Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath - 26th November 2010, 08:12 PM



us naazuk dharkan ke naam jis ke zero zabar ne mujhe jeenaa sikhaayaa


Itnee si aarzoo thi meree aashnaa ke saath
Zakhme jigar ho dubadoo dast e shifaa ke saath

aashna ,, mahboob ,, daste shefaa ,, shefaa ka haath

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

tarke ta"alluqaat ,, alag ho jana

Ik baat be khayaali me aayi zabaan par
Tum ne nazar jhukaa li thi haai kis adaa ke saath

Mujh ko qaraar mil gayaa tum ko sokoon bhi
Goyaa ki jism mil gaye apnee doaa ke saath

Jab jab doaaye sehr me shaamil kiyaa tumhen
Haathon me irteaash thaa kaas e doaa ke saath

doaye sehr ,, subh ki doa ,,irteaash ,,kapkapaahat
kaase doa ,, doa ka peyaalah

Muddat se ek khwaahishe zindaane nafs hai
Ho munsalik naseeb meraa mudda”aa ke saath

khowaahishe zindaane nafs ,, man ke jel ki muraad
munsalik .. mil janan ,, mudda"aa ,,muraad

Hassaas kaainaat ho aao gale milo
Haan itni iltejaa hai ki aao hayaa ke saath

hassaas ,,sesitive,, kainaat ,,universe
ilteja ,, guzaarish

ek sher apne desh ke naam

kuwait me apne mulk ki boo baas mil gayi
Chaawal jo main ne khaaye kabhi raaj maa ke saath
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 26th November 2010, 08:53 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

us naazuk dharkan ke naam jis ke zero zabar ne mujhe jeenaa sikhaayaa


Itnee si aarzoo thi meree aashnaa ke saath
Zakhme jigar ho dubadoo dast e shifaa ke saath

aashna ,, mahboob ,, daste shefaa ,, shefaa ka haath

speechless...... wahhhhhhhhhhhhhhhh........


Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

tarke ta"alluqaat ,, alag ho jana
kurbaan.................. kya khoob kaha hai janab...


Ik baat be khayaali me aayi zabaan par
Tum ne nazar jhukaa li thi haai kis adaa ke saath
be khayaali me bhi usi dilbar ka khayaal, wahhhhhhhh kya kehna !...


Mujh ko qaraar mil gayaa tum ko sokoon bhi
Goyaa ki jism mil gaye apnee doaa ke saath
wahhhhhhhhhhhhhh..... wahhhhhhhhhhhhhhhh.....


Jab jab doaaye sehr me shaamil kiyaa tumhen
Haathon me irteaash thaa kaas e doaa ke saath

doaye sehr ,, subh ki doa ,,irteaash ,,kapkapaahat
kaase doa ,, doa ka peyaalah
MashaAllah.... bahut bahut bahut khoob.....


Muddat se ek khwaahishe zindaane nafs hai
Ho munsalik naseeb meraa mudda”aa ke saath

khowaahishe zindaane nafs ,, man ke jel ki muraad
munsalik .. mil janan ,, mudda"aa ,,muraad

Awesome............... superb.......................

Hassaas kaainaat ho aao gale milo
Haan itni iltejaa hai ki aao hayaa ke saath

hassaas ,,sesitive,, kainaat ,,universe
ilteja ,, guzaarish

bahut khoob..... wahhhhhhhhhhhhhhhhhhh....................


ek sher apne desh ke naam

kuwait me apne mulk ki boo baas mil gayi
Chaawal jo main ne khaaye kabhi raaj maa ke saath

Hassaas ji,
Aadaab

kya baat hai janab.... bahut bahut umdaa kalaam likha hai aapne.... dil chhuu liya.... dhero daad.... ehsaas aur andaaz-e-bayaan kamaal raha... kya kahu, lafz hi jaise kho gaye hai ... aapko padhne ke baad to kuch bhi likhne ki himmat hi nahi hoti.... yuhi ye mehfil sajate rahiye.... khush rahiye....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
28th November 2010, 03:03 AM

Yeh sher lajawab raha mere bhai....

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath


Bas ek ajeeb baat ne pareshaan kiya.......yu laga mano aap duaa lafz me atak se gaye, aapne kitne waqt me yeh kalam likha yeh to mujhe pata nahi ha itna zaroor mehsoos hua ke is Ghazal ko agar aap aur waqt detein to Ghazal aur bhi shaandaar hoti.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
28th November 2010, 12:28 PM

masood bhai aadab ,,

ahhhhh ........ahhhhhhhh..........ahhhhhhhhhhhh..

allah ..........allah......allah ...............


bhai yaar masood bhai ......kya kaha jaaye yaar ..ghazall kya hai mere bhai ...pataqa hai pataqa ..ahhhhhhhhhhhhhh....ghanaiyat khoob mutacir karti hai bhai aur mazamin allah allah hain .......apko to pata hi hoga ke ghazal sirf do ik shero.N pe tiki hoti aur baaqi bharti ke liye hi hote hain ..magar apki is ghazal ko kya kahen sahab ...ik bhi sher aisa nahi jisko bharti kahe saken ....umda shero.N ki ladi hai ....moti se piroi is ghazal ke naam hai meri dad ..khubool karen ...

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath


ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhh........kya hausla hai bhai ..kya hi tahezibi sher kaha hai bhai is sher pe mubarik baad khubool karen ....dad hi dad ...


allah apko mazeed tarakhiyun se nawaze bhai ...


talib e ilm

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
28th November 2010, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

us naazuk dharkan ke naam jis ke zero zabar ne mujhe jeenaa sikhaayaa


Itnee si aarzoo thi meree aashnaa ke saath
Zakhme jigar ho dubadoo dast e shifaa ke saath

aashna ,, mahboob ,, daste shefaa ,, shefaa ka haath

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

tarke ta"alluqaat ,, alag ho jana

Ik baat be khayaali me aayi zabaan par
Tum ne nazar jhukaa li thi haai kis adaa ke saath

Mujh ko qaraar mil gayaa tum ko sokoon bhi
Goyaa ki jism mil gaye apnee doaa ke saath

Jab jab doaaye sehr me shaamil kiyaa tumhen
Haathon me irteaash thaa kaas e doaa ke saath

doaye sehr ,, subh ki doa ,,irteaash ,,kapkapaahat
kaase doa ,, doa ka peyaalah

Muddat se ek khwaahishe zindaane nafs hai
Ho munsalik naseeb meraa mudda”aa ke saath

khowaahishe zindaane nafs ,, man ke jel ki muraad
munsalik .. mil janan ,, mudda"aa ,,muraad

Hassaas kaainaat ho aao gale milo
Haan itni iltejaa hai ki aao hayaa ke saath

hassaas ,,sesitive,, kainaat ,,universe
ilteja ,, guzaarish

ek sher apne desh ke naam

kuwait me apne mulk ki boo baas mil gayi
Chaawal jo main ne khaaye kabhi raaj maa ke saath
Masood!
Tumhari ae shaandaar paesh-kash sae to main jaesae kho gayee
bahut khoob likha hai tum nae
Aek aek lafz jaesae sitaroan ki chamak ko bhi jaesae maand ker gayae
itna achcha to shayed main bhi likh na paoan

ae mubaliqha arayee nahin
haqeeqat hai
Khuda tumharae khalam main aur nikhar layae
Ameen
Razia
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
29th November 2010, 11:04 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Hassaas ji,
Aadaab

kya baat hai janab.... bahut bahut umdaa kalaam likha hai aapne.... dil chhuu liya.... dhero daad.... ehsaas aur andaaz-e-bayaan kamaal raha... kya kahu, lafz hi jaise kho gaye hai ... aapko padhne ke baad to kuch bhi likhne ki himmat hi nahi hoti.... yuhi ye mehfil sajate rahiye.... khush rahiye....

aadaab
kaise hain aap aajkalnazar hi nahiaa rahee hain jabkiaapkomaaloom honaa chaahiye ki aap se mahfil ke rang sewaa ho jaataa hai
aapke daad ka andaaz kisee bhishair ko mazeed khoobsoorat kalaam par uksaataa hai jis saadah laohi se aap kalaam ki pazeeraayi kartee hain us se shaair ke ehsaas kojilaa miltee hai main tahe dil se aap ki daad ka shukr guzaar hun ghazal kipasandeedagee ka be had shukriyah
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
29th November 2010, 11:15 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Yeh sher lajawab raha mere bhai....

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

Bas ek ajeeb baat ne pareshaan kiya.......yu laga mano aap duaa lafz me atak se gaye, aapne kitne waqt me yeh kalam likha yeh to mujhe pata nahi ha itna zaroor mehsoos hua ke is Ghazal ko agar aap aur waqt detein to Ghazal aur bhi shaandaar hoti.


aadaab
sajid bhai
kaise hain
allah aap ko jazaaye khair de aap ne jis etebaar se ghazal ko dekhaa us ke liye main aap ka shukr guzaar hun
aor yaar aap jab dost ho to itna dar dar ke kiun kah rahe ho dil ki baat saaf khul ke kaho yaar .. main ye kab kahtaa hun ki main jo likhtaa hun wahi harfe aakhir hai are yaar aapko kaheen koi baat lag rahee hai use tafseel se kaho agar aap ki baat samajh me aa gayi to use tabdeel bhi kiyaa ja saktaa hai yaar sajid bhai ye to aap ko pata hai ki jab kise ghazal ka maahaol ban jaataa hai to dhun me likhna prataa hai ab us me kaheen koi ek sher kamzor bhi hotaa hai kuchh achhe bhi hote hain ye alag baat hai ki log apne kalaam ki chhantaayi karte hain magar yaar ab kiyaa karun ek taraf to kasbe m"aash me uljhaa hun dossree taraf dekh hi rahe ho ki aaj kal kis qadar likh raha hun
yaar sajid bhai mujhe to kuchh aisaa khaas is sher me nazar nahi aayaa shayad is liye ki ye meraa hai hahahahaha lekin agar aap ko lag rahaa hai to plz bataa do taaki mai nuse sahee kar lun
ummeed kartaa hu ki aap meree be talluf guftagu ko pasand farmaayen ge kiun ki main ne apnee dostee ke haq ko saamne rakh ke baat ki hai
apnaa khiyaal rakhnaa
aor aap ki koi ghazal nahi aa rahee hai yaar kiya masla hai ? sab khair to hai naa ?
doa me yaad rakhnaa yun hi aate rahnaa
tumhaara apnaa
masood hassaas

Last edited by masoodhassas; 29th November 2010 at 11:19 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
30th November 2010, 03:50 PM

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath


bahut khoob masood ji.........
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 1st December 2010, 01:57 PM

masood bhai
radhe radhe

bahut khoob............................................. ..


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
2nd December 2010, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
masood bhai aadab ,,

ahhhhh ........ahhhhhhhh..........ahhhhhhhhhhhh..

allah ..........allah......allah ...............


bhai yaar masood bhai ......kya kaha jaaye yaar ..ghazall kya hai mere bhai ...pataqa hai pataqa ..ahhhhhhhhhhhhhh....ghanaiyat khoob mutacir karti hai bhai aur mazamin allah allah hain .......apko to pata hi hoga ke ghazal sirf do ik shero.N pe tiki hoti aur baaqi bharti ke liye hi hote hain ..magar apki is ghazal ko kya kahen sahab ...ik bhi sher aisa nahi jisko bharti kahe saken ....umda shero.N ki ladi hai ....moti se piroi is ghazal ke naam hai meri dad ..khubool karen ...

Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhh........kya hausla hai bhai ..kya hi tahezibi sher kaha hai bhai is sher pe mubarik baad khubool karen ....dad hi dad ...


allah apko mazeed tarakhiyun se nawaze bhai ...


talib e ilm

qadeertoopchi

aadaab
qadeer bhai
janaab ye to aap ki mohabbat hai jo is tarah tareef ke donge barsaa rahe hain aor ye aap ka kholoos hai ki aap saraapaa sanaa khwaani ka libaadah ban gaye hain ye aap ka husne nazar hai ki aap qatrey ko kainaat ka darjah de rahe hain ye aap ka zarf hai ki aap mujhe kamaaliyaat w jamaaliyaat ka maahire fan gardaan rahe hain
main aap in alfaz ka mustahiq to hun nahi taaham aap ki jaanib se aayaa huwaa ek ek lafz dil ki zameen pe tukhme rezee ke amal se guzaar diyaa hai
saraapa sipaas hun
allah aap ko khush rakkhe
aap ko doat
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
2nd December 2010, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Tarke ta”alluqaat ke ik arsa baad bhi
Shaamil teraa khiyaal rahaa har doa ke saath

bahut khoob masood ji.........

adaab
shipra ji
kaisee hain aap
mujhe yaqeen nahiho rahaa hai ki is sher ko itnaa pasand kiyaa gaya hai jab ki haqeeqat yahee hai ki taqreeban har ek ne ise saraaha hai
ab logon ki baaten sun ke ehsaas ho rahaa hai ki baat to sahee hai kisher achha ho gayaa hai aor is nigaah se jab dekhtaa hun to lagtaa hai ki aap kis qadar zaheen hain ki aor aap ka mezaaj kitnaa oumdah hai ki aap ek oumdah sher ko hi quote kar rahee hain
main aap ka shukr adaa kartaa ki aap ne mujhe ye izzat dee
meree doayen aap saath hain
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
3rd December 2010, 03:42 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
masood bhai
radhe radhe

bahut khoob............................................. ..


aadaab
bahot shukriyah merey dost aap aate hain to lagtaa hai ki bahaaron ka jhonkaa aayaa ho khush rahiye
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
5th December 2010, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
Masood!
Tumhari ae shaandaar paesh-kash sae to main jaesae kho gayee
bahut khoob likha hai tum nae
Aek aek lafz jaesae sitaroan ki chamak ko bhi jaesae maand ker gayae
itna achcha to shayed main bhi likh na paoan

ae mubaliqha arayee nahin
haqeeqat hai
Khuda tumharae khalam main aur nikhar layae
Ameen
Razia

aadaab
maaf kijiye gaa main aap ke ashaar me kho kar rah gayaa thaa aap ki baz ghazlen is qadar shaandaar theen ki use baar baar parhaa aor baaz jaghon pe aap ke jawaabaat is qadar dil pazeer the ki use parh ki lagaa ki meree hi kahaane dohraayi jaa rahee ho
khair qisaa kotaah
aap ne jin lafzon me naacheez ko saraahaa hai wo aap ke batin ki shaffaafiyat pe dalaalat kartaa hai aor ye bhi waazeh kartaa hai ki aap apne maa fiz zameer ki wazaahat ke liye kisee tarh bhi kinaayah se kaam nahi leteen hain balki use lafzon me dhaal ke awaamun naas ko bhi shareek kar letee hain
aap ke ke liye dher saaree doaaon ke saath
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
6th December 2010, 03:50 PM

masha allah huzoor masha allaha..... kamaal ka likha hai ab hum kya tareef karen apki.. bahot khoob huzoor bahot khoob.. yoonhi humpar apni kalaamon i nawazish bana rakhen.. khush rahen. aabaad rahen.

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
6th December 2010, 06:58 PM

Mujh ko qaraar mil gayaa tum ko sokoon bhi
Goyaa ki jism mil gaye apnee doaa ke saath


Bahut hi umdaa khayal ........ Masood Bhai !

aapki har peshkash itni acchi hoti hai ... kabhi kabhi taareef ke liye lafz bhi kam padh jaate hai ... yaa kahe ki dhundne ki zarurat pesh aa jaati hai ... yeh ghazal bhi qaabile taareef bani hai ... dil se daad hazir hai ... yunhi aate rahen aur likhte rahen ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#16)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
8th December 2010, 01:39 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
masha allah huzoor masha allaha..... kamaal ka likha hai ab hum kya tareef karen apki.. bahot khoob huzoor bahot khoob.. yoonhi humpar apni kalaamon i nawazish bana rakhen.. khush rahen. aabaad rahen.

shaad...

aadaab
kaise hain aap ?
taakheer ki ma"azarat
aap ki daad se latafat ka ras milaa halaawat ka zaaeqah
bahot bahot shukriyah
allah apko khush rakkhe
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
8th December 2010, 01:57 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Mujh ko qaraar mil gayaa tum ko sokoon bhi
Goyaa ki jism mil gaye apnee doaa ke saath

Bahut hi umdaa khayal ........ Masood Bhai !

aapki har peshkash itni acchi hoti hai ... kabhi kabhi taareef ke liye lafz bhi kam padh jaate hai ... yaa kahe ki dhundne ki zarurat pesh aa jaati hai ... yeh ghazal bhi qaabile taareef bani hai ... dil se daad hazir hai ... yunhi aate rahen aur likhte rahen ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...

aadaab
janab naresh saahab main aap ke nek kalemaat ka aabhaari hun aor ye kahte huye fakhr mahsoos ho raha hai ki aap ke alfaaz haamare liye kisee upkaar se kam nahi
main zaati taor pe aap ko apne dil ke us moqaam pe pataa hun jahaan waalid . ustaad . chachaa waghairah ka moqaam hai aap ke qalam se niklaa huwaa ek ek lafz merey liye khushiyon ki saghaat hai mujhe yaqeen hai ki aap mujhe isee tarah apnee doaaon me yaad rakkhen ge
main apne khodaa se doa karun gaa ki wo aap ko lambi zindagee de
doa go
masood hassas
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com