Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
)))))))) Ko'ii (((((((
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
)))))))) Ko'ii ((((((( - 10th July 2009, 05:41 PM

Besabab mere khawabon pe koii pehara de gaya
Main bhi hun saath tumhare itna ishara de gaya


Isharon isharon mein ek ishara nyara de gaya
Pyar na diya per koyin ahsaas pyara de gaya

Badi hi apnaiyat aur muhobbat se mila koyiN
Talatum e ishq mein fase dil ko sahara de gaya

Dil kya jaan bhi soup di thi humne jinke naam
Ek din aaya woh hum ko hi dil humara de gaya

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
11th July 2009, 06:03 AM

Aadab Khwaish ji...

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya


Ye ashaar dil ko chuu gaye... Bohot khoob.. Likhte rahe..

Duaon ki guzarish...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
11th July 2009, 09:34 AM



Sameer ji .......bahut khub ........acha likha hai aapne ....kabhi aapki nazm mohabbat ke zakhmo ko hara karti hai....kabhi mohabbat mai sahara banti hai..... kabhi jeeni ki aas de jaati hai......nice creation....

mujhe aapke ye teen sher bahut ache lage.............

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th July 2009, 04:27 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Aadab Khwaish ji...

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya

Ye ashaar dil ko chuu gaye... Bohot khoob.. Likhte rahe..

Duaon ki guzarish...

Abrar...
Thanks Abrar Bhai......

Thanks for appriciate my work...
Aage bhi aapka saath bana rahe itni dua...

Khush rahiye khuda hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
11th July 2009, 04:33 PM

'Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya'

ye sher ik alag class me hai..........bahut acche....wah

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
11th July 2009, 08:02 PM

Bohat khoob Khwaish saheb, aapka kalam padhte padhte kuch likh bhaita hu....

Tohmate Badnamiya Ruswaieeya Tanhaieeya
Apna samajh ke humko, kya kuch woh de gaya....

-SG-


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
rakesh
sagar without water
rakesh is on a distinguished road
 
rakesh's Avatar
 
Offline
Posts: 20
Join Date: Apr 2009
Location: tirupati
Rep Power: 0
12th July 2009, 07:46 PM

ap wakai me kamal hai..........kya khoob likha hai.


jo kahte hai khud ko tanha,ake jara dekh le iss taraf bhi.........
teri hi galli hai jalim,tera hi hai saher bhi.


wo mohbbat thi gum,gum-e-mohobbat mai mohobbat mai tha,
ki ab to sukr mana mujh jese maikhano ka........
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th July 2009, 06:10 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post


Sameer ji .......bahut khub ........acha likha hai aapne ....kabhi aapki nazm mohabbat ke zakhmo ko hara karti hai....kabhi mohabbat mai sahara banti hai..... kabhi jeeni ki aas de jaati hai......nice creation....

mujhe aapke ye teen sher bahut ache lage.............

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya


Shukriya Naresh Jii...

Hounsla afzai ka behad shukra guzar hun.....
Aapka saath milta rahe to likhate rahenge...

Yeh to dil ke bharam hai bus kagaz per utar diye.....

Khush rahiye...
God bless you..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
13th July 2009, 10:58 PM

bahot achhi Ghazal hai Sameer jee,
saare aashar dil ke kareeb rahe ......maqtaa to lajawab hai jee


Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya

daad kabul kijiye


aapki dost
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th July 2009, 04:14 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
'Kisi ke jaane ka gham na karo tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya'

ye sher ik alag class me hai..........bahut acche....wah

regards
Thanks Khanna sahab.....

Behad khush hui ke aapko maqta pasan aaya.......
Aage bhi aapka saath milta rahe yhi ummid hai.....

Khush rahiye..
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
18th July 2009, 07:13 AM

Sameer jii

kaise hain aap?

Ghazal bahut pasand aayii... eshaas bhi bahut pasand aayi ...

likhte rahye .. aur mehfil ko sajaate rahye

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
18th July 2009, 11:03 AM

Nice ghazal Khwahish,

this one was excellent

Kisi ke jaane ka gham na karo tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Tanha_Dil
Na jaane kab tak....
Tanha_Dil has a spectacular aura aboutTanha_Dil has a spectacular aura about
 
Tanha_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jun 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
18th July 2009, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Besabab mere khawabon pe koii pehara de gaya
Main bhi hun saath tumhare itna ishara de gaya

Isharon isharon mein ek ishara nyara de gaya
Pyar na diya per koyin ahsaas pyara de gaya

Badi hi apnaiyat aur muhobbat se mila koyiN
Talatum e ishq mein fase dil ko sahara de gaya

Dil kya jaan bhi soup di thi humne jinke naam
Ek din aaya woh hum ko hi dil humara de gaya

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya

Bhai Kwahish ji ..bahot khoob likha hai aapne...saare aashaar dil fareb lage... khas kar ye do sher

Dil kya jaan bhi soup di thi humne jinke naam
Ek din aaya woh hum ko hi dil humara de gaya


Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya

likhte rahiye


Thanks & Regards
Aapka
Tanha _dil



Duniya mein dard-e-dil ki dawa hoti to pee gaye hote
Zindagi itni aasaan hoti .....to jee gaye hote.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
18th July 2009, 11:27 AM

dil ko rulane ki taqat rakhti hai apki yeh gazhal, sameer bhai jaan, apne toh is gazal me kamal hi kar diya, ham jaise dil-jalon ke liye toh yeh gazal quran me likhi kisi aayat se kam nahi hai, jisko padke ghadi do ghadi ke liye, sukun ka ehsaas hota hai, aur lafzon ke zariye, kisi aur ki bewafai, dard ke shakal me bahar nikal jaati hai................
daad kubool kijiye, one of the best gazhals i have ever read on SDC...........
Reputation Point For You.............
Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Besabab mere khawabon pe koii pehara de gaya
Main bhi hun saath tumhare itna ishara de gaya


Isharon isharon mein ek ishara nyara de gaya
Pyar na diya per koyin ahsaas pyara de gaya

Badi hi apnaiyat aur muhobbat se mila koyiN
Talatum e ishq mein fase dil ko sahara de gaya

Dil kya jaan bhi soup di thi humne jinke naam
Ek din aaya woh hum ko hi dil humara de gaya

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya



Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe




Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
19th July 2009, 01:57 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat khoob Khwaish saheb, aapka kalam padhte padhte kuch likh bhaita hu....

Tohmate Badnamiya Ruswaieeya Tanhaieeya
Apna samajh ke humko, kya kuch woh de gaya....

-SG-
Shukriya sajid Bhai......

Aapko mera kalam pasand aaya dil se shukra guzar huN...
Aur aapka sher bhi kafi achcha laga....

aate rahiye aur hounsa afzai karte rahiye..
Khush rahiye ,,
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Albela Sajan
Registered User
Albela Sajan has a spectacular aura aboutAlbela Sajan has a spectacular aura about
 
Albela Sajan's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jul 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
20th July 2009, 12:46 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Besabab mere khawabon pe koii pehara de gaya
Main bhi hun saath tumhare itna ishara de gaya

Isharon isharon mein ek ishara nyara de gaya
Pyar na diya per koyin ahsaas pyara de gaya

Badi hi apnaiyat aur muhobbat se mila koyiN
Talatum e ishq mein fase dil ko sahara de gaya

Dil kya jaan bhi soup di thi humne jinke naam
Ek din aaya woh hum ko hi dil humara de gaya

Muhobbat mein mile ghav kabhi Bharte nahi
Anjane mein koi dil ko zakham gehara de gaya

Na bikharon toot ker muhobbat hi nahi sab kuch
Kehkar koi jine ki aas is dil ko dobara de gaya

Kisi ke jaane ka gham na kao tum yun Kwahish
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya
Bahut Khoob....Masha Allah bahut achcha likha hai aapne...
Aise hi likhte rahiye...
Duyaon ke saath.....


Mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke
Yahan jo bhi aaya...gaya haath mal ke..!

Log kehte hain Sher kehta hun .
Apne Zhakhmon se khelta hoon main!!!

Albela Sajan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd July 2009, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by rakesh View Post
ap wakai me kamal hai..........kya khoob likha hai.


jo kahte hai khud ko tanha,ake jara dekh le iss taraf bhi.........
teri hi galli hai jalim,tera hi hai saher bhi.
Shukriya Rakesh Jii,

Yeh to aapki nazar hai ke aapko humari adna si koshish kamal lagi hai..
Itni jyada tarif ke hum haqdar nahi hai...

Aate rahiye aur aage bhi apni rai se nawazte rahiye..

Khush rahiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com