Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Humourous Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Coca cola ki bottle se bhaang pila di
Old
  (#1)
pursho
Registered User
pursho is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2013
Rep Power: 11
Talking Coca cola ki bottle se bhaang pila di - 26th September 2013, 05:30 AM


mere dost ne "coca-cola" ki botal se bhaang pila di,
jab police ka aana hua toh,
salle ne, kamre ki khidki se chlaang laga di,
"jail" mein kaidi se mulaqat ho gayi,
Thodi der baad usi se muqalat ho gayi,
jin aankho ko sajna tha "rayban" se,
vo sooj gayi uske ghoonse se,
khaana bhi na mila us din,
paet bharna pada bhoonse se,
meri "pocket" mein Rs 100 maa ki amaanat thi,
hay mera naseeb dekho..
vo 100 Rupey hi meri zamanat thi,
"jail" se bahar aate hi ,
kichad mein paer fasa,
jab-2 main kichad mein dhasa,
saamne khada mera dost khoob hasa,
paas ke "ATM" mein jab daala maine card.
Dil ko chchalli karne wala aaya message,
"That your card has been barred"
Itni mehmaan nawaazi ke baad,
apne shaher ki yaad aayi,
jis "bus" ka intezar tha, vo saadiyo baad aayi,
mera "hard luck", agli "seat" par usi dost ko paaya,
badi hi besharmi se, usne dosti ka haath badaya..
"Bus" aadhe raaste mein kharaab ho gayi,
hay RE Phir "coca cola" ki botal se sharaab ho gayi....
[/SIZE][/COLOR][/SIZE]

Last edited by pursho; 26th September 2013 at 05:38 AM..
   
Reply With Quote
coca cola ki bottle se bhaaang pila di
Old
  (#2)
pursho
Registered User
pursho is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2013
Rep Power: 11
Talking coca cola ki bottle se bhaaang pila di - 26th September 2013, 05:41 AM


mere dost ne "coca-cola" ki botal se bhaang pila di,
jab police ka aana hua toh,
salle ne, kamre ki khidki se chlaang laga di,
"jail" mein kaidi se mulaqat ho gayi,
Thodi der baad usi se muqalat ho gayi,
jin aankho ko sajna tha "rayban" se,
vo sooj gayi uske ghoonse se,
khaana bhi na mila us din,
paet bharna pada bhoonse se,
meri "pocket" mein Rs 100 maa ki amaanat thi,
hay mera naseeb dekho..
vo 100 rupey meri zamanat thi,
"jail" se bahar aate hi ,
kichad mein paer fasa,
jab-2 main kichad mein dhasa,
saamne khada mera dost khoob hasa,
paas ke "ATM" mein jab daala maine card.
Dil ko chchalli karne wala aaya message,
"That your card has been barred"
Itni mehmaan nawaazi ke baad,
apne shaher ki yaad aayi,
jis "bus" ka intezar tha, vo saadiyo baad aayi,
mera "hard luck", agli "seat" par usi dost ko paaya,
badi hi besharmi se usne dosti ka haath badaya..
"Bus" aadhe raaste mein kharaab ho gayi,
hay RE Phir "coca cola" ki botal se sharaab ho gayi....
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th September 2013, 06:44 PM

jin aankho ko sajna tha "rayban" se,
vo sooj gayi uske ghoonse se,
khaana bhi na mila us din,
paet bharna pada bhoonse se



hahahahahhahaa................. cant control laughing.... too good


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com