Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
Old
  (#1)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
Kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha - 10th December 2006, 12:17 PM

kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
10th December 2006, 01:05 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
koi to ho ij [mani ji] ko mera namksaar! kaise hain aap?

aapki si rachna behad sundar hai aur har sher apne aap sab halat bayan kar rahe hai

jis ki talash main dil yun mara mara phira tha-- ye sher bahot pasand aaya

achha laga aapko padh ke guzarish haii bas yuhi aap hamea likhte rahiyenga , dilse nikli daad ko kubul kijiye
khus rahiye, apna khayal rakhiye

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
10th December 2006, 08:31 PM

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

well said mani ji,acha likha aapne.yunhin likhti rahen.tc.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
bahut achaa likha hai
Old
  (#4)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Post bahut achaa likha hai - 10th December 2006, 11:06 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
Hello Magenta ji,
Bahut achaa likha hai apne mujhe bahut pasand aai aap yu hi likhte rahe, mujhe intezaar rahega....
is intezar ke saath
Aapka Naya Dost Tariq (SHAAN)
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
BEWAFAA
Registered User
BEWAFAA is on a distinguished road
 
BEWAFAA's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 0
11th December 2006, 01:36 AM

Kya Khoob Likha Hai .......
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th December 2006, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
koi to ho ij [mani ji] ko mera namksaar! kaise hain aap?

aapki si rachna behad sundar hai aur har sher apne aap sab halat bayan kar rahe hai

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha-- ye sher bahot pasand aaya

achha laga aapko padh ke guzarish haii bas yuhi aap hamea likhte rahiyenga , dilse nikli daad ko kubul kijiye
khus rahiye, apna khayal rakhiye

aapka dost
dhaval
thank you so much dhaval bohat shukrya aap ka yahan aye aur pasand kia aap ka saath raha to zaroor likh paoongi aur behter

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th December 2006, 03:44 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

well said mani ji,acha likha aapne.yunhin likhti rahen.tc.
thankyou aap ne pasand kia aur himmat afzai ki is ke liye bohat bohat shukrya

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th December 2006, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Hello Magenta ji,
Bahut achaa likha hai apne mujhe bahut pasand aai aap yu hi likhte rahe, mujhe intezaar rahega....
is intezar ke saath
Aapka Naya Dost Tariq (SHAAN)

bohat shukrya tariq sahib aap ka aur aaap ka sath raha agay bhi likh paoongi thanks again

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th December 2006, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by BEWAFAA View Post
Kya Khoob Likha Hai .......

thankyou so much janab bohat nawazish pasand kernay ke liye

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
wah ji wah
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
wah ji wah - 13th December 2006, 04:11 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
mani ji ko raj ka salaam......aapka kalaam arha saach mein dil ko chhu gaya bhut dil se or ehsaason se bana hai yeh kalaam......seedha dil mein uttar gaya.....har share lajawaab....yu he likhti rehna.....take care.......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
14th December 2006, 08:23 PM

kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

Namaskar Mani ji

Aapki rachna ka title bahut khoobsurat hay.....rachna bhi utni hi khoobsurat hay......mere daad kabul kijeyega.....the starting sher is beautiful....ek baat kehna chahungi iss rachna ka ant(end) mughey theek nahin laga....the end is not quite clear....ek dost ki salaah hi samaghiyega.....yuun hi likhti rahiye

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
14th December 2006, 08:56 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
mani ji ko raj ka salaam......aapka kalaam arha saach mein dil ko chhu gaya bhut dil se or ehsaason se bana hai yeh kalaam......seedha dil mein uttar gaya.....har share lajawaab....yu he likhti rehna.....take care.......raj......
veer aap yahan aye mujhay bohat acha laga thank you so much app ne meri is koshish ko pasand kia aur meray ehsasaat ko samjha thanks a lot khush rahain rab rakha

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
14th December 2006, 09:02 PM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

Namaskar Mani ji

Aapki rachna ka title bahut khoobsurat hay.....rachna bhi utni hi khoobsurat hay......mere daad kabul kijeyega.....the starting sher is beautiful....ek baat kehna chahungi iss rachna ka ant(end) mughey theek nahin laga....the end is not quite clear....ek dost ki salaah hi samaghiyega.....yuun hi likhti rahiye

Take care

sakanya bohat bohat shukria aap yahan ayen aur apni qeemti raye se nawaza aap ne bilkul theek kaha hai is main mujhay bhi kami lagi thi main ise mazeed barrhana chahti thi lekin jab kuch na soojha to aesay hi rehnay dia actually jo sochain hoti hain unhain hi alfaz deti hoon main ....lekin akser sochain bohat be rabt hoti hain isi liye is ka saaf aser is shayri main nazar aya aap ko... main koshish keroongi apni frnd ki salah per amal keroon aur bohat shukrya ke aap ne itnay ghour se parrha aur mashwara bhi dia thank you dear

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
15th December 2006, 12:55 PM

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
such kaha apne.
bahut khub likha hai apne.
sakhi ki daad kubul karen.

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#15)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
15th December 2006, 02:25 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
mani ji
aapki gazal padi bakai main kabile tarif sher likhe hai aapne
hamri daad kabool farmaiyega
shukriay
dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#16)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
16th December 2006, 03:01 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
such kaha apne.
bahut khub likha hai apne.
sakhi ki daad kubul karen.
thank you so much sakhi aap ne pasand kia aur qeemti waqt dia reply ke liye thank you so much

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
16th December 2006, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
mani ji
aapki gazal padi bakai main kabile tarif sher likhe hai aapne
hamri daad kabool farmaiyega
shukriay
dilip
hi dilip sahib kesay hain aap bohat shukrya aap ne meray likhay ko pasand kia duaan main yaad rakhiye ga thanks again

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up 7th October 2008, 11:41 AM

Assalam-o-Alaykum Mani ji kesi hain aap ?
Aaj khuch pichli post dekh raha tha tab aapki is post par nazar padhi aur jesa tytle se lag raha tha gazal bhi bahut wese hi umda lagi yeh us time ki hai jab main SDC par nahi tha ek umda gazal par khaksaar ki daad kubool farmaiye

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#19)
anudeepa
Kuch Baaten Ankahee si!!!
anudeepa is just really niceanudeepa is just really niceanudeepa is just really niceanudeepa is just really nice
 
anudeepa's Avatar
 
Offline
Posts: 61
Join Date: Jul 2008
Location: Bangalore
Rep Power: 19
7th October 2008, 12:51 PM

dil ki naadani samjhiye ya takdeer ka likha...pyar jisse hona hota hai usise hota hai...bus is raah me chalte chalte insan bahot kuch seh jata hai

hi..aapne bahot khubsurti se pyar k ehsaaso ko bayan kiya hai...aapki writing hume bahot achi lagi.... khaskar ye do line....

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

aise hi likhte rahiye
take care

-anu

Dont strew me with roses after i'm dead, when death claims the light of my brow, no flowers of life will cheer me - instead you may give me my roses now...............
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
7th October 2008, 04:16 PM

wow mani...................

bahut acchi ghazal likhi hain tumne dil se daad ..har ashar dil ko chu gaya...............

mausam..

+++ added

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
7th October 2008, 11:30 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Assalam-o-Alaykum Mani ji kesi hain aap ?
Aaj khuch pichli post dekh raha tha tab aapki is post par nazar padhi aur jesa tytle se lag raha tha gazal bhi bahut wese hi umda lagi yeh us time ki hai jab main SDC par nahi tha ek umda gazal par khaksaar ki daad kubool farmaiye
walaikumasalam kashif ji main bilkul theeek hoon alhumdulillah umeed hai aap bhi ache honge.......aapka behad shukriya ise pasand kerne ka waqai bohat purani post nikal laye hain aap bohat bohat shukriya kashif ji aapki daad ser ankhon per

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th October 2008, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by anudeepa View Post
dil ki naadani samjhiye ya takdeer ka likha...pyar jisse hona hota hai usise hota hai...bus is raah me chalte chalte insan bahot kuch seh jata hai

hi..aapne bahot khubsurti se pyar k ehsaaso ko bayan kiya hai...aapki writing hume bahot achi lagi.... khaskar ye do line....

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

aise hi likhte rahiye
take care

-anu

anu ji aapka behad shukriya aap ne parrha aur hosla afzai ki bohat nawazish

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th October 2008, 07:53 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
wow mani...................

bahut acchi ghazal likhi hain tumne dil se daad ..har ashar dil ko chu gaya...............

mausam..

+++ added
thank u so much didi apki himat afzai ka behad shukriya

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
13th October 2008, 08:02 PM

Bahut khoob !

har sher soorat aur seerat se bharpoor lagaa !

thodii der se hi sahi !

reps+++

daad Qabool ki jaaye !

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
15th October 2008, 08:00 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
Kuch saal pehle tum sa koi mujhe mila tha
Ji jaan se hamesha mujhko wo chahta tha

maine bhi dil se ki thi usse bahot mohabbat
phir bhi na jane kyon wo naraz ho gaya tha

jab hosh aya mujhko tab der ho chuki thi
mehboob tha jo mera mujhse bichad chuka tha...........................

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
22nd October 2008, 01:02 AM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
Bahut khoob !

har sher soorat aur seerat se bharpoor lagaa !

thodii der se hi sahi !

reps+++

daad Qabool ki jaaye !

kshitiz ji aapka behad shukriya ke aap ne yahan apni nazr e karam fermaiye aur meri himmat barrhai aapka bohat bohat shukriya yunhi saath dijiyega

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
22nd October 2008, 01:04 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Kuch saal pehle tum sa koi mujhe mila tha
Ji jaan se hamesha mujhko wo chahta tha

maine bhi dil se ki thi usse bahot mohabbat
phir bhi na jane kyon wo naraz ho gaya tha

jab hosh aya mujhko tab der ho chuki thi
mehboob tha jo mera mujhse bichad chuka tha...........................
shukriya aapka ke aapne parrha aur aapki shayri bhi achi lagi thanks

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Bohot Khoob
Old
  (#28)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Lightbulb Bohot Khoob - 22nd October 2008, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
Aadab mani ji,
kaise hai aap?

mani ji m miss u,really
or aapke games b

mani ji aap to ek mukammal shaks hai,,
or yakinan aapke likhe har ashaar me aapke ehsaas ayan ho hi jate hain,
aaj b aapko padhakr wahi khushi mili,,jo hamesha se mehsus hoti thi,

allah aapko khush rakhe,apna khayal rakhiye
allah hafiz

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
raj_ys
Registered User
raj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura aboutraj_ys has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Aug 2008
Location: keep on changing as working with a company presently in orissa
Rep Power: 18
23rd October 2008, 10:39 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

kab hum ne ye socha tha kab hum ne yun chaha tha
kehnay ko pyar hai per haqeeqat main mehaz gila tha

ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha
bahut achha likha hai. likhte rahe.
raj
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
27th October 2008, 04:05 PM

mani ji..apki is khoobsoorat khayal ke liye dil se tareef kabool karey!

swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th November 2008, 12:18 AM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab mani ji,
kaise hai aap?

mani ji m miss u,really
or aapke games b

mani ji aap to ek mukammal shaks hai,,
or yakinan aapke likhe har ashaar me aapke ehsaas ayan ho hi jate hain,
aaj b aapko padhakr wahi khushi mili,,jo hamesha se mehsus hoti thi,

allah aapko khush rakhe,apna khayal rakhiye
allah hafiz
soni ji kesi hain aap ab to aap dikhti hi nahi hain hum bhi aapko bohat miss kerte hain sdc per pasand kerne ka shukriya soni ji aur jahan tak mukamal insaan ki baat hai to duniya main koi bhi shaks perfect nahi hai apna bohat khayal rakhiyega aur aati raha karain khush rahain

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th November 2008, 12:20 AM

Quote:
Originally Posted by raj_ys View Post
bahut achha likha hai. likhte rahe.
raj
bohat shukriya raj ji aapki hosla afzai ke liye

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th November 2008, 12:28 AM

Quote:
Originally Posted by san04 View Post
mani ji..apki is khoobsoorat khayal ke liye dil se tareef kabool karey!

sawati ji aapka behad shukriya ke aapne ise parrha aur meri himmat afzai ki

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
22nd November 2008, 01:52 PM

kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

khoobsurat ehsaas hain mani ji.....likhti rahiye..

zainy
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#35)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
22nd November 2008, 05:37 PM

assalam walekum,
appki har ek shayri bhot hi achi lagi kahaska
ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

ye to bahot hi ache lage
likhte rahiye
Allah hafiz

koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#36)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
27th November 2008, 12:31 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
kesa woh silsila tha kehnay ko faslaa tha
anjaan chahaton ka benaam silsilaa tha

khoobsurat ehsaas hain mani ji.....likhti rahiye..

zainy
zainy ji behad shukriya pasand kerne ka

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
27th November 2008, 12:34 AM

Quote:
Originally Posted by eliyas View Post
assalam walekum,
appki har ek shayri bhot hi achi lagi kahaska
ik khuwahishon ki basti, umeedon ka qafila tha
aankhon main jugnoouon sa haseen ujalaa tha

woh konsi thi manzil, woh konsa nishaan tha
jis ki talash main dil yun mara mara phira tha

ye to bahot hi ache lage
likhte rahiye
Allah hafiz
walaikumasalam eliyas ji bohat shukriya is hosla afzai ke liye

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
yeh kesa aser nena Shayri-e-Ishq 0 20th October 2004 12:31 AM
plz tell me kesa hai shehnaz Aapki Shayri 6 5th October 2003 07:48 PM
Kesa hai ye mukadar..... sanjoo Shayri-e-Dard 2 9th September 2003 08:32 PM
mujh ko kehnay do main nay unhein chaha hee nahi Nida Siidiqui Shayri-e-Dard 0 26th May 2003 12:51 PM
dil ki baat kehnay say hamesha gham mila hay romance Aapki Shayri 0 12th October 2002 06:21 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com