Kuch es tarh dekha humay usnay,
ki hum aapnay say baykhabhar ho gaye,
lagha es tarah ki vo,
hamray aapno say ho gaye,
kya kare es dil ka ab,
jo es kadar tumpay mar mitha hai
ab humsay aur saha nahi jata,
tumaray bina raha nahi jata hai,
jab tum in aankho say ,
ogal ho jatay ho,
such kehta hu,"prince"
ji kay mar jata hu may,