Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kucch sher
Old
  (#1)
majnu78
Registered User
majnu78 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Mar 2005
Location: india
Rep Power: 20
kucch sher - 30th June 2005, 04:31 PM

doston aaj aap sab ki khidmat mein wo chand sher likh raha hoon jinhein poori ghazal ki soorat na de paaya........


"MUNSAFI CHAHTE HAIN AB KAATILON SE HUM,
RANG-E-HUNAR SEEKHTE HAIN AB JAHILON SE HUM.
KABHI SHAAN-E-TOOFAAN HUA KARTE THEY,
MAUJON KO DEKHTE HAIN AB SAAHILON SE HUM"


"UDAAS AANCHALMEIN SISKIYAAN SAMETE,
HAAM AAYI HAI MERI CHAUKHAT PE KHAMOSHIYAN LAPETE."



"MERE DINON NE SHAAM, RAATON NE SUBAH KE UJAALE NAHIN DEKHE,
MANZIL PE POOCHTE HO SAFAR HAAL, TUMNE MERE PAON KE CHHALE NAHIN DEKHE?"


my angel lost her wings.......
   
Reply With Quote
Hi!
Old
  (#2)
gumnam
Registered User
gumnam is on a distinguished road
 
gumnam's Avatar
 
Offline
Posts: 143
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi
Rep Power: 21
Hi! - 30th June 2005, 04:43 PM

Majnu Bhai,


"MUNSAFI CHAHTE HAIN AB KAATILON SE HUM,
RANG-E-HUNAR SEEKHTE HAIN AB JAHILON SE HUM.
KABHI SHAAN-E-TOOFAAN HUA KARTE THEY,
MAUJON KO DEKHTE HAIN AB SAAHILON SE HUM"


Agar Izaazat ho to aapke is khoobsoorat sher mein kuch lines Jorne ki himakat karna chahunga.....

Ummid hai aap ko bura nahi lagega........

"MUNSAFI CHAHTE HAIN AB KAATILON SE HUM,
RANG-E-HUNAR SEEKHTE HAIN AB JAHILON SE HUM.
KABHI SHAAN-E-TOOFAAN HUA KARTE THEY,
MAUJON KO DEKHTE HAIN AB SAAHILON SE HUM


Muddat hui ki khelte the hum bhi ghamo se,
Ab khelte hain dekho Dard-e-Dilon se hum.
Guzra wo daur jisme the hum 'Unke' Humsafar
'Jana kahan hain?' poochte hain Manzilon se hum"



Zaroor batayiyega ki kaisi lagi??


Thanks.......


----Gumnam
Take care to get what you like,
Or you will be forced to like what you get.
  Send a message via Yahoo to gumnam  
Reply With Quote
hmmmmm
Old
  (#3)
majnu78
Registered User
majnu78 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Mar 2005
Location: india
Rep Power: 20
hmmmmm - 30th June 2005, 09:57 PM

bohot khoob janaab gumnam sahab.
mere adhoore lafzon ko kuch aur behtar bana diya aap ne.

Muddat hui ki khelte the hum bhi ghamo se,
Ab khelte hain dekho Dard-e-Dilon se hum.
Guzra wo daur jisme the hum 'Unke' Humsafar
'Jana kahan hain?' poochte hain Manzilon se hum"

wwwwaaaaahhhhhhhhhhh!!!!!!!!!! bohot khoob


my angel lost her wings.......
   
Reply With Quote
Re: kucch sher
Old
  (#4)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: kucch sher - 1st July 2005, 12:01 AM

majnu78 ji

"MUNSAFI CHAHTE HAIN AB KAATILON SE HUM,
RANG-E-HUNAR SEEKHTE HAIN AB JAHILON SE HUM.
KABHI SHAAN-E-TOOFAAN HUA KARTE THEY,
MAUJON KO DEKHTE HAIN AB SAAHILON SE HUM"

kya baat hai hota hai yaisa bhi life mein jab kinare khade hoke ham woh manjar dekhte hai jinke kabhi ham bhi saath hote they.


"UDAAS AANCHALMEIN SISKIYAAN SAMETE,
HAAM AAYI HAI MERI CHAUKHAT PE KHAMOSHIYAN LAPETE."

wah yaisi shaam ki baat hi alag hai kyun ki kai baar khamohiyaa bahut khuch kah deti hai.



"MERE DINON NE SHAAM, RAATON NE SUBAH KE UJAALE NAHIN DEKHE,
MANZIL PE POOCHTE HO SAFAR HAAL, TUMNE MERE PAON KE CHHALE NAHIN DEKHE?" [/B][/QUOTE]

bahut khub aksar log apne chale hi dekhte hai bas.....
acha likha apne har sher
daad kubul karein
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#5)
majnu78
Registered User
majnu78 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Mar 2005
Location: india
Rep Power: 20
shukriya - 2nd July 2005, 11:42 PM

daad ke liye shukriya sakhi ji.

"koi bachne ka nahi, sabka pata jaanti hai.
kis taraf aag lagana hai, hawaa jaanti hai."


my angel lost her wings.......
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*sher( kucch apne kucch paraaye)* kuhulika Shayri-e-Dard 14 15th January 2006 02:21 PM
Kucch kam hai...! Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 15 9th January 2006 07:46 PM
Kucch Sher... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 16 11th March 2005 04:50 PM
Kucch nasha Pulkit_gupta Shayri-e-Ishq 11 4th November 2003 03:22 PM
Kucch Andhere Pulkit_gupta Shayri-e-Ishq 0 13th September 2003 12:03 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com