Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Old
  (#1)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
Meyre zakhmon ke liye marham hai wo - 30th November 2010, 06:04 PM



Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 30th November 2010, 09:31 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
Hassaas ji,

wahhhhhhhhhhh.... kya khoob kaha hai aapne... itna haseen kalaam be-shaq aap jaise umdaa shayar hi pesh kar sakte hai... MashaAllah kitni maasoomiyat se aapne apni mehbooba ki har achchi aur buri baat ko zaahir kiya hai... aapne apne khayaalon ki malika ko apne dilfareb lafzon se aur bhi zayada haseen bana diya... aapki is adaa ne to hamara dil chhuu liya... tahe dil se dhero daad hazir hai... yuhi is mehfil ko mehekate rahiye....likhte rahiye... khush rahiye...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
1st December 2010, 02:32 AM

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo


Masood Bhai ... Aadaab !

bahut khoob soorat andaaz ke saath aapne yeh ghazal kahi hai ... matlaa bhi meri pehli pasand raha ... upar ankit ashaar dil ke khaas kareeb rahen ... tamaam ghazal ko tahe dil se daad ... yunhi umdaa kalaamoN ke saath aate rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 1st December 2010, 02:09 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
masood bhai
radhe radhe

wah wah bahut umda likha hai aapne daad kubul karen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
3rd December 2010, 10:39 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Hassaas ji,

wahhhhhhhhhhh.... kya khoob kaha hai aapne... itna haseen kalaam be-shaq aap jaise umdaa shayar hi pesh kar sakte hai... MashaAllah kitni maasoomiyat se aapne apni mehbooba ki har achchi aur buri baat ko zaahir kiya hai... aapne apne khayaalon ki malika ko apne dilfareb lafzon se aur bhi zayada haseen bana diya... aapki is adaa ne to hamara dil chhuu liya... tahe dil se dhero daad hazir hai... yuhi is mehfil ko mehekate rahiye....likhte rahiye... khush rahiye...

aadaab
kaisee hain aap
are daad denaa to koi aap se seekhe main to aap ki is adaa pe fareftah ho gayaa ye ada aisee hai ki jise dil taaron ke qareeb mahsoos kiyaa ja saktaa hai ab main us andaaz me aap ko daad to nahee de sakta jis tarah aap detee hain kiun mujhe yaqeen hai ki aap is mahfil ki
malika e daad
hain
apnaa khiyaal rakhiye gaa
dher saaree doaaon ke saath
aap ka dost
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 4th December 2010, 12:36 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
masood hassaas saheb, aadaaB....

aapki ye ghazal bahut khoob lagi, mujhe yeh dekh kar behad khushi hui ki aap alfaazoN ko sirf istemal hi nahi karte, balki karne se pehle har lafz ki rooh ko pehchaante haiN...aapki is ghazal par dil se daad hai qubuul kijiyega aur is neeche wale sher ke liye khas taur pe...ye khud meiN ek nageena hai, mujhe bahut pasand aaya...

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo



aapka dost,
vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
4th December 2010, 01:18 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
masood hassaas saheb, aadaaB....

aapki ye ghazal bahut khoob lagi, mujhe yeh dekh kar behad khushi hui ki aap alfaazoN ko sirf istemal hi nahi karte, balki karne se pehle har lafz ki rooh ko pehchaante haiN...aapki is ghazal par dil se daad hai qubuul kijiyega aur is neeche wale sher ke liye khas taur pe...ye khud meiN ek nageena hai, mujhe bahut pasand aaya...

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo


aapka dost,
vikram


aadaab
merey dost merey bhai mainaap ka kis mun se shukriya adaa karun
main aap ke lafzon ka aabhaaree to thaa hi
magar aap ne is sher ko pasand karke meraa dil jeet liyaa
sachh baat yahee hai merey bhaiki isee sher pe hi ghazal ka daro madaar hai aor rahe gaa aor mujhe khushiis baat kihai ki aap ne mereu dil me jhaankliyaa aor main ne aap ko f b jo kahaa hai wo 100% sachh hai ki haashiyah ( border) bana al sotoor ( between line ) ki baarikiyon ko pahlee nigaah me hishikaar kar lete hain
mujhe khushi hi nahi balki fakhr hai kiaap merey dost hai joki achhaa insaan hone ke saath saath zaheen bhi hai
khush rahiye
doaa me aapkaa naam sare fihrist rahe gaa
aap ka
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
4th December 2010, 08:22 AM

originaly posted by Masoodhassas

Meyre zakhmon ke liye marham hai wo - 30th November 2010, 06:04 PM


Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam

Masood ji bahut khoob
dil se daad hazir hai qbul kareiN

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
4th December 2010, 08:55 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

kya kahne bhayee sahab ... kya kahne
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
4th December 2010, 09:29 AM

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo


Masood Bhai,

Wah wah wah janab....
Kia kehne janab,
Tamaam ghazal be-had haseen lafzooN
se sajayi hai aap nay, lekin quoted
shair ne khaas lutf diya.....

Aise hi mehfil roshan rakhiye,

DuaooN k saath ijaazat,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
12th December 2010, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
aadaab
janaab
mehraa saahab
isk ek ebaadat
janumanu bhbai
hassaan bhai

mujhe afsos hai ki aaj kal ki mashghooliyaat ne mujhe apne chaahne waalon ke shukriyaa adaa karne se bhi door kar diyaa hai ........ ho yun rahaa hai ki doston ki takhleeqaat aatee rahtee hain aor use parhne me yaa un ke jawaabaat me yaanee daad me theek thaak waqt guzar jaata hai is ke elaawah yahaan pe jo moshaaerey ho rahe hain un ki taiyaaree aor apnee rozee rotee ka intezaam bhi waqt le letaa hai is liye apnee jaanib tawajjoh nahi ho paa rahi hai .. main maantaa hun ki ye meree bhool hai ummeed ki aap hazraat ise dar guzar farmaayen ge
main tahe dil se aap tamaam logon ki mohabbaton ka shukriyaa adaa kartaa hun
meree doaayaen aap logon ke saath hain
mukhlis
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
13th December 2010, 12:56 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post

Wo kahtaa hai ki main us ki taareef me mobaalgha se kaam le rahaa hun jab ki wo merey ehsasaat se bhi zeyaadah haseen hai . baqaol us ke meree jhooti taareef use pasand nahi isee liye naye lehje me ek taza ghazal kiun ki uski dharkanon ki aahat ko bhi main apnee palkon ke shaamiyaane me qaid kar letaa hun




Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

Waqt se halaat se hai baa khabar
Khair o shar ka is liye sangam hai wo

Munsalik ho kar bhi hain bikhre huye
Main agar dinaar hun dirham hai wo

Hai shaguftah guftagu us ki bahot
Har basher ke waaste sargam hai wo

Faisle us ke hamesha hain ghalat
Jab ki apnee zaat me parcham hai wo

Is tarah Hassaas us ki zaat hai
merey aansoo dekh ke pur nam hai wo


Barham .. naaraaz ,,,, khaaaksaari …. Apne aap ko kam aanknaa ,,,pur kham .. terhaa ,,,,,, khair o shar … achhaayi aor buraayi ,,,,munsalik .. atteche …..shaguftah …. Khilee huyi … parcham .. flag ,,,Hassaas ..sensitive ,,, pur nam .. aankhon me aansoo liye
behad dilchasp ghazal lagee aapke hassaas ji. har sher mein jo ghumaavdaar daleel thi woh padhkar bada lutf aayaa. andaz e bayaan bhi bahaut asardaar lagaa. daad hazir karta hoon aur duaon ke saath ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
13th December 2010, 11:51 AM

hassaaas sahab ...aadaab ,,,,,,,,
kaise hain aap?

aapki ghazal bahut pasand aayi...........
meri tara se daad kabool kijiye........
hassaas hai .

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th December 2010, 11:43 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
behad dilchasp ghazal lagee aapke hassaas ji. har sher mein jo ghumaavdaar daleel thi woh padhkar bada lutf aayaa. andaz e bayaan bhi bahaut asardaar lagaa. daad hazir karta hoon aur duaon ke saath ... zarraa

aadaab
ghhumaavdaar pechdaar khamdaar shaayad yahee meree qismat me aayaa hai
aap ke daad ka tareeqah munfarid hai mukhtacar par pur acar daad ka tahe dil se shukr guzaar hun
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th December 2010, 11:47 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
hassaaas sahab ...aadaab ,,,,,,,,
kaise hain aap?

aapki ghazal bahut pasand aayi...........
meri tara se daad kabool kijiye........
hassaas hai .

regards

aadaab
zidd bhai
janaab jab kisee ghazal pe aap jaise shukhanwar daad de den to yaqeen kar lenaa chaahiye ki wo ghazal achhi hi ho gee
ye dekh kar badaa achhaa lagaa ki ghazal ko aap ki tanqeedi nigaah ne khoobssortee ka tamgha de diyaa hai
bahot shukriyah
aap ka dost
masood haasaas
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
15th December 2010, 12:13 PM

Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo


Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

bahut khoob masood ji....
daad kubul keejiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th December 2010, 01:05 PM

bahot khoob likha hai masood bhai.. kamaal ke alfaaz lage aur ehsaas to mashallah qayamat hi rahe hain..... wese itna kaise likh pate hain bhai.. itne khyaaal kaise aa pate hain aapke dimaag me.. allha kare ye nemat yonhi badhtee jae... aur aap yoonhi likhte jaaen.. khush rahiye..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
16th December 2010, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Meyre zakhmon ke liye marham hai wo
Haan magar thoraa bahot barham hai wo

Khaksaari uski jism o jaan hai
Is liye shaayad bahot pur kham hai wo

bahut khoob masood ji....
daad kubul keejiye...

adaab
shipra saahibah
aap aayeen achhaa lgaa do dee aor achha lagaa ghazal pasand ki tabiyat khush hogayee
bahot shukriyah
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
17th December 2010, 11:26 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob likha hai masood bhai.. kamaal ke alfaaz lage aur ehsaas to mashallah qayamat hi rahe hain..... wese itna kaise likh pate hain bhai.. itne khyaaal kaise aa pate hain aapke dimaag me.. allha kare ye nemat yonhi badhtee jae... aur aap yoonhi likhte jaaen.. khush rahiye..

shaad...

aadaab
sameer bhai
main aap ka shukr guzaar hun jis sawaaliya andaaz me aap ne daad di hai wo daad daad nahi balki ek geraan maayah sarmaaya hai jo main apne dil ke nehaan khaano me dunyaa ki nigaahon se chhupa kar rakkhun gaa
bahot shukriyaa mere bhai
allah aap ko khoob khoob taraqqi de
doa go
masood hassaas
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com