Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
rajveer aur main
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
rajveer aur main - 10th July 2007, 08:09 AM

zindgee ke 2 din rajveer ek sath beete sab se khoobsoorat din the mere. raat jab arj aur main baithe ham gazlen likh rahe the meree agzal men do sher raj ne dale aap ko batana hai gazal akisee hai aur in me nse kaun se do sher us ke ho sakte hain

Anil

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है
-----------------------------------
jo dekhta hoon tujh men main meree parchayee hai
too to bura nahee hai mujh men burayee hai

in beech kee lakeeron kee baat kya karoon
badh jaayoon to rasta ruk jaayoon to khayee hai

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai

meree raton ke sapno aaj tumahree chuttee hai
aaj in palkon ne ik yaad kaheen chipayee hai

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee hai

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai

gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai

masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
10th July 2007, 09:40 AM

namaskaaR maasoom bhaiyaa:

aapkii Ghazal ko deKh ke baRii hi khuShii hu'ii mujH~e...waise maaloom to thaa ki aap unsey milne waale haiN..aor waapis lauT ke aapne jo Ghazal peSh-e-Khidmat kii haii Bahot pasaNd aaYii..aur ess baar to aap dono saath naZ^ar aaYeN aor aap dono ko saath me paRhne kaa maukaa milaa hum sab ko..aSh'aar itney khoobsoorat haii kii issey Ghazal ziyaadaah rawaaN lag rahii haii..waisey ess meiN sey do sher kaun sey unke ho sakte haiN ta'eY karnaa baRaa muShkil haii mere liYe...par fir bhii kosiSh kartaa huuN apnii taraf sey aapke sawaal ka jawaab dene kii..Ghalat^ ho to mwaaf!!
Quote:

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

Quote:

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai


ess Khuubsoorat Ghazal ke liYe mere dil sey niklii hu'ii daad ko qabool farmaaYeN..ummid kartaa huuN aap dono aik baar fir saath meiN naZ^ar aaYeNge..taa.K sab ko fir sey aap dono ko saath me paRhne kaa maukaa mile..

khuSh raheN..apnaa khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka masoom
Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 09:53 AM

dhaval bahut sa pyar tum ne sach kaha ya galat abhee nahee batayoonga aur logon ko try kar lene do aur haar rajveer is comittion men allowed nahee hai hehehehe shukriya dhaval ane ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
10th July 2007, 10:06 AM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
zindgee ke 2 din rajveer ek sath beete sab se khoobsoorat din the mere. raat jab arj aur main baithe ham gazlen likh rahe the meree agzal men do sher raj ne dale aap ko batana hai gazal akisee hai aur in me nse kaun se do sher us ke ho sakte hain

Anil

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है
-----------------------------------
jo dekhta hoon tujh men main meree parchayee hai
too to bura nahee hai mujh men burayee hai

in beech kee lakeeron kee baat kya karoon
badh jaayoon to rasta ruk jaayoon to khayee hai

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai

meree raton ke sapno aaj tumahree chuttee hai
aaj in palkon ne ik yaad kaheen chipayee hai

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee hai

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai

gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai

masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai
ANIL SAHAB komera addab
janab kya umda apne apni gazal banayi hay,
daab ke liye alfazo ki aaj humne kami si payi hay
pad kar mila sukoon aur hamare zehen pe yeh gazal chayi hay

jannab daad hazir hay kubool ho..............aap ka dost kashi


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:26 AM

kashi bahut bahut shukriya is gazal men do phool Raj ne bhee piroye hain
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
10th July 2007, 04:42 PM

hmmmm puzzle...

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai


Yeh shayad rajveerji ne likhi hain...............Well ab sach to aap jaane...........mujhe to puri ghazal acchi lagi.......... daad aap donoko...purani addat ke chalte mein bhi kuch likh du....kahi galat likh du to gaur karwana......

Ab kya shikwa kare kisise aur kya gila kare..
Charo aur faili huyi bas tanhai hain tanhayee hai..

Apni to yahin kahani hain yahi fasana hai..
Puri zindagani ek lamhe mein simat aayee hai..
.


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
10th July 2007, 08:43 PM

BAHUT HI AACHA LIKHA HAI AAPNE, EK EK LINES ME DAM HAI, I LIKE IT VERY MUCH,


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
10th July 2007, 08:46 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
zindgee ke 2 din rajveer ek sath beete sab se khoobsoorat din the mere. raat jab arj aur main baithe ham gazlen likh rahe the meree agzal men do sher raj ne dale aap ko batana hai gazal akisee hai aur in me nse kaun se do sher us ke ho sakte hain

Anil

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है
-----------------------------------
jo dekhta hoon tujh men main meree parchayee hai
too to bura nahee hai mujh men burayee hai

in beech kee lakeeron kee baat kya karoon
badh jaayoon to rasta ruk jaayoon to khayee hai

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai

meree raton ke sapno aaj tumahree chuttee hai
aaj in palkon ne ik yaad kaheen chipayee hai

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee hai

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai

gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai

masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai

bohat khoob masoom ji jab do itna zaberdast likhne walay mil bethain to aesa khoobsurat kalam banna hi hai bohat acha likha hai.....aik sher per to mujhay poora yaqeen hai ke ye veeer ka hi hai aur doosra shayad ghalat ho sakta hai per ye sher m sure unhi ka hai.....

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

doosra sher ke liye itna sure nahi hoon............


masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th July 2007, 08:54 PM

Pranaam Masoom ji aur Veer ji,

Aap dono.n ko range haath pakad liya.

Ye do sher Veer ji ke ho sakte hai.n.

Quote:
hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai
Quote:
gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai
Jiske bhi ho.n, dono.n ke rang is gazal me.n mile.n hai.n jo bahot pyaari aur dilkash hai. Masoon ji, aapko bahot dino.n baad yahaa.n padhaa. Achha lagaa apko fir se yahaa.n paakar aur padh kar.

Daad kabool kijiye janaab.

Grazie

Aapki
Pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
bahut bahut shukriya
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut bahut shukriya - 10th July 2007, 09:59 PM

moausam bahut bahut shukriya bake result kal anounce honge kal dekhana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
heer shukriya
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
heer shukriya - 10th July 2007, 10:03 PM

heer shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:08 PM

bahut bahut shukriya koee to ho


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
10th July 2007, 10:09 PM

pooja yahan aur wahan asman ke hee hai jahan jahan likhoon parh liya karo bahut achha laga tumhara ana aur haan result kal ayenge ki sach kya hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th July 2007, 01:49 PM

Hmmmmmmmmm
Anil Ji....mujhe aapse yeh umeed hargiz nahi thi...ki aap bhi aisa kar saktey hai.n
yeh to wahi gazal hai jo maine aapko aur rajveer ji ko us din (jab aap punjab aaye thy) aapko sunai thi....aapne woh gazal apne aur rajveer ji ke naam se post kar di....very bad


aree aree aap to sacchi mei.n dar gaye...chaliye phele aap apne maathey se pasina poochiye....mai.n to yu hi jara dillagi kar rahi thi....hehehe

anil ji aap dono ne milkar behad khoobsurat gazal banaye hai, par bahut afsos ke saath kah rahi hoon....aapne ek baar bhi yeh nahi kaha ki sunita...aap bhi kuch likho hamarey saath...

to chaliye ab aap dono ke sher dekhu.n ki kis ka kaun sa sher hai....
vaise maine rajveer ji aur aapko bahut pada hai...galti hone to nahi chahiye....gar hue to to to too.....to kaya kuch bhi nahi insaan hoon...galti ho sakti hai

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
zindgee ke 2 din rajveer ek sath beete sab se khoobsoorat din the mere. raat jab arj aur main baithe ham gazlen likh rahe the meree agzal men do sher raj ne dale aap ko batana hai gazal akisee hai aur in me nse kaun se do sher us ke ho sakte hain

Anil

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है ...........anil ji

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है ...........anil ji

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है ...........rajveer ji

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है ........anil ji

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है ...........anil ji

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है ...............anil ji

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है ...........anil ji

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है ..............anil ji

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है ...........rajveer ji

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है .........anil ji
-----------------------------------

chaliye ab yeh bataye ki sahi kaha hai ja galat........agar galat ho to maaf kijiyega...aur agar sahi hua...to bataye na kaya inaam dijiyega...vaise maaf karna bahut dino baad aa paye hoon es gazal par...bahut busy thi aapko to pata hi hai....hai na...

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Gaur Farmaiyega
Old
  (#15)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Gaur Farmaiyega - 12th July 2007, 02:05 PM

Hmmmm

Deri se aane ke liye muaafi chahta hoon par yeh dekhna chahta tha ke is parivaar ke puraane log apke sawaal ka jawab de paate hai ya nahi......
waise yeh sawaal hai bhi bada mushkil par aapne jo ghazal likhi hai woh sach mein laajwaab hai aur upar se aap dono ka combination yeh to sone pe suhaga wali baat hai......
Chalo main bhi koshish karta hoon ke kaun se sher apke hai aur kaun se Raj jee ke hai.
Agar galti hui to muaafi..........

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है
Anil G

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है
Anil G

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है
Anil G

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है
Rajveer Ji

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है
Anil G

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है
Anil G

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है
Anil G

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है
Anil G

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है
Anil G

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है
Rajveer Ji
-----------------------------------
jo dekhta hoon tujh men main meree parchayee hai
too to bura nahee hai mujh men burayee hai
Anil G

in beech kee lakeeron kee baat kya karoon
badh jaayoon to rasta ruk jaayoon to khayee hai
Anil G

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai
Anil G

meree raton ke sapno aaj tumahree chuttee hai
aaj in palkon ne ik yaad kaheen chipayee hai
Rajveer Ji

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai
Anil G

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai
Anil G

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee hai
Anil G

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai
Anil G

gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai
Anil G

masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai
Rajveer Ji



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
12th July 2007, 06:40 PM

sunita jee aap kee gazal churane ka haq hai hame to no paseena no dar aur kanoon saboot manta hai suboot layo ki aap kee gazal hai abhee batata hoon sahee answer kya hai
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
12th July 2007, 06:41 PM

jasdeep tum ne to kamal kar diya jis men masoom laz istemal ho raha hai use bhee raj ka sher bata diya? sunita aur pooja sahee hain zaroor unhe apaer out huya hoga un dono ne theek pahchana hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#18)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
13th July 2007, 08:33 AM

Massom ji Namaskar

Janab hamne to apse pehle hi galti ke liye muaafi maang li thi...

Lekin maine masoom wala ser is liye kaha tha kyunki agar aap gaur farmaye to aisa lagta hai ke yeh Rajveer ji ne apke liye likha ho aur maine to bas yahi byan kiya par aap jaise bade uchh darze ke shayro ke sahmne meri kya aukat hai jo main kuch bol pau...
mujhe muaaf karein....



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
13th July 2007, 09:18 AM

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

kamal hai janab is family ke do mahan shayar jab milkar kuch likhenge to kamal to hona hi tha .........
aap jab mile the mujhe maloom hai or anil ji shayad aapko yaad ho ya na ho per baat to maine bhii ki thi aapse........ bhool gaye na........ hota hai janab hota hai bade bade log aksar choti choti bate.b bhool jaya karte hain........
chaliye ji koi baat nahi aap to bus merii dil se nikli huyii daad kabool kigiyega

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#20)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th July 2007, 07:08 PM

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee

adaab anil ji,
chalen mere zzzz ke liye tayyar hojaayen...lolz badi der ze nazar padi iz khoobzurat kalaam per.aap dono ki yeh kozhizh kamyaab rahii..lolz juzt kidding,vaaqi bahut behtarren likha hai.jahan tak mera andaza hai upar ke yeh do azhaar rajj ji ke hain..cuz yehi do mujhe bahut ache lage..haha dont mind anilji mazak karne bhut zavaar hai aajkal.
likhte rahen yunhin.. ..tc


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#21)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
14th July 2007, 03:34 AM

wow, jus great. anil bhai, humein yhe gazal bahut achi lagi, halke lafz par wo b gehrai k saath. humare pass to lafz nahi. bahut achi koshish hai aapki. aap aise hi likthe rahein. humein lagta hai ek yhe do sher rajveer g neh likhe hain:

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है


keep writing.

tc

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#22)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th July 2007, 06:56 AM

jasdeep main bas hasn raha tha mujhe tumahree baat se shikayat nahee hai aur aap sab logon se hee seekhta hoon main meree kamiyan meree khoobiyan aap logon ke sahare mujh tak atee hain

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#23)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th July 2007, 06:58 AM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

kamal hai janab is family ke do mahan shayar jab milkar kuch likhenge to kamal to hona hi tha .........
aap jab mile the mujhe maloom hai or anil ji shayad aapko yaad ho ya na ho per baat to maine bhii ki thi aapse........ bhool gaye na........ hota hai janab hota hai bade bade log aksar choti choti bate.b bhool jaya karte hain........
chaliye ji koi baat nahi aap to bus merii dil se nikli huyii daad kabool kigiyega

shukriyaa

dilip
kaise bhooloonga dilip aur haan baat tum ne nahee maine kee thee tum se ab to kabhee bas milne ka koyee programm banayenge phone to bahut ho chuke hain shukriya tum aye

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#24)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th July 2007, 06:59 AM

akeleejan bahut bahut shukriya der na kiya karo aa jaya karo kalam par zaldee hee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#25)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th July 2007, 07:00 AM

manish bahut bahut shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#26)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
14th July 2007, 10:38 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
zindgee ke 2 din rajveer ek sath beete sab se khoobsoorat din the mere. raat jab arj aur main baithe ham gazlen likh rahe the meree agzal men do sher raj ne dale aap ko batana hai gazal akisee hai aur in me nse kaun se do sher us ke ho sakte hain

Anil

जो देखता हूँ तुझ में मैं मेरी परछाई है
तू तो बुरा नही है मुझ में बुराई है

इन बीच की लकीरों की बात क्या करूँ
बढ़ जायूं तो रस्ता रुक जायूं तो खाई है

हँसता है जो महफ़िल में सब के साथ मिल के
उसके सीने में हरसू तन्हाई ही तन्हाई है

मेरी रातों के सपनो आज तुमःरी छुट्टी है
आज इन पलकों ने इक याद कहीं छिपाई है

फ़कत मुहब्बत तेरी इसकी खुराक नही है
कितनी नींदें दे कर मैने ग़ज़ल बनाई है

इस से बड़ा सच तो मेरे पास भी नही है
मैने इस ज़िंदगी को बस काज़ा दिखाई है

जो ग़ज़ल मेरी इस रूह की कहानी है
ना कभी लिखी वो मैने ना कभी सुनाई है

वो तो चाँद है जिसको ख़ुद पे गुरूर है
चाँदनी तो ख़ुद चलके खिड़की पे आई है

गर भीग जाए दामन तुम्हारा गिला ना करना
क्योंकि ये ग़ज़ल मैने आँसू से बनाई है

मासूम के ये नगमे भी समझ नही आते
कभी लगें ज़ख़्म जैसे तो कभी दवाई है
-----------------------------------
jo dekhta hoon tujh men main meree parchayee hai
too to bura nahee hai mujh men burayee hai

in beech kee lakeeron kee baat kya karoon
badh jaayoon to rasta ruk jaayoon to khayee hai

hansta hai jo mahfil men sab ke sath mil ke
uske seene men harsoo tanhayee hee tanhayee hai

meree raton ke sapno aaj tumahree chuttee hai
aaj in palkon ne ik yaad kaheen chipayee hai

fakat muhabbat teree iskee khurak nahee hai
kitnee neenden de kar maine gazal banayee hai

is se bada sach to mere pas bhee nahee hai
maine is zindgee ko bas kaza dikhayee hai

jo gazal meree is rooh kee kahanee hai
na kabhee likhee wo maine na kabhee sunayee hai

wo to chand hai jisko khud pe guroor hai
chandnee to khud chalke khidkee pe ayee hai

gar bheeg jaye daman tumhara gila na karana
kyonki ye gazal maine ansoo se banayee hai

masoom ke ye nagme bhee samajh nahee ate
kabhee lagen zakhm jaise to kabhee dawayee hai
Wah! Aap ka jawaab nahi!

Reshma,


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
shukriya reshma
Old
  (#27)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya reshma - 15th July 2007, 02:06 PM

bahut bahut shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hume jaldi se reply chahiye
Old
  (#28)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Angry hume jaldi se reply chahiye - 28th September 2008, 10:58 PM

anil ji arsa ho gaya hai aapne hume es taane bane mein uljaye hue....kum se kum ab to jawaab de dijiye...ki kaun sa sher aapka hai aur kaun sa rajveer ji ka....


regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#29)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
29th September 2008, 06:57 AM

sunita maine pahale hee baat diya tha ki jo tum ne andaza lagaya tha wo sahee tha main to khud bhool gaya tha raj ne kya likha aur tum ne kya wo to apne hee jawab men jawab mila mujhe

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Happy Birthday RAJVEER Jiii sunita thakur Celebrations 9 12th August 2010 11:46 AM
Rajveer ji ke saath guftagu... zainy Introduction Forum 27 29th June 2010 01:03 PM
Happy B'Day Big B [Rajveer jee]....! Dhaval Celebrations 8 12th August 2009 11:26 PM
Happy B'Day Rajveer jee [big B].....! Dhaval Celebrations 12 13th August 2008 07:57 PM
dear dhaval, dilip and rajveer ji. sunita thakur Shayri-e-Dard 14 22nd September 2006 08:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com