Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile
Old
  (#1)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile - 8th September 2008, 10:45 AM

daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile
ham ko ye tohafe tumhe.n dost banaane se mile

ham tarasate hii taraste hii tarasate hii rahe
vo falaane se falaane se falaane se mile

Khud se mil jaate to chaahat kaa bharam rah jaataa
kyaa mile aap jo logo.n ke milaane se mile

maa. ki aaghoosh main kal,maut ki aghosh main aaj
hum ko duniya main yeh do waquat suhaane se mile.

kabhi khat likhwaane gaye kabhi khat perhwaane gaye
hum haseeno.n se isi hele bahane se mile

ek naya zakham mila ek naye umer mili
jab kisi shahar main kuch yaar purane se mile

ek hum hi nahin phirte hain liye kissa-e-gham
in ke khamosh laboon pe bhi fasane se mile

kaise manain ke inhain bhool gaya tu ay kaif
in ke khat aaj hame.n tere surhaane se mile

-Kaif Bhopali

Last edited by Mayank; 8th September 2008 at 10:48 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#2)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
8th September 2008, 11:22 AM

[quote=Mayank;306533]
daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile
ham ko ye tohafe tumhe.n dost banaane se mile

ham tarasate hii taraste hii tarasate hii rahe
vo falaane se falaane se falaane se mile

Khud se mil jaate to chaahat kaa bharam rah jaataa
kyaa mile aap jo logo.n ke milaane se mile

maa. ki aaghoosh main kal,maut ki aghosh main aaj
hum ko duniya main yeh do waquat suhaane se mile.

kabhi khat likhwaane gaye kabhi khat perhwaane gaye
hum haseeno.n se isi hele bahane se mile

ek naya zakham mila ek naye umer mili
jab kisi shahar main kuch yaar purane se mile

ek hum hi nahin phirte hain liye kissa-e-gham
in ke khamosh laboon pe bhi fasane se mile

kaise manain ke inhain bhool gaya tu ay kaif
in ke khat aaj hame.n tere surhaane se mile


-Kaif Bhopali
thanks for this beautifull gazal ..
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
8th September 2008, 01:48 PM

Waaaaaaah... Bhopali saahab ko zyada nahi padha maine... magar aapke laaye dodno nagine padhkar mazaa aa gaya...Dil se daad haazir hai....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#4)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
8th September 2008, 04:20 PM

bahut khoob janab
Sirf bandhan ko viswas nahi kehte,
Har aansu ko jazbat nahi kehte.
Kismat se milte hai ye riste zindagi mein,
isliye rishto ko Kabhi itefaq nai kehte


Zingadi tujh say har sans pe sumjhota karon
shoq hay mujah jenay ka par itna to nahi
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Daagh Duniyaa ne Diye, zakhm zamaane se mile! karan q Ghazal Section 2 23rd March 2005 01:40 PM
Daagh duniya ne diye zakhm zamaane se mile Hafeez Shayri-e-Ishq 5 9th September 2003 05:22 PM
ashk peene ko mile zakhm mile khane ko allahabadrptds Shayri-e-Dard 2 30th July 2003 04:54 PM
daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile - by Kaif Bhopali Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 16th April 2003 11:13 PM
{"daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile"}, dilkayarma Anjuman-e-Shayri 1 23rd August 2001 04:53 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com