Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Introduction Forum

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yarane Bazm Aadab o Tasleemat
Old
  (#1)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
Yarane Bazm Aadab o Tasleemat - 18th July 2010, 01:49 PM

Yaarane Bazm Aadab o tasleemat ..Janab A mann Sajid ghayel sahab O Aslam noor Khan Sahab Mai mashkoor o mumnoo hon ke apne mujhe yahan aane ki dawat di .. mere liye ye Faqr ki baath hai ke mai is bazm ka hissa hon aur ap jaise faraq dil logon se taba dila-e-qayal karna ka sharf haseel ho raha hai jo ke mujh jaise talib e ilm ke liye Faqr ka Baais hai


Mera naam abdul qadeer toopchi hai ( Umr 27 saal ) , mai south india karanataka state ke eak chute se kazbe se taluq rakhta hon “Gulbarga Shareef”.. peshe se Project Administrator hon ,
Mera talimi miyar bus graduation , Gulbarga se hi maine talim hasil ki , pichle khuch salon se middle east me ghum raha hon , filhal “Makkah se Bilkul qareeb gahliban 60 kilometer ki doori pe eak chute se village me muqeem hon ,
Ab apne bare me aur khuch batane layaq shayad nahi bacha hai, allah sub ko khush rakhe ..


Talib e ilm

Qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
18th July 2010, 02:16 PM

Faqr ki baat to hamare liye hai Abdul Qadeer saheb jo aapne hame is layek samjha aur hamari guzarish par Mehfil me haziri di. Aap se bohat kuch seekhna hai........aapki bayani aur aapke kalaam dono apne aap me kamaal hai.

Hamari dosti hamesha salamat rahe Allah paak se bas yahi dua hai.....kabhi jane anjane me koi galti ho jaye to maaf kar dijiyega.

Aapka dost

Ghayel


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#3)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
18th July 2010, 03:05 PM

Quote:
Originally Posted by abdulqadeert View Post
Yaarane Bazm Aadab o tasleemat ..Janab A mann Sajid ghayel sahab O Aslam noor Khan Sahab Mai mashkoor o mumnoo hon ke apne mujhe yahan aane ki dawat di .. mere liye ye Faqr ki baath hai ke mai is bazm ka hissa hon aur ap jaise faraq dil logon se taba dila-e-qayal karna ka sharf haseel ho raha hai jo ke mujh jaise talib e ilm ke liye Faqr ka Baais hai


Mera naam abdul qadeer toopchi hai ( Umr 27 saal ) , mai south india karanataka state ke eak chute se kazbe se taluq rakhta hon “Gulbarga Shareef”.. peshe se Project Administrator hon ,
Mera talimi miyar bus graduation , Gulbarga se hi maine talim hasil ki , pichle khuch salon se middle east me ghum raha hon , filhal “Makkah se Bilkul qareeb gahliban 60 kilometer ki doori pe eak chute se village me muqeem hon ,
Ab apne bare me aur khuch batane layaq shayad nahi bacha hai, allah sub ko khush rakhe ..


Talib e ilm

Qadeertoopchi
Topchi bhayee . khush'amdeed , bas apni urdu yahi pe khatm ho jati hai

raabta kayam rakheN
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th July 2010, 02:00 PM

saaHeb:

aapka tah-e-dil se swaagat hai Shaa'iree Parivaar me.n..!

duaao.n ke saath ijaazat

aapka
~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Warm Welcome
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Smile Warm Welcome - 20th July 2010, 02:05 PM

Qadeer sahiib aapka SDC pariwaar mein suwagat hai, accha laga aapke bare meiN jaankar, aur ek baat....hume to aapki urdu samjani bahut mushkil hai, kuch kuch samaj aaye humne aapki kuch poetry padi hai SDC par hi, bahut umda likhtey haiN aap.

VIKAS jii ki baat se sahmat hoon ki apni urdu 2 lafzoN ke baad hi khatam ho jati hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th July 2010, 04:25 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
Topchi bhayee . khush'amdeed , bas apni urdu yahi pe khatm ho jati hai

raabta kayam rakheN

vikas bhai aadab ,,

,, khushamadeed eak aisa lafz hai jis ke aage khuch nahi kaha jaa sakta ,,ye jumla raqam karke apne mujhe jo izzath bakshi hai uske mai apka shukar guzar hon ,, Ap bade khush mizaj insaan maloom hote ho .. allah apko Hayat-e-javeedan ata kare ..




dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th July 2010, 04:28 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Qadeer sahiib aapka SDC pariwaar mein suwagat hai, accha laga aapke bare meiN jaankar, aur ek baat....hume to aapki urdu samjani bahut mushkil hai, kuch kuch samaj aaye humne aapki kuch poetry padi hai SDC par hi, bahut umda likhtey haiN aap.

VIKAS jii ki baat se sahmat hoon ki apni urdu 2 lafzoN ke baad hi khatam ho jati hai

Sunita Saheba aadab ,,

Ji mai jo language use karta hon wo urdu nahi hai ,, urdu kahan aur mai kahan ,, ye to hamari roz maraha ki zuban hai jo mai likhta raheta hon .. urdu sikhne ki koshish kar raha hon .. allah kare khuch sikh sakon . .. apko meri poetry achi lagi uske liye mai apka shukar guzar hon ..allah apko khush rakhe ...


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th July 2010, 04:30 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
saaHeb:

aapka tah-e-dil se swaagat hai Shaa'iree Parivaar me.n..!

duaao.n ke saath ijaazat

aapka
~Dhaval

Dhaval sahab aadab ,,

apka behad shukriya .. allah apko khus hrakhe ..

dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com