Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Woh meri tanha hai shaam sahib.....( Ghayel )
Old
  (#1)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
Woh meri tanha hai shaam sahib.....( Ghayel ) - 2nd February 2012, 08:25 PM

Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
2nd February 2012, 09:26 PM

Waah, Sajid Bhai...! Kya khoob likhaa hai aapne, bahut khubsurat kalaam hai aapka...! Har sher tareef-e-kaabil hai...!

Daad qubool kareiN

Apna khayaal rakheiN, ok...?

DuaaoN ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
3rd February 2012, 07:23 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel

Saajid saahab ko khaaksaar ka aadaab... uufffff kyaa keh gaye hain aap kalaaam saahib... Matle se Maqte tak khushbu hi khushbu rawaan hai... Har alfaaz apne muqammal hone ka saboot hai... bahot khoob bhai.. bahot hi khoob... kaafi dino ke baad aapka kalaam padhne ko milaa, ummeed hai aage bhi aisee dilfareb ehsaasoN se rubaroo karaane ke mauqe aapse milte rahenge... shukriyaa...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
3rd February 2012, 07:40 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
As Salam Alykom Sajid Bhaee! Sub'hanAllah! Sub'hanAllah!
Dilkash buhat dilkash! Qaayil ho chukay hayn aapkay fun kay! Bayhad ehsaasaon wa dard say labrayz ayk dum rawaan dawaan ghazal! Daad aapki paysh e nazar kerna chaahoongaa qaboul farmayayn!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Woow..
Old
  (#5)
Zindagi5
Registered User
Zindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to allZindagi5 is a name known to all
 
Offline
Posts: 103
Join Date: Jan 2012
Location: Mumbai
Rep Power: 19
Woow.. - 3rd February 2012, 08:52 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Bahut Khoob..!!!


Kaun Kambakhat Kehta hai,
Ke Sirf Ghaalib ko hai pata,
Radeef, Kafiya, Matla, Maktaa....!!
Yeh Teer-E-Ishq kyaa 'Zindagi' se Ziyada,
Kya Ghaalib ko hai Chubhata....!!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
3rd February 2012, 10:10 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
sajid miyaan khoob hai.... khoob gahzal hai...
ye comma jydaa na use karo... padhne mai atak jate haiN ...
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
3rd February 2012, 10:17 AM

sajid sahab ko mera salaam, aur haaN ahche khayal aur alfaaz rahe, par fikr miyaaN ki baat se main sehmat huN, ye comma kayi baar atka gaya aur pankti ko galat jagah p todd gaya, bas aage v aap yuNhi likhte raheN aur mehfil roshan karte raheN...


-Taish



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#8)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
3rd February 2012, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
sajid bhai kaise haiN aap?

arse baad aapko padh raha huN, padhte padhte padh to gaya lekin soch raha huN ki aapki is ghazal ki tareef kaise ki jaaye....kyuNki mere paas alfaaz hi nahi haiN iski tareef ke liye...bahut kam dekhne padhne ko milta hai ki jab koi shayar apne dil ke ahsaasoN ko alfaazoN ka aisa jaama pahna de ki padhne wala ghazal padhta nahi balki alfaazoN ki ek painting dekhta hai...aur aap padhte padhte bas padhte hi jayeN aur kho jayeN likhne wale ke ahsaasoN meN...kisi bhi ek sher ko chun nahi sakta....saare ke saare sher alla darze ke hue haiN...ye khaaksaar aapko faqat daad hi de sakta hai...jo ki haazir hai qubuul kijiyega....

aapne kahiN likha hai ki maiN aap ko bhool gaya...mujhe nahi maloom aapko aisa kyuN laga...aap mere kuchh khaas dostoN meN shamil haiN...aur hamesha raheNge...vaise bhi achhi baatoN ko bhool jaana meri fitrat meN shaamil nahi hai...aap dil ke behad qareeb haiN aur sada hi raheNge...mujhe nahi maloom ki aapki galatfehmi ko door kar paaya huN ya nahi...lekin maine jo kaha hai vo harf-ba-harf sach hai...

ijaazat chaahunga...
khush rahiye, bazm ki raunak badhaate rahiye...

dua go,
vikram 'mast'


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
3rd February 2012, 10:59 AM


Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib


Wah Wah Wah…… Sajid Sb…. Kamal Ka Matla Hai… Dheron Daad

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib


Wah… Kia Kehnay… Umdah.. Rawan Lahja… Behtreen Takhayyul….Daad

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib


Wahhh…. Ye Bhi Khooob Raha

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib


Wah Wah Wah Behtreeeen.. Kia Kehnay…. KHushi Hai Hum Pe Haraam Sahib… Wahhh Dheron Daad

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib


Wahhhhh… Acha Hai….

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib


Umdahhhhh…. Kamaal


Janab SAJID GHAYEL Sb……….!


Aap Ko Daubara S D C Pr Dekh kr Be-had Khushi Hui……….
Aap Ne Jis Kalaam Ko Bazm Ki Zeenat Banaya Hai… Wo Waqae Hr Pehlu Se Umdah Or Aik Mukammal GHazal Hai……
Is Ghazal ki Fikr , Alfaaz Ka Chunaao… Or Aap ka Rawaan Andaz-e-Bayaan, In Sb Ne Mil Kr Is Ghazal Ko Chaar Chaand Laga Diye….
KHaaksaar Ki Taraf Se Tah-e-Dil Se Dheron Daad Qabool Farmaiye Is Khubsurat Kalaam Pr….

Rep+++++++

Sada Khush Rahiye Or Yunhi Bazm Ki Raunaq Barhatay Rahen….








Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
3rd February 2012, 02:29 PM

Saajid Bhaa'ii:

salaam!

baDe dinoN baad aapki koii Ghazal paDhii ..mazaa aa gayaa !! waah waah ! bahot hi Khoob andaaz-e-bayaan

yuuNhi bazm ki Shaan baDhaate raheN... KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
3rd February 2012, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
Sajid Bhai ... FB (Shair Club ) MeN Iss Tarahi Ghazal Ko Pahle PaDh Chukaa Hoon ....Tab Bhi Khoobsurat Lagi Thii .. Ab Yahaa PaDhaa Toh Bhi Khoob Luft Aayaa ... !

Aalaa ... Qaabile Daad Ghazal Huii Hai Janaab ... Sar Se Paa Talak ! Umdaa ... Purkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
3rd February 2012, 10:29 PM

wah wah wah kya baat hai janaab. wah , aapka qalaam pada to aisaa lagaa jaise kisee ne dard kee puree syaahee kagaz par udel dee ho.
kya bemisaal ghazal likhee hai aapne.......................
aapko is beshqeemtee peshqash par hazarro - lakho mubaraqbad.
reps++++++++++++++++++++++++++
khush rahiye , likhte rahiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
3rd February 2012, 11:23 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Sabhi se kehdo, na chheDe un ko , huye jo un ke, ghulaam saahib
Magar ye poocheN, zaroor poocheN, woh kaun haiN kya hai naam sahib

Bichhad gaye haiN jo aap mujh se, to lag raha hai, mai mar raha huN
Jo jaa rahe the, to kar hi dete , ye zindagi bhi tamaam sahib

Kabhi na socha tha aisa hoga, safar me woh bhi mukaam aaya
Chalo chale ab, khatam safar hai, kare na mujhko salaam sahib

Tumhe khabar bhi hai kya ganwaaya, hamaare daaman me kya hai baaqi
Lutayee humne, yeh zindagi hai, khushi hai hum pe haraam sahib

Mile jo mujhse to phir woh keh du, kaha tha pehle kabhi jo unse
Rahey wafa phir, meri zaroorat, kare na mujhse kalaam sahib

Yeh zakhm saare to bhar gaye hai, udaas karte magar nishaa.N hai
Jisey ghazal tum, samajh rahe ho, woh meri tanha hai shaam sahib

Sajid Ghayel
Saajid bhai, ek behad umdaa ghazal se rubaroo karaayaa hai aapne aaj. Lambe arse se aapki kami khal rahi thi. Aaj aapko waapis is mehfil mein paakar behad khushi ho rahi hai aur us se bhi jyada khushi ye qalaam dekhkar ho rahi hai.....

Aate rahiye bhai aur hamaari dua qabool kariye


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#14)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th February 2012, 03:03 PM

Wah Sajid sahab ... Lajawab raha apka kalam. Bayaan ki rawangee to kamaal thi hi, ehsaas bhi theek dil mein chot karnewaale se the. Bahaut bahaut daad apko.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com