Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
intha_e_muhabbat
Old
  (#1)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Love intha_e_muhabbat - 18th December 2010, 08:03 PM

Waqt.e.rkhsat khen taary khen jugnu aye
Har pahnany mjhe phool se bazo aye
Bus gai ha mery ahsas mn ye kasi mahik
Koi khushbo mn lagaon teri khushbo aye
Mn ne din rat khuda se ye dua mangi the
Koi ahat na ho dar pe mery or tu aye
Us ki baten k gul.o.lala pe shabnam barsy
Sab ko apnany ka us shokh ko jado aye
Us ne cho kar mjhe pather se phir insan kya
Mudaton bad meri ankhon mn anso aye...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th December 2010, 08:47 PM

khush aamdeed tanveer saahab..aaapki post padhi humne.. behad ummdaah tahreer rahi hai aapki.. kuch alag sa kuch naya sa.. aate rahen.. likhte rahen..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
andar_ka_musam
Old
  (#3)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Love andar_ka_musam - 18th December 2010, 09:41 PM


BARISHON ka mosam hey.
Rooh ki fizaon mein.
Gamzada hwaein hein.
Besabab udasi hey.
Is ajeeb mosam mein.
Beqrar raton ki.

Beshumar batein hein.
Un ginat afsaney hein.
Jo bohat khamoshi sey.
Dil pey sehtey phirtey hein.
Or ba amr-e-mjboori.
Sab sey kehtey phirtey hein.
"Aj mosam acha hey"...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 20th December 2010, 11:27 AM

Quote:
Originally Posted by m.tanveer View Post
Waqt.e.rkhsat khen taary khen jugnu aye
Har pahnany mjhe phool se bazo aye
Bus gai ha mery ahsas mn ye kasi mahik
Koi khushbo mn lagaon teri khushbo aye
Mn ne din rat khuda se ye dua mangi the
Koi ahat na ho dar pe mery or tu aye
Us ki baten k gul.o.lala pe shabnam barsy
Sab ko apnany ka us shokh ko jado aye
Us ne cho kar mjhe pather se phir insan kya
Mudaton bad meri ankhon mn anso aye...

wah bahut sundar ehsaas hain daad kkubul karen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th December 2010, 03:04 PM

Quote:
BARISHON ka mosam hey.
Rooh ki fizaon mein.
Gamzada hwaein hein.
Besabab udasi hey.
Is ajeeb mosam mein.
Beqrar raton ki.

Beshumar batein hein.

Un ginat afsaney hein.
Jo bohat khamoshi sey.
Dil pey sehtey phirtey hein.
Or ba amr-e-mjboori.
Sab sey kehtey phirtey hein.
"Aj mosam acha hey"...



good one.........................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th December 2010, 08:11 PM

Bahut khoob lage ehsaas aapke ....... dili daad




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
25th December 2010, 12:45 AM

Quote:
Originally Posted by m.tanveer View Post
Waqt.e.rkhsat khen taary khen jugnu aye
Har pahnany mjhe phool se bazo aye
Bus gai ha mery ahsas mn ye kasi mahik
Koi khushbo mn lagaon teri khushbo aye
Mn ne din rat khuda se ye dua mangi the
Koi ahat na ho dar pe mery or tu aye
Us ki baten k gul.o.lala pe shabnam barsy
Sab ko apnany ka us shokh ko jado aye
Us ne cho kar mjhe pather se phir insan kya
Mudaton bad meri ankhon mn anso aye...
waaaahhhh !! tanveer ji. lajawaab .... ghazab ki ghazal kahi aapne. har sher ka teer bilkul sahee nishaane pe lagaa yaanee dil ke beecho beech. behad umda kalaam rahaa aapkaa. dheron daad aur duaon ke saath ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
25th December 2010, 04:18 PM

thanx dosto mughe khosi hoi ap sab ki mere lie itni hosla afzai se
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th December 2010, 08:34 PM

Quote:
Originally Posted by m.tanveer View Post
Waqt.e.rkhsat khen taary khen jugnu aye
Har pahnany mjhe phool se bazo aye
Bus gai ha mery ahsas mn ye kasi mahik
Koi khushbo mn lagaon teri khushbo aye
Mn ne din rat khuda se ye dua mangi the
Koi ahat na ho dar pe mery or tu aye
Us ki baten k gul.o.lala pe shabnam barsy
Sab ko apnany ka us shokh ko jado aye
Us ne cho kar mjhe pather se phir insan kya
Mudaton bad meri ankhon mn anso aye...



Janaab tanveer sahab,..

Welcome to Sdc...

Janaab Sdc ke rules ke mutabiq,kisi aur shayer ki shayri post karte waqt saath me (not mine) likhna zaruri hai...

Aur usay "shayri-e-mashhoor "shayer section me post kijiye..



Yeh ghazal janaab Basheer badr sahab ki hai...isi liye saath me shayer ka naam bhi likhna aapka farz hai...


Shayed dusri nazm bhi aapki nahi hai...aapse guzarish hai ke aap aagey se kisi aur ki shayri post karte waqt zarur (nm) ya (not mine) likh diya kareiN...


Shukriyah




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
28th December 2010, 09:28 PM

Very nice post. Keep it up.
Thanks for sharing........................................... .


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th December 2010, 09:34 PM

Quote:
Originally Posted by m.tanveer View Post
Waqt.e.rkhsat khen taary khen jugnu aye
Har pahnany mjhe phool se bazo aye
Bus gai ha mery ahsas mn ye kasi mahik
Koi khushbo mn lagaon teri khushbo aye
Mn ne din rat khuda se ye dua mangi the
Koi ahat na ho dar pe mery or tu aye
Us ki baten k gul.o.lala pe shabnam barsy
Sab ko apnany ka us shokh ko jado aye
Us ne cho kar mjhe pather se phir insan kya
Mudaton bad meri ankhon mn anso aye...


wow bahut khoob kaha aapne....accha laga aapko padna, bas kuch spell mistake haiN agar unko nazar-andaaz kar deN to masha-allah..balle balle hai jii.

Usne chu kar mujhe pathar se phir insaan kiya
Mudato.N baad meri ankhon mein aansu aaye...

very nice.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
28th December 2010, 09:57 PM

Very nice post. Keep it up.
Thanks for sharing........................................... .


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Intha e muhabbat
Old
  (#13)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Intha e muhabbat - 29th December 2010, 12:01 PM

uska rukh_e_mahtaab us k haath choom loon
jo bas chale to us ki har baat choom loon

choo jae jo us ki zulf ko barish ki boond
wo bond kaya barish kiya mosm_e_barsaat choom loon

bhole se kabhi aa jae mere khwab main agar
main khwab kaya neend kaya wo raat choom loon

mughe kuch ahi chahey bas khali haath par mere
rakh de wo apa haath main wo haath choom loon

rote houe lag jae kabhi mere seene se agar
main uski uske rukhsaar us ki sari zaat choom loon
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th December 2010, 02:28 PM

http://www.shayri.com/forums/announcement.php?f=4

Welcome to Shayri.com Tanveer sahab,

Aapse guzarish hai ke Shayri.com ke rules follow kareiN..


Jo shayri aapki nahi hai ,uske niche "not mine" likh diya kareiN..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
maazrat
Old
  (#15)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
maazrat - 29th December 2010, 02:43 PM

dosto in main se koi bhi ghazal meri nahi he main apni poetry sirf apki shayri main submit karta hoon
thanx to zaniya aapi
umeed he aainda ap ko mugh se koi shakiyat nahi ho gi
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th December 2010, 02:49 PM

Aap kisi jaane maane shayer ki shayri post karna chahte hain tou shayer ke naam ke saath "shayri-e-mashhoor shayer" section me post kijiye..

agar shayer ka naam pata nahi hai tou"anjuman-e-shayri" section me post kijiye..

"aapki shayri " section islaah/tabsire ke liye hai..

aur haan mera naam zainy hai....sirf zainy kafi hai..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
sorry
Old
  (#17)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
sorry - 29th December 2010, 06:08 PM

oh 1 martba phir sorry
main ne naam par ghoor nahi kiya tha
g theek he samgh gaya

or han wo meri apni shayri jo main ap ki shayri main poct karta hoon wo wahan se phir ghaiyb ho jati he is ki koi waja
   
Reply With Quote
december ki yad main
Old
  (#18)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Love december ki yad main - 29th December 2010, 06:41 PM

ya meri apni shairy he par ya ap ki shaery main post nahi ho saki ap ki nazar jahan jaga mile bataey ga zaror kesi lagi ap k rae ka muntazir

is dafa december main
tere aane ka sun kar
dil ki dharkno ko bhi
khayal tera na aya
be yaqeni qayam thi
lehje par asar na tha
khayal bhi to yakja the
hont bhi to sakit the
hathon ki wo be cheni
unglion ka chathkhana
kush bhi na tha ab ki bar
ham ne to ye samjha tha
k jo ham ne socha tha
ham kamyab hain us main
k tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tere ane ka sun kar
kuch bhi na kiya ham ne
na hi tere tuhfon ko
ab ki bar khola he
na hi tera khat koi
aansuon se dhoya he
tere sab kitaben bhi
bar bar parhne ki
pahle thi jo aadat si
wo bhi na rahi ab k
yani k zabat mera
kamyab he ab k
tujh ko bhol jane ki
har nishni qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tere ane ka sun kar
kuch bhi na tha pahle sa
pahle ki tarah ab k
bagh ki tarf jana
ache ache sare phol
tere khatir chun lena
kamre ki wo har khirki
pholon se wo bhar dena
kamre ki sajawat main
ghar ki sab araish main
hamara mashwre dena
kam pora hone par
sare kam ka phir se
khud se jaiza lena
tere har pasand ka wo
zahan main mere hona
kuch bhi na tha ab ki bar
shayad k ham sache the
tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi
par hamin pata na tha
tujh ko bhol jane ki
is sari koshish main
ham kamyab the kitne
tujh ko bhol jane ki
har naishani k hote
tujh ko yad rakhne ki
ik nishani qayam thi
har nishani se barh kar
ya nishani dayam thi
jis ko ham na samjhe the
wo to chalte chalte hi
jab aaene talk puhanche
aks apna dekha to
chalakte hue aanso
dekh kar laga ham ko
jase ham se goya hon
lahja bhi sawali ho
or ham se kahte hain
is dafa december main
us ko bhol jane main tum
tum kamyab ho kitne
tum kamyab ho kitne

is dafa december main

or
ham ya sochte hain k
is dafa december main
us ko bhol jane ki
har nishani qayam thi
phir us ka zikar aane par
ashkon ka ya beh perna
gar us ko bhol jane ki
har nishani qayam he
phir us ka zikar aane par
ye serabi kesi he
maloom ye hi hota he
k
us ko bhol jane ki
har nishani jhoti he
har dafa december main
us ka zikar aane par
hamare aadtain sari
agar che badal jain
zabat ye mera sara
gar che sath mera de
par jo ashk hain mere
usi ko yad karte hain
ye faryad karte hain
k
is dafa december main
loot kar jo aao tum
phir kahin na jao tum
kash kahin na jao tum

is dafa . . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Love 29th December 2010, 07:26 PM

is dafa december main
tere aane ka sun kar
dil ki dharkno ko bhi
khayal tera na aya
be yaqeni qayam thi
lehje par asar na tha
khayal bhi to yakja the
hont bhi to sakit the
hathon ki wo be cheni
unglion ka chathkhana
kush bhi na tha ab ki bar
ham ne to ye samjha tha
k jo ham ne socha tha
ham kamyab hain us main
k tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tere ane ka sun kar
kuch bhi na kiya ham ne
na hi tere tuhfon ko
ab ki bar khola he
na hi tera khat koi
aansuon se dhoya he
tere sab kitaben bhi
bar bar parhne ki
pahle thi jo aadat si
wo bhi na rahi ab k
yani k zabat mera
kamyab he ab k
tujh ko bhol jane ki
har nishni qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tere ane ka sun kar
kuch bhi na tha pahle sa
pahle ki tarah ab k
bagh ki tarf jana
ache ache sare phol
tere khatir chun lena
kamre ki wo har khirki
pholon se wo bhar dena
kamre ki sajawat main
ghar ki sab araish main
hamara mashwre dena
kam pora hone par
sare kam ka phir se
khud se jaiza lena
tere har pasand ka wo
zahan main mere hona
kuch bhi na tha ab ki bar
shayad k ham sache the
tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi

is dafa december main

is dafa december main
tujh ko bhol jane ki
har nishani qayam thi
par hamin pata na tha
tujh ko bhol jane ki
is sari koshish main
ham kamyab the kitne
tujh ko bhol jane ki
har naishani k hote
tujh ko yad rakhne ki
ik nishani qayam thi
har nishani se barh kar
ya nishani dayam thi
jis ko ham na samjhe the
wo to chalte chalte hi
jab aaene talk puhanche
aks apna dekha to
chalakte hue aanso
dekh kar laga ham ko
jase ham se goya hon
lahja bhi sawali ho
or ham se kahte hain
is dafa december main
us ko bhol jane main tum
tum kamyab ho kitne
tum kamyab ho kitne

is dafa december main

or
ham ya sochte hain k
is dafa december main
us ko bhol jane ki
har nishani qayam thi
phir us ka zikar aane par
ashkon ka ya beh perna
gar us ko bhol jane ki
har nishani qayam he
phir us ka zikar aane par
ye serabi kesi he
maloom ye hi hota he
k
us ko bhol jane ki
har nishani jhoti he
har dafa december main
us ka zikar aane par
hamare aadtain sari
agar che badal jain
zabat ye mera sara
gar che sath mera de
par jo ashk hain mere
usi ko yad karte hain
ye faryad karte hain
k
is dafa december main
loot kar jo aao tum
phir kahin na jao tum
kash kahin na jao tum

is dafa . . . .
   
Reply With Quote
mosam ki yadain
Old
  (#20)
m.tanveer
Registered User
m.tanveer is on a distinguished road
 
m.tanveer's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2010
Location: faisalabad
Rep Power: 0
Love mosam ki yadain - 31st December 2010, 05:39 PM

Kal halki halki barish thi,
Kal sard hwa ka raqs b tha,
Kal phol b nikhry nikhry thy,
Kal un par tara akas b tha,
Kal badal kaly gahry thy,
Kal chand par lakhon pahry thy,
Kuch tukry tari yadon k,bri dair sy dil par tahry thy,
Kal yadain uljhi uljhi then,
Ab tak jo na suljhi then,
Kal yad bohat tum aya thy,
Kal yad bohat tum aya thy...

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com