kisi k laakh chupaane se,
Fayda nahi haasil koi, mukhauton k banaane se!

Kehte thay mohabbat....berhti hai door jaane se,
Ab to toot-tay hain rishte, apnon k laut aane se!

Hamdard ki shinaaqt ae dost, hoti hai aajkal deewane se
Yaad rakhna ye baat, qabl kisi pe raham khaane se!
very good
really its ultimate i like it very much keep writing like this
all my congrates and greetings for ur post
keep smiling nd be happy tc
rahi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
gazzal
Registered User
gazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to beholdgazzal is a splendid one to behold
 
gazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 374
Join Date: Jun 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 23
29th May 2011, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Adaab Mohtarma Gudia Sahiba, Gazzal Sahiba, Zainy Sahiba, Yasir Sahab Aur Janaab Mittal Pali Sahab!
Aaap Sabka Tahe-dil Se Shukriya Is Nacheez Ki Bazm Mein Tashreef-Awaari Ka Aur Us Ke Saath Saath Apni Beshqeemti Daad Ki Nawazish Ka!

Gudia Sahiba: Ji Hum Khairyat Se Hain Aur Aaapke Shukr Guzaar Hain! And Many Thanks For Your Kind Wishes!

Gazzal Sahiba: Hum Aapki Daad K Shukrguzaar Hain! Thank You!

Zainy Sahiba: I Thank You For Your Generosity! Always Welcome Here!

Yasir Sahab: Janaab Aap Jaise Shayar Ki Itni Pazirai Shayad Ye Qalb Bardasht Na Ker Sake! Aapki Inayat-e-Daad Sar Ankhon Per! Janaab Ek Baar Phir Se Dili Shukriya Aapki Duaon Ka!

Mittal Pali Sahab: Hum Aapko Special Thanks Kehna Chahenge! You're Always Welcome Here!

Rab Se Dua Hai Aaap Sabko Khush RAkhe! Abaad Rakhe!
ma pleasure.. ..........................


If you don't like something, change it. If you can't change it, change your attitude......
   
Reply With Quote
Thank You!
Old
  (#15)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Thank You! - 6th June 2011, 04:31 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Saahab,

aadaab arz hai

pahli baar aap ko paDhne ka mauqaa milaa hai... aur paDh kar khushii huii aur taazub ki itne achchhe shayaar hamaare bich hote huye bhi kabhii unhe paDhne ka waqt nahii nikaal paaya.. Khair, aage aap ke qalaamo.n ko paDhne ka mauqa nikaal hi le.nge...

aap ki Ghazal ke, matle se matqa tak har sher mujhe behad achchhe lage... aasaan lafz, gehre khayaal, aur achchhi bunaT, sab kuchh to hai aap ki Ghazal par.. daad haazir hai qubool keejiyegaa.... aur yuu.n likhte rahe.n...

-Mayank
Adaab Janaab Mayank Sahab!

KhushAamDeed is Nacheez ki Bazm Mein! Janaab aapki inayat-e-daad sar aankhon per. Aap se maazrat talab hai takheer-r-shukr adaygi k liye. I am humbled by your appreciation. You are always welcome here and I would like to Thank You, once again for your kind words and more than that ...for what you've done for this forum so far. Dua Hai Rab Se Aapko Khush Rakhe Abaad Rakhe!


EnigmA
   
Reply With Quote
Thank YOu!
Old
  (#16)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Thank YOu! - 6th June 2011, 04:37 AM

Quote:
Originally Posted by rahi123 View Post
very good
really its ultimate i like it very much keep writing like this
all my congrates and greetings for ur post
keep smiling nd be happy tc
rahi
Adaab Mohtaram Rahi Sahab!

KhushAamDeed! Hum aapke behad Mashkoor hain! Thank You for your kind words of appreciation! I wish the same for You. Wish You Peace! Khush Rahein! Abaad Rahein!


EnigmA
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com