Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kyu ban ke parwaana????
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
kyu ban ke parwaana???? - 20th June 2007, 10:11 AM



Hai itni si khwahish ke khud ko pa loo main
Hai itni si hasrat ke khud mein hi jee loo main
Na rahegi jagah is dil mein baaki kisi gair ke liye
To haste hue zehar ghamon ka bhi pee loo main

Na ho waqt mere paas duniya ke zhamelo ka
Na mile fursat kabhi khud ke hi ikhtiyaar se mujhe
Aisa ek sapna in aankhon mein sajo loo main

Na zaroorat ho kisi saathi ki na kisi sahare ki
Khud hi chalun chal ke giru phir gir ke uth jaoo
Aisi ho zindagi ki raah jis par chalun main

Kehta hai dil ae “Jasdeep” kiska hai intezaar tujhe
Hai bewafa sab yeh jaante bhi hai sabse pyaar tujhe
Jab shama ko hi nahi afsos parwaane ke jal jaane ka
To kyu ban ke parwaana uss shama ke liye jaloo main

To kyu ban ke parwaana uss shama ke liye jaloo main



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Hello
Old
  (#2)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Hello - 21st June 2007, 10:08 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post

Hai itni si khwahish ke khud ko pa loo main
Hai itni si hasrat ke khud mein hi jee loo main
Na rahegi jagah is dil mein baaki kisi gair ke liye
To haste hue zehar ghamon ka bhi pee loo main

Na ho waqt mere paas duniya ke zhamelo ka
Na mile fursat kabhi khud ke hi ikhtiyaar se mujhe
Aisa ek sapna in aankhon mein sajo loo main

Na zaroorat ho kisi saathi ki na kisi sahare ki
Khud hi chalun chal ke giru phir gir ke uth jaoo
Aisi ho zindagi ki raah jis par chalun main

Kehta hai dil ae “Jasdeep” kiska hai intezaar tujhe
Hai bewafa sab yeh jaante bhi hai sabse pyaar tujhe
Jab shama ko hi nahi afsos parwaane ke jal jaane ka
To kyu ban ke parwaana uss shama ke liye jaloo main

To kyu ban ke parwaana uss shama ke liye jaloo main

Hello Jasdeep ji, aapne bahot hi achhchha likha hai aur aapka likha hua padhke humaare dil ne jo bhi socha kaha humane uasi ko bayaan karti ek koshish forum mai post ki hai
"Parwaane ke kaaran shama sadiyon se badnaam hai"
i hope you wont mind. agar humane kuchh galat likha ho to hume maaf kardena. par humaare dil me kuchh aaya aur humne uase lafzon mai bayaan kar diya galti ho gai ho to maaf karna.

Aapki dost : Gudia


Jay ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Birthday poem..parwaana ji aap ke liye Zeba Shayri-e-Ishq 0 25th February 2003 05:08 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com