Piyar jindgi ka hassen tohfa hai -
2nd October 2008, 08:01 AM
Piyar jindgi ka hassen tohfa hai,
Jaha jakhmo ko dikhana gunah hota hai
Ye to wo jajba hai,
Jaha kishti ko sahil par doob jana hota hai.
Piayar jindgi ka haseen tohfa hai
Piayar jindgi me ek hamsafar banker ata hai
Iske ate hi jindgi phoolo ki tarah mahak uthti hai
Ye dheree dheere jindgi ko yu badal deta hai
Ki har khuab ek haqqeqat ban jata hai
Piyar jindgi ka hassen tohfa hai
Piyar jindgi ka wo manjar hai
Jaha har dard ka apna maja hota hai
Ye to wo parwana hai
jise shama par jalna hi hota hai
|