Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ke bahut door aa chuke hai hum....
Old
  (#1)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
Ke bahut door aa chuke hai hum.... - 11th March 2006, 08:26 PM

aadaab doston,
kai dinon baad aapki khidmat mei pesh ho raha hun.aasha hai ke yeh rachna aapko bhaayegi.ise kuch is andaaz mei padhiyega jaise koi aashiq apne se judaa mehboob ko door se sarhaata hai.woh jaanta hai ke woh fir nahi mil sakte magar fir bhi door se use sahi salaamat dekh ke khush ho jaata hai.

Maana ke tujhe chaaha hai apni zindagi se zyaada
Magar teri khushi ko chaaha hai tujhse bhi zyaada.

Aaj tu meri baahon mein na sahi
Aaj tu meri baahon mein na sahi
Magar khush hun ke apni chaahi raahon pe tu chal rahi

Shayad aaj in aankhon mein aansu hai
Magar teri aankhon mein jhalakti khushi in aansuon se kahin mehngi hai

Chal chukaa hun nai manzilon ,naye raaston ki talaash mein
Shayad ab mil na paayenge ke bahut door aa chuka hun MAI

Kuch khwaab shayad adhure reh gaye hai
Kuch manzilen shayad hum piche chor aaye hai
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Ke bahut door aa chuke hai hum
Ke bahut door aa chuke hai hum...




GKS
woh log ab milte nahi jo raah-e mohabbat pe nikale the khushi dhoondne
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
11th March 2006, 08:37 PM

hi GKS
well jinko apne mehboob se pyar ho wo to uski khushi ko hi apni khushi maante hai.. hai na.. bas wahi nazar aaya isay padhkar...
likhte raho yu hin


tc


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
wah
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wah - 11th March 2006, 08:40 PM

chahata hoon is rachana par pahala rply mera ho. kyon ke aaj jitnee mujeh ye bhayee hai shayed kal ye asar na milta jo aaj hai. aisa lag raha hai GURU mujhe kahnee thee tum kah gaye kisee bhee din ye kamal lagagee par aaj mujhe ye bemisal lag rahee hai kis kis baat kee taraaf karoon?
aghaz o anzam sab se achee lage unhe dobara yahan past kar ke dobara parhne ka sukh lena chahoonga kaha tha na nam ke nahee sach main GURU ho is rachana ne meree baat dohara dee
Anil

Maana ke tujhe chaaha hai apni zindagi se zyaada
Magar teri khushi ko chaaha hai tujhse bhi zyaada.



Kuch khwaab shayad adhure reh gaye hai
Kuch manzilen shayad hum piche chor aaye hai
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Ke bahut door aa chuke hai hum
Ke bahut door aa chuke hai hum...


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
ufff
Old
  (#4)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ufff - 11th March 2006, 08:41 PM

ufff shweta ka rply mere type karte karte post ho gaya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
11th March 2006, 10:24 PM

anil ji,
aapko yeh rachna itni pasand aai hai isliye pehla salaam aapko likhta hun .aapke dil se nikale har tariff bhare lafz ke liye shukriyaa.
khush rahiye aabaad rahiye.
GKS
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
12th March 2006, 09:13 AM

DEAR BRO
AAPKI YE KAVITA BHI SABSE ALAG VICHARO N K SAATH AAYI HAI
TUMME EK BHAUT GHARI SOCH HAI AUR SABSE ALAG BAYANI
ACHHI LAGI
UR DD
SHRDH


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#7)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
12th March 2006, 03:08 PM

Shrdha dd,
aap yun hi apni saraahana bhari aankhon se mere vichaaroon ko dekhti rahiye .aapka hi intzaar kar raha tha mai ,ke aap aayengi aur likhengi ki aapko kaisi lagi.aapki tariff sar aankhon pe.

GKS


Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.

GKS
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
palulovable
Registered User
palulovable is on a distinguished road
 
palulovable's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 20
12th March 2006, 04:58 PM

hi gks



bahoot hi sunder tarike se likha hai apne dil ko chu gayi aap isi tarike se aur likhte rahiye daad kabul kijiyega


If you have it [love],
you don't need to have anything else.
If you don't have it,
it doesn't matter much what else you do have.
  Send a message via Yahoo to palulovable  
Reply With Quote
Old
  (#9)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
12th March 2006, 05:38 PM

aapke is kalaam ko padhke ek sher yaad agaya hai....

tu jisme khush rahe wahi khushi hai meri
phir mud ke na dekh kya zindagi hai meri...

sach hai ki mohabbat ka ek aur naam hai jise qurbani kehte hain....
dil bhale hi taar taar hojata hai..paara paara jal jaate ehsaas magar chehre pe mayoosi nazar nahi aati hai bas isiliye ke jaane wala ka irada badal na jaaye...uski khushi pe hamare aason paani na pher de...
sach kahoon toh yeh kalaam meri zindagi ki bahaut hi badi haqeeqat hai...jo ise padhne ke baad pahaad ki tarah apne seene pe mehsoos karrahi hoon.
aapne accha likkha hai...khush rahiyega.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#10)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
12th March 2006, 06:29 PM

bahut accha likha hai tumne yuhi likhte raho


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th March 2006, 09:05 AM

hello Pallavi ji,
aapne daad kubool ki jaati hai ,aur aapne ise pasand kiya banda yeh jaan ke khush hua banda.aap yunhi padhte rahiye aur kabhi aapko koi kami lage to zaroor bataaiye.

khush rahe aabad rahe,
padhte rahiye aur likhte rahiye.

GKS


Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.

GKS
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th March 2006, 09:14 AM

Aadaab Farhana ji,
sabse pehle to aapko jo sher yaad aaya uski daad kubool kijiye.aapne padha ,aapko acha lagaa aur aapko isne kisi sher (lion waala nahi ) ki yaad dilaai , is se acha aur kya ho sakta hai.aur ab shukriya kehne ka wakt bhi aa gaya hai. aapka shukriya ke aapne ise padha aur apne wakt mein se kuch kimati pal nikaal kar iske baare mein likha.

GKS
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
13th March 2006, 09:17 AM

Hello Mehul ji,
aapne ek baar fir mujhe padha, pasand kiya aur mere liye tariff se bhare shabdo ko yahan choraa. aapka bahut bahut shukriya.saath hi mai maafi bhi chahoonga ke mai in dino ek acha padhne waala na ban sakaa par yeh galti jaldi hi sudhaar loonga.

GKS
   
Reply With Quote
Re: Ke bahut door aa chuke hai hum....
Old
  (#14)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Ke bahut door aa chuke hai hum.... - 13th March 2006, 09:31 AM

Bhai maafi chahunga ki itni badhiya rachna ko padhne mein der ho gayi mujhse

bohat hi umda likha hai aapne...har line mujhe pasand aayi...


shukriya


Quote:
Originally posted by GKS
aadaab doston,
kai dinon baad aapki khidmat mei pesh ho raha hun.aasha hai ke yeh rachna aapko bhaayegi.ise kuch is andaaz mei padhiyega jaise koi aashiq apne se judaa mehboob ko door se sarhaata hai.woh jaanta hai ke woh fir nahi mil sakte magar fir bhi door se use sahi salaamat dekh ke khush ho jaata hai.

Maana ke tujhe chaaha hai apni zindagi se zyaada
Magar teri khushi ko chaaha hai tujhse bhi zyaada.

Aaj tu meri baahon mein na sahi
Aaj tu meri baahon mein na sahi
Magar khush hun ke apni chaahi raahon pe tu chal rahi

Shayad aaj in aankhon mein aansu hai
Magar teri aankhon mein jhalakti khushi in aansuon se kahin mehngi hai

Chal chukaa hun nai manzilon ,naye raaston ki talaash mein
Shayad ab mil na paayenge ke bahut door aa chuka hun MAI

Kuch khwaab shayad adhure reh gaye hai
Kuch manzilen shayad hum piche chor aaye hai
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Magar ab waapas na aa sakenge hum
Ke bahut door aa chuke hai hum
Ke bahut door aa chuke hai hum...




GKS
woh log ab milte nahi jo raah-e mohabbat pe nikale the khushi dhoondne


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#15)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
14th March 2006, 07:44 PM

hello Dave ji,
aapko pasand aai itna bahut hai , maafi ki koi zaroorat nahi.aapne meri zameen pe kuch tariff ke fool ugaaye itna bahut hai mere liye.
aur collectively mai aap sab ko ek baar THANKS kehta hun kyunki yeh pehli rachna hai jise aap sabhi ne ek saath pasand kiya hai.


Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.

GKS
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tuu Mujh Se Door Bahut Hai...! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 35 29th November 2010 05:53 PM
meena dd..janamdin ki bahut bahut shubhkamnaye sakhi1909 Celebrations 27 21st October 2009 07:08 PM
~ Ghar Se Maszid Hai Bahut Door ~ pallavi_here Shayri-e-Dard 3 16th June 2006 11:09 AM
door bahut door hum chale jayenge !!!! Hum-Tum Shayri-e-Dard 0 21st January 2005 07:38 PM
Unki Nazron Se Bahut Door Bhi Khil Saktein Hain Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 27th March 2003 11:22 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com