Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#1)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 25th April 2006, 10:35 PM

dear friends
aap sabhi ke saamne ek baar fir se hazir hun ek nai gajal lekar ummid karta hun pasand aayegi

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


aap sabhi ka ek gumnam saathi
anish_ekshayar


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
26th April 2006, 12:15 PM

Janaab..........aadaab....

yahi kahenge...dair aaye...durust aaye...

shayed saalo baad aapka yaha aana hua hai..

ye to ham bakhoobi jaante hai..aap ek manze hue shaayer hai..isliye aapke kalaam ki tareef karna mano suraj ko diya dikhana hai..ham pehle se hi aapki shayri k kaayel hai..lekin anish bhai..yaha shayri.com per kuchh alag hi daur chal nikla hai..sab apne apne circle walo ko hi resp. dete hai..isliye hamne to likhna chhor diya hai..yaha pehle jaisi mazedaari nahi rahi...

so dont demoralized urself due responses.

ok bye...take care...

apke shubhchinktak
   
Reply With Quote
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#3)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 26th April 2006, 04:58 PM

Quote:
Originally posted by anish_ekshayar
dear friends
aap sabhi ke saamne ek baar fir se hazir hun ek nai gajal lekar ummid karta hun pasand aayegi

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


aap sabhi ka ek gumnam saathi
anish_ekshayar


Anish

Dard saaf jhalak raha hai aapke kalaam se….iss par wah nahin karoongi.

Ek achi rachna par daad kabool kijiyega
Apna khayal rakhiyega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
Mushkan
Registered User
Mushkan is on a distinguished road
 
Mushkan's Avatar
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
Thumbs up hi - 27th April 2006, 04:59 AM

Hi anish

kaise ho bahote dino bade tume hara likha pada bhaote i aacha likha hia hamesha ki tarha nice work keep it up. iwill wait to read more.

mushkan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
27th April 2006, 12:18 PM

dear shubh jee

sabse pahle to aapka thnx ke aap yanha aaye or meri is rachna ko saraha.. dil se shukriya kabool kijiye, dear shayad aap sahi hain aajkal yanha har kisi ka ek circle ban gaya hai par isase fark nahi padta kyunki agar sirf daad hasil karne ke liye aap gajal likhte hain to aapki shayri shohrat kee mohtaj najar aayegi or usme wo hakikat nahi chhalk pati wo dard wo ahsaas kahin kho jate hain isliye dost aap sirf apni gajlon se is mahfil ko mahkate rahiye khushboo madhosh kar dene wali hogi to log khud b khud khiche chale aayenge kyun sahi kaha na to aap bhi kuchh apni rachnaye dobar is site par bhejen intjaar rahega


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
27th April 2006, 12:22 PM

dear wafa jee
thnx ke aapne meri ye rachna padhi or use saraha or iske liye bhi shukriya ke us dard ko mahsoos kiya jo is rachna main ghula hua tha jab shayar ka dard uski shayri main jhalke or use dusra bhi mahsoos kare to uski rachna ko naye ayam mil jate hain naye mayne mil jate hain to meri is rachna ko naye mayne dene ke liye dil se shukriya


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
27th April 2006, 12:23 PM

Anish

aapki yeh kaavish behad pasand aayi...ek umda rachna ke liye daad kubuul farmaayiye...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
27th April 2006, 12:26 PM

dear mushkan

tumhe yanha dekh kar mujhe bahut khushi hui tumne to ek dam rishta hee tod liya na koi mail na koi phone kya hua itni jyaada busy to tum nahi hogi ke doston ko yaad karna bhi bhool jao jaldi hee mail karna mera naya mail address hai anish.paliwal@gmail.com or han shukriya ke tum yanha aai or meri rachna ko pasnd kiya mail ka intjaar rahega


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
27th April 2006, 12:29 PM

dear parastaar jee

aapko bhi ham yaad hain ab tak or aap aaj bhi meri is rachna ko sarahne yanha aai shukriya ek shayar ko sachhi khushi tabhi hoti hai jab ek behad umda manja hua shayar uski rachana ko sarahe or meri rachna ko aap ne saraha ye to mere liye gorav kee baat hai is hunar ko or behatar karne kee koshish karunga aap hamesha hosla afjai ke liye saath to rahengi na????


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
27th April 2006, 04:49 PM

hi,
bahut acha likha hai aapne.saare hi ashaar bahut ache hai.likhte rahiye yunhin
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
hi - 29th April 2006, 05:20 PM

hi akelijaan jee
thnx ke aap yanha aaye or aapne is rachna ko tareef ke kabil samjha hamare ahsaason ko khubsurat banane main aapka bhi haaath hai kyunki kyunki koi bhi rachna padhne wale ko bhi achhi lagni chahiye warna usme alfaj bekar hee rah jate hain mahsoos karne wala na ho to ahsaas mar jaate hain bemayne rah jaate hain hai na????


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th April 2006, 07:36 PM

Anish bhaaii...


Bohat umda likha hai aap ne.. Matle par kaafiya durust kereNge to aur ravaani nazar aayegii....

Daad kabool kareN

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#13)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
29th April 2006, 07:52 PM

anish ji aapne apne dard ko bhaut khoob anzaaz mai likha hai saaf saaf padhne wala mahsson kar sakta hai

keep writing
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
30th April 2006, 10:26 AM

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


Hi Anish,

Bahut hi khoobsurat aashaar pehs kiye hain aapne... Really very well expressed.... Aise hi kucch kucch likhte rhaiye... aur share karte rahiye... khayal rakhiyega apna...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#15)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
30th April 2006, 12:47 PM

hi anjana rahi jee
thnx ke aapko mera likha pasand aaya or aapne iske liye meri hosla afajai kee shukriya


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
30th April 2006, 12:50 PM

hi shrdh
shukriya aapne is rachna ko saraha aap jaise doston ke liye hee aaten hain yanha aap jaise umda shayaron ke beech ham bhi apni rachna likh bhejte hain taki aap unhe or umda bana sake


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
30th April 2006, 12:53 PM

hi pulkit
thnx for reply me aapko ye gajal pasand aai to meri ye gajal bhi sarthak ho gai dost tumhe bahut din baad dekhkar khushi hui halanki main aajkal yanha kam hee aa pata hun par jab aata hun to aap doston ke yanha hone kee ummid rakhta hun aapne hamesha meri hosla afjai kee hai shukriya kabool kijiye dil se


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#18)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 2nd May 2006, 07:58 PM

Dear anish,

Itne din baad sahi, kuch tumhari aur se parh ke achha laga, waise to sabhi sher mujhe pasand aaye par yeh do sher khaas hai, aaise hi aate raho aur likhte raho.

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !


take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
3rd May 2006, 01:24 PM

anish ji maine pahle kabhi aap ke kalaam ko padha nahi,aaj padha to sach mai tasali hui aap ko padh kar, bahut dil se likhte hai aap,
bas aise hi likhte rahiye
aur ham aap ko padhte rahenge
aap ki agali post ka intazaar rahega
take care
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#20)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
hi - 3rd May 2006, 09:01 PM

hi anish ,its really great ,u hv donw well i like it ,keep it up .



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#21)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 9th May 2006, 05:18 PM

Quote:
Originally posted by anish_ekshayar
dear friends
aap sabhi ke saamne ek baar fir se hazir hun ek nai gajal lekar ummid karta hun pasand aayegi

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


aap sabhi ka ek gumnam saathi
anish_ekshayar




Anish ji apki ghazal ka bhi jawaab nahi..... kitna kucch keh deti hai apki ghazale

"Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

bas yu hin likhte rahiye

der se reply diya hai maafi


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#22)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
hi - 15th May 2006, 03:20 PM

dear Parul

tumhe yanha dekh kar khushi hui tumhe ye gajal pasand aai mujhe achha laga main nahi janta ke ye gajal kitni achhi lagi par agar wastv main aisi hai jo tum sabhi ke dil ko bhaye to meri gajal sarthak hai warna mere dil ke armaano kee tarah ye bhi bhujhi hui see ek rachana jaisi hai


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
15th May 2006, 03:28 PM

dear acharya jee

aap ne mujhe pahli bar padha chaliye aap hamari is mahfil main aaye to dear dil se shukriya kabool kijiye ke aap yanha aaye or hamari hosla afjai kee thnx


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
15th May 2006, 03:30 PM

dear aru
thnx for reply apka dil se aabhari hun ke aap yanha aaye or is rachna ko daad ke kaabil samjha


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
15th May 2006, 03:38 PM

dear shweta
sorry kahne jaroorat nahi hai or shukriya ke tumne fir se meri ek or rachna ko tareef ke kabil samjha dear thnx a lot for coming here and reply me pata hai aap dost jab meri kisi gajal ko padhkar apne dil se kahte hain wah to meri us rachna ko naye arth mil jaate hain in rachnao ko ya yun kaho dil se nikle in alfajon ko ek naya arth dene ke liye shukriya


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#26)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 15th May 2006, 05:59 PM

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


kya baat hai...!!
anish bhai..ek baar phir aapki kalam se ek jaandaar gazal...bahoot bahoot shukriya janaab apni itni sundar rachna se rub-ru karwane ke liye ..meri daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#27)
zarra
Registered User
zarra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Jan 2006
Rep Power: 0
16th May 2006, 09:21 AM

anishjee,
hum aapki shayree se waquif to nahee,par jab padhaa

"barbaadiyan kuchh kadar mujko nigal gayee,
bas naam se hee mere pathhar pighal pade.

to aapko daad dene chale aaye.aapki gazal is mehfil ko
mehka gayee. Daad kubuul kijeeye.......shukriya..intezar
rahega aapki aur gazlon ka.......zarra...
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
6th September 2006, 11:52 AM

hi manoj jee
sorry maine aaj itne dino baad apke post ka reply diya par main aaj bahut dino baad aaya hun is mahfil main aapko dekhkar ek baar fir khushi hui ke is rachana ko bhi aapne saraha or maine pahle socha tha shayad ye rachna itni achhi nahi ban padi hai kyunki manoj jee kee daad nahi mili par ab main santusht hun thnx for reply me





-----

dear zarra
aapke post ka late reply dene ke liye tahe dil se maafi mangta hun shukriya ke aapne mujhe or meri rachna ko is kabil samjha ke aap ne ise padha or ise kabool karte hue daad dee aap doston se hee anish_ekshayar aaj is mahfil main hai apki duaon kee hee jaroorat hai or aap sabhi kee dosti kee thnx for coming and reply


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !
Old
  (#29)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade ! - 6th September 2006, 01:59 PM

Quote:
Originally posted by anish_ekshayar
dear friends
aap sabhi ke saamne ek baar fir se hazir hun ek nai gajal lekar ummid karta hun pasand aayegi

Hasne laga tha aankh se aansoo chhalak pade !
Tanhaiyon main yaadon ke jangal sulag pade !

Jin raston pe aap mere saath chale the ..
Un raston pe aaj ham tanha hee chal pade !

Shayad ke unane mujhko abhi yaad kiya hai..
Dil mai na jaane kyun kain arma machal pade !

Kuchh aapki yaadon ke ujaale ubhar gaye
Kuchh Ham charag banke sar-e-shaam jal pade !

Barbaadiyan kuchh is kadar mujhko nigal gai
Bas naam se hee mere pathhar pighal pade !


aap sabhi ka ek gumnam saathi
anish_ekshayar
hi anish ji

badi hi umda shayri hai aapki .... aaj jab ye shayri top per aayi or main e aapko pahli baar pada... yakeen maniye bada accha laga or aapko daad dene k liye reply karne baith gaya....

bade hi khoob surat ehsaso ko apne lafzo se sajaya hai aapne bada gahra dard pesh kiya hai aapne dil se meri daad kaboor farmaiye.....

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#30)
anish_ekshayar
Registered User
anish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the roughanish_ekshayar is a jewel in the rough
 
anish_ekshayar's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Apr 2003
Location: Alwar (Rajasthan)
Rep Power: 24
hi - 10th September 2006, 06:26 PM

dear dilip jee
aapko mere ye ahsaas pasand aaye iske liye shukriya kabool kijiye aap jaise kuchh doston ke liye he is mahfil main pahli baar aaya tha aap jaise doston kee sohbat ne hame bhi shayar bana diya ......... jo likh pata hun us sab kee prerana yanhi se mujhe milti hai yanha ke sabhi doston ke tarah aap kee hosla afjai mili iske liye sukriya apne dard ko pesh kiya karta hun jaisa ban padta hai bhej deta hun ke aap sabhi ise parkh saken ek baar fir se shukriya ke aapne reply kiya or meri is rachna ko dil se kaboola


anish

tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko !
meri baat or hai maine to mohobbat kee hai !!


:) anish.paliwal@gmail.com:)
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Yaadon Main Shamil Hai Aaj Bhi... Aashique Shayri-e-Dard 11 26th July 2010 04:16 PM
Rimjhim gire sawan sulag sulag jaye man!Join Maham in this thread!!!!!!!!! MahamAzmi Anjuman-e-Shayri 27 3rd January 2010 12:08 PM
Yaadon ki boondon main Tausif shaikh Shayri-e-Dard 0 7th September 2005 04:25 PM
yaadon main basera tera sem Shayri-e-Ishq 2 12th March 2005 12:10 PM
tumhe dhoonda karte the jin tanhaiyon mein kabhi,hum khud unhi tanhaiyon mein goom ho punnu Shayri-e-Ishq 8 21st July 2003 05:25 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com