Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khawahishon ki sahar
Old
  (#1)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
khawahishon ki sahar - 24th July 2008, 09:59 AM

Anajan si ye duniya meri ajana sa shahar
Kaun rah jaun main, jane kaisa ye safar

Bhool ke sabko ,chal to diye hain hum
Le jayengi kanha ye rahe, kisko ye khabar

Jane kanha veerano main khoyi hui manzil
Kashmakash ye kaise karun tujhe main hasil

Meelon door samndar,nazar nahin ata sahil
Chaalte chale hum ,khud se ho gaye juda

Kis mod mil jaye tu hume ae khuda ye bata
Udasi le aati hai har sham mere ghar,

Tanhaiyon ke dere hain ,har taraf,
Hai intezar is dil ko beintahasa ,is kadar
Jane kab aaye wo khwaishon ki sahar.
.................................................. .....vaishali
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
24th July 2008, 06:33 PM

accha likha he aapne,likhte rahen


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
24th July 2008, 08:06 PM

Quote:
Originally Posted by baagi View Post
accha likha he aapne,likhte rahen
shukriya bagi sahab
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
24th July 2008, 08:29 PM

Quote:
Originally Posted by vaishali View Post
Anajan si ye duniya meri ajana sa shahar
Kaun rah jaun main, jane kaisa ye safar

Bhool ke sabko ,chal to diye hain hum
Le jayengi kanha ye rahe, kisko ye khabar

Jane kanha veerano main khoyi hui manzil
Kashmakash ye kaise karun tujhe main hasil

Meelon door samndar,nazar nahin ata sahil
Chaalte chale hum ,khud se ho gaye juda

Kis mod mil jaye tu hume ae khuda ye bata
Udasi le aati hai har sham mere ghar,

Tanhaiyon ke dere hain ,har taraf,
Hai intezar is dil ko beintahasa ,is kadar
Jane kab aaye wo khwaishon ki sahar.
.................................................. .....vaishali
Vaishali ji Behad ache ahsaas haiN is ghazal meiN ,

mager ghazal ke as'ool sahi na ban paaey , matla aur pehle shair maiN jo Qaafia istemaal kiya appne woh phir 4th sher main istemal kiya phir last meiN ... dermiyan main thoda sa problem raha ...

insaan khata ka putla(dummy) hai ghalti mujse bhi ho sakti hai , app nazer-e-saani zaroor kijiye ga

dil se daad kabool kijiye ...

Khush rahieN

duago
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tere sahar ki hawa surja Shayri-e-Dard 0 12th October 2008 08:28 PM
khuda har sakhs hai is sahar mai.. baagi Aapki Shayri 2 27th May 2008 08:20 PM
zahar ka sahar faizihussain Anjuman-e-Shayri 0 25th January 2007 03:44 PM
*@*Gardish-e-shaam-o-sahar....*@* Diggaj_Dave Shayri-e-Dard 12 31st March 2006 12:40 PM
sahar mani_unique Shayri-e-Sharaab 0 22nd June 2004 12:26 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com