Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Armano ka Qatl
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Armano ka Qatl - 15th September 2013, 04:10 PM

Voh mera Qatl kar ke chain se jee rahe hain,
Pyar ke amrit ke badle zehar hum pee rahe hain.

log kahte hain Wakt bhar deta hai har zakhm,
phir kyun hum apne zakhmon ko see rahen hain.

Wakt ne aaj humko aisa mara hai ek tamacha,
Hoth hain sile hue per lahu ke ghunt pee rahe hain.

Khatm ho gayee hai ab aur jeene ki tamanna,
Jab tak saans chal rahi hai bewajah jee rahe hain.

Ghum hai itna per numaish karti nahi ankhen,
Per ander hi ander hum apne ashq pee rahe hain


Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
15th September 2013, 06:18 PM

bahut khoob ehsaason ko piroya hai aapne..



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
16th September 2013, 06:59 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Voh mera Qatl kar ke chain se jee rahe hain,
Pyar ke amrit ke badle zehar hum pee rahe hain.

log kahte hain Wakt bhar deta hai har zakhm,
phir kyun hum apne zakhmon ko see rahen hain.

Wakt ne aaj humko aisa mara hai ek tamacha,
Hoth hain sile hue per lahu ke ghunt pee rahe hain.

Khatm ho gayee hai ab aur jeene ki tamanna,
Jab tak saans chal rahi hai bewajah jee rahe hain.

Ghum hai itna per numaish karti nahi ankhen,
Per ander hi ander hum apne ashq pee rahe hain


Sanjay Sehgal
bohat sunder aehsaas hain

khoobsurat peshkash .


Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com