Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
DostoN ki mehfil meiN
Old
  (#1)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
DostoN ki mehfil meiN - 14th October 2011, 12:20 PM

DostoN ki mehfil meiN, bulaaya nahiN zamane ko
bekhudi meiN itni pee, nasha ho gaya paimane ko

Gir bhi gaya agar maiN to, yaaroN ki rehnumayee hai
kaun pagal darta hai ab,.......... yaha'N ladkhadane ko

Ek tu hai ek main hu'n, faqat jahaaN ke samne
dekh le hasti wo apni, aa jaye........ aajmane ko

Kehta hai mujhko badjubaaN, sara jahaan ye..... nasamajh
maine dard hai itna saha, naqaabil hu.............. farmane ko

Chal bhool karke rangteN haiN, tasveer hum khayaloN ki
Rangeen aaj banayenge.........., is be-rang se paimane ko


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th October 2011, 04:57 PM

[QUOTE=AnjAAn!!!;431565][CENTER]DostoN ki mehfil meiN, bulaaya nahiN zamane ko
bekhudi meiN itni pee, nasha ho gaya paimane ko


waah bhayeee .
Qatl kar diyaaa bhayeee
nasha ho gaya paimaane ko..... ye huee shayri ...............!!!

dher si daad..!!!!!!

Gir bhi gaya agar maiN to, yaaroN ki rehnumayee hai
kaun pagal darta hai ab,.......... yaha'N ladkhadane ko


yaaro ki rahnumaayee hai...... bahut acha laga ye bhi sher......
acha khyaal hai ek bahut naya sa adaa kiya hai


Ek tu hai ek main hu'n, faqat jahaaN ke samne
dekh le hasti wo apni, aa jaye........ aajmane ko

hmm acha hai

Kehta hai mujhko badjubaaN, sara jahaan ye..... nasamajh
maine dard hai itna saha, naqaabil hu.............. farmane ko

ye nahi zama kuch............
baduzban............. means buri zubaan walaa

ap doosre misre main....... kah rahe hai naqabil hun farmane ko means aap bol nahi sakte hai..... to badzubaan kaise....
uski jagah... bezubaan hotaa to poora rabt aa jataa ....

Chal bhool karke rangteN haiN, tasveer hum khayaloN ki
Rangeen aaj banayenge.........., is be-rang se paimane ko



bhayee is ghazal mai feel hua.... ki apke pas khyaal hai aur aap adaa bhi apne tareeke se karte hai.........
bas behr pe dhyaan deN ......... apne aas pas kisi ko dhoond le jo aapko sikhaa sake...... 5-7 din ka kaam hai ye bas ....
net pe bhi bahut kuch mil jayega
nahi to hum bhi yahi hain.........
magar zaroor 5-7 din behr pe dhyaandeN...
sab laye mai aa jayega ............!!

Last edited by janumanu; 14th October 2011 at 05:01 PM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
14th October 2011, 09:30 PM

[QUOTE=janumanu;431579]
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
[CENTER]DostoN ki mehfil meiN, bulaaya nahiN zamane ko
bekhudi meiN itni pee, nasha ho gaya paimane ko


waah bhayeee .
Qatl kar diyaaa bhayeee
nasha ho gaya paimaane ko..... ye huee shayri ...............!!!

Shukriya Vikas bhai, aapne apna keemti waqt mujh na-cheez ke liye nikala iske liye main bahut shukraguzar hu aapka.

dher si daad..!!!!!!

Aapki daad sir aankho par bhai
Gir bhi gaya agar maiN to, yaaroN ki rehnumayee hai
kaun pagal darta hai ab,.......... yaha'N ladkhadane ko


yaaro ki rahnumaayee hai...... bahut acha laga ye bhi sher......
acha khyaal hai ek bahut naya sa adaa kiya hai
shukriya bhai ek baar fir

Ek tu hai ek main hu'n, faqat jahaaN ke samne
dekh le hasti wo apni, aa jaye........ aajmane ko

hmm acha hai

Kehta hai mujhko badjubaaN, sara jahaan ye..... nasamajh
maine dard hai itna saha, naqaabil hu.............. farmane ko

ye nahi zama kuch............
baduzban............. means buri zubaan walaa


ap doosre misre main....... kah rahe hai naqabil hun farmane ko means aap bol nahi sakte hai..... to badzubaan kaise....
uski jagah... bezubaan hotaa to poora rabt aa jataa ....

Bhai theek samjha aapne badzubaan se matlab yahi hai mera. badzubani se yaha nashe ki halat meiN hone wale ghalat vyavahaar se hai. Ab thodi sheyr pe fir se roshni dalna chahunga:

Duniya peene ke baad main jo kuch bhi bolta huN usey badzubaan samajhti hai par meri samajh mein ye duniya hi nasamajh hai. Maine itna bura waqt dekha hai ki usey fir bhi bayaan kar pane meiN bhi main poori tarah saksham nahi hu.

Aasha hai aap samajh gaye honge. Agar ab bhi koi kami lagi ho to zaroor batayein. Fir koshish karunga apne khayaloN ko GRAMMER meiN pirone ki.


Chal bhool karke rangteN haiN, tasveer hum khayaloN ki
Rangeen aaj banayenge.........., is be-rang se paimane ko



bhayee is ghazal mai feel hua.... ki apke pas khyaal hai aur aap adaa bhi apne tareeke se karte hai.........
bas behr pe dhyaan deN ......... apne aas pas kisi ko dhoond le jo aapko sikhaa sake...... 5-7 din ka kaam hai ye bas ....
net pe bhi bahut kuch mil jayega
nahi to hum bhi yahi hain.........
magar zaroor 5-7 din behr pe dhyaandeN...
sab laye mai aa jayega ............!!

Bhai jaankar behad khushi hui ki aapne meri ghazal hi nahiN mere khayaloN ko padhne ki koshish ki. Aapne bilkul theek pehchana bhai Main Beher se kareeb-kareeb anjaan hi hu Aap agar sikhana chaheiN to banda khush-kismat hai.
Jawab talab hai sahab
Bhai aapne itna samay diya aapne main bahut shukrguzaar hu. lekin bhai aapki ek baat mujhe achhi nahi lagi
Ye jo post ke neeche "Last edited by janumanu" aa raha hai ye bhai dil ko chubhta hai. kripya apne khule vicharoN se hameiN awgat hone ka awsar pradaan kareiN

Ek baar fir dhanyawaad.......
Aate rahiye
Apna khayaal rakhiye


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
15th October 2011, 09:35 AM

[QUOTE=AnjAAn!!!;431582]
Quote:
Originally Posted by janumanu View Post

Bhai aapne itna samay diya aapne main bahut shukrguzaar hu. lekin bhai aapki ek baat mujhe achhi nahi lagi
Ye jo post ke neeche "Last edited by janumanu" aa raha hai ye bhai dil ko chubhta hai. kripya apne khule vicharoN se hameiN awgat hone ka awsar pradaan kareiN

Ek baar fir dhanyawaad.......
Aate rahiye
Apna khayaal rakhiye

bhayee likhte time typo ho jati hai,,,,,,,,, isliye use dowabara padh kar sahi kar detaa hun..... isme kya chubnaa . jo hai uspe dhyaan de .... jo nahi hai use dil se na lagayeN..............

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
15th October 2011, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
DostoN ki mehfil meiN, bulaaya nahiN zamane ko

bekhudi meiN itni pee, nasha ho gaya paimane ko

Gir bhi gaya agar maiN to, yaaroN ki rehnumayee hai
kaun pagal darta hai ab,.......... yaha'N ladkhadane ko

Ek tu hai ek main hu'n, faqat jahaaN ke samne
dekh le hasti wo apni, aa jaye........ aajmane ko

Kehta hai mujhko badjubaaN, sara jahaan ye..... nasamajh
maine dard hai itna saha, naqaabil hu.............. farmane ko

Chal bhool karke rangteN haiN, tasveer hum khayaloN ki

Rangeen aaj banayenge.........., is be-rang se paimane ko

Bahut khoob, AnjAAn Sahab...! Achaa lagaa yaha shayri paDhkar...!

Matlaa khaas pasand hai hameiN

YuNhi likhte raheiN, ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
16th October 2011, 12:33 AM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Bahut khoob, AnjAAn Sahab...! Achaa lagaa yaha shayri paDhkar...!

Matlaa khaas pasand hai hameiN

YuNhi likhte raheiN, ok...?

Duaaon ke saath

Arrey chacha jaan
Aapne is bazm mein aakar sachmuch mujhe naya hausla diya hai. Maine to socha bhi nahi tha ki aap kabhi mera likha kuch padhenge bhi....
Bahut Bahut shukriya
Agar waqt mile to aghe be aate rahiye
Apna khayal rakhiye.
Duaon ke saath Izaazat.....


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th October 2011, 07:46 PM

hmmmmmmmm....kya nasheeli nasheeli pesh-kash hai....hame bhi nasha ho gya aapki yeh pesh-kash padkar !


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
17th October 2011, 12:19 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hmmmmmmmm....kya nasheeli nasheeli pesh-kash hai....hame bhi nasha ho gya aapki yeh pesh-kash padkar !
Behad Shukriya Sunita ji is bazm mein tashreef laane ke liye. Ye hamari khushnaseebii hai ki aapko ye aashaar pasand aa sake...

Maafi chahunga MOD sahebaa agar nasha jyada ho gaya ho to. Bus agar aap ke qadam ladkhadayein to apne aap ko akela na samjhein.
Khush rahein khyaal rakhein
ho sake to hamara bhi


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naren.786.rajput
Aaftab_Sarkar
naren.786.rajput has a spectacular aura aboutnaren.786.rajput has a spectacular aura about
 
naren.786.rajput's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Jan 2012
Location: Ahmedabad
Rep Power: 0
Love 20th January 2012, 07:07 PM

kyaa baat .... kya baat ... kya baat ....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
20th January 2012, 10:17 PM

Quote:
Originally Posted by naren.786.rajput View Post
kyaa baat .... kya baat ... kya baat ....
Bahut bahut shukriya Naren ji aapka. Aapka SDC mei'n haardik swaagat karta hoo'n. Aapka pehla comment mere liye hai ye to mere liye bahut hi saubhagya ki baat hai. Aise hi saath banaye rakhiyega.

Khush rahiye


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
3rd February 2012, 10:40 AM

wah, bahut ahche, bahut kam log ho paate hain jo ki sharab me umda shayri kar paayeN, kaafi umda likha hai aapne aur umeed rahegi ki aage v aap yuNhi mehfileN sajaate rahiyega...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#12)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
5th February 2012, 12:49 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
wah, bahut ahche, bahut kam log ho paate hain jo ki sharab me umda shayri kar paayeN, kaafi umda likha hai aapne aur umeed rahegi ki aage v aap yuNhi mehfileN sajaate rahiyega...
Behad shukriya Taish bhaii. Kaafi arse baad aapne sdc ka rukh kiya hai. Aapki zarranawaazi hai jo naacheez ke chand aashaar aapko pasand aaye.

Saath banaye rakhiye
Namaste


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kabhi kabhi
Registered User
kabhi kabhi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Oct 2011
Location: hyderabad, india
Rep Power: 0
6th February 2012, 08:40 PM

kya baat hai anjaan sahab... bhot khoob aaj bade din baad aapki nazam padhne ka mouka mila, bhot khoob janab
aise hi likhte rahiye...


Aur To Kuch Nahi Chaiye Mujhe aye zindagi Tujhse...
Bas Wo Ek Shakhs Lota De Jo Mujhe Tujhse Bhi Pyaara Hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
21st February 2012, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by kabhi kabhi View Post
kya baat hai anjaan sahab... bhot khoob aaj bade din baad aapki nazam padhne ka mouka mila, bhot khoob janab
aise hi likhte rahiye...
Shukriya janaab. Aapko ye qalaam pasand aaya, mere liye behad khushi ki baat hai. Yaqeen jaaniye aapko bazm mein dekhkar hamesha hi khushi hoti hai. Aise hi saath banaye rakhiyega. Deri se jawaab dene ke liye mazaarat khwaah hu. Kuch taqneeki kharaabi hai yahaan. Jis wajah se reply karne mein mushkilaat pesh aa rahi hain. Ek baar fir se shukriya

Apna khyaal rakhein


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
23rd March 2012, 07:50 PM

wah sumit jee. . . Doston se aapke in panktiyon ko salam.
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
24th March 2012, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
wah sumit jee. . . Doston se aapke in panktiyon ko salam.
Salaam Krishna bhai. Qalaam par nazar karne ke liye tahe dil se mashkoor hoon


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#17)
peepalala
Registered User
peepalala is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2012
Rep Power: 12
26th July 2012, 04:20 PM

Usne chudwa di apni kasam dekar,
dosto ne pila di uski kasam dekar,
pi to itni pi ki ladkhada kar gir gaye,
dosto ne socha hum to mar gaye,
le ja rahe the hume kabristan,
raste mai padi ek sarab ki dukan,
maine kaha dosto do-char botal aur le lo apni kabra par baith kar piyenge,
khuda mangega jindgi ka hisab use bhi ek peg bana kar de denge.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com