Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
To LAAZMI hai ye ki use bhi khud pe GUROOR hai...!!
Old
  (#1)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Exclamation To LAAZMI hai ye ki use bhi khud pe GUROOR hai...!! - 2nd February 2012, 10:10 AM

Dobara se likhna shuru karne me ek faayeda to jarur hua ki kam se kam ab khayaal aane lage, do din me doosri peshkash le kar haazir hun saamne, aur shayad ab tak ki ye meri sabse lambi peshkash bhi hai, to jyada torcher ke liye maafi maanguNga...


teri bewafaai kal parson ki baat lagti hai,, jo dekhta hun tasveer teri, to barson ki baat lagti hai,, ishq ke bostaa.N(upwan) me aaj sirf kaanton ka chaman hai,, dil laga ke usko todna hi shayad zamaane ka chalan hai,, zindagi me laga jo mushkilon ka mela hai,, na jane kyun har raahi akelaa hai,, ishq kyun dil ki zanjeer ho gayi,, shayad yun "ghayal" hona hi meri taqdeer ho gayi,, tujhse is kadar jo main door ho gaya,, lahoo me kalam dubaa kar chalane ko majboor ho gaya................


haan sach majboor ho gaya..............




Hum pe ab tak jo uski ek mulakaat ka shuroor hai,
To laazmi hai ye ki use bhi khud pe ghuroor hai.

Meri shakhsiyat me kuch to tera bhi zaroor hai,
Jo dekh sabhi kaheN tera mehboob magroor hai.

Adaayen bhi unki, hain unhi ki tarah ajeeb si,
Dil tod ke pooche jo vo, ki kya haal huzoor hai.

KhataayeN tujhse huiN, par likha to us khuda ne,
Yahi sochun begunaah kaun, kiska kasoor hai.

Tu bhi sang nukha chipi khelti hai saaye ki tarah,
Idhar to kabhi udhar, pass to kabhi kitni door hai.

Yaad ne aapki fir jo dil-o-dimaag pe dastak di hai,
Pakki baat hai ki kisi nek khabar ka zahoor* hai.

*Advent

Vo sawaal pooch ke hume bhi to aazmaye kabhi,
Kahunga manjoor hai,manjoor hai, manjoor hai.

Ye maah-o-mehtaab to saare faqeer haiN, yahaaN,
Inko bhi hui tujhse hi haasil ye tapish ye noor hai.

Andhera kaise ho un raahoN me, unki khaatir to,
Ab har sitaara bhi jugnu ban.ne ko majboor hai.

KyuN mil nahi paate do dil kabhi "taish" unme,
Kissa mohabbat ka yahaan jo bhi mashoor hai.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 2nd February 2012 at 10:14 AM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#2)
naren.786.rajput
Aaftab_Sarkar
naren.786.rajput has a spectacular aura aboutnaren.786.rajput has a spectacular aura about
 
naren.786.rajput's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Jan 2012
Location: Ahmedabad
Rep Power: 0
Love 3rd February 2012, 12:39 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Dobara se likhna shuru karne me ek faayeda to jarur hua ki kam se kam ab khayaal aane lage, do din me doosri peshkash le kar haazir hun saamne, aur shayad ab tak ki ye meri sabse lambi peshkash bhi hai, to jyada torcher ke liye maafi maanguNga...


teri bewafaai kal parson ki baat lagti hai,, jo dekhta hun tasveer teri, to barson ki baat lagti hai,, ishq ke bostaa.N(upwan) me aaj sirf kaanton ka chaman hai,, dil laga ke usko todna hi shayad zamaane ka chalan hai,, zindagi me laga jo mushkilon ka mela hai,, na jane kyun har raahi akelaa hai,, ishq kyun dil ki zanjeer ho gayi,, shayad yun "ghayal" hona hi meri taqdeer ho gayi,, tujhse is kadar jo main door ho gaya,, lahoo me kalam dubaa kar chalane ko majboor ho gaya................


haan sach majboor ho gaya..............

bahut hi umda ....



Hum pe ab tak jo uski ek mulakaat ka shuroor hai,
To laazmi hai ye ki use bhi khud pe ghuroor hai.

kyaa khayaal hai .... wah ...

Meri shakhsiyat me kuch to tera bhi zaroor hai,
Jo dekh sabhi kaheN tera mehboob magroor hai.

bahut khoob .... bahut khoob ....
Adaayen bhi unki, hain unhi ki tarah ajeeb si,
Dil tod ke pooche jo vo, ki kya haal huzoor hai.

dil se daad ..... ghayal kar diya ...
KhataayeN tujhse huiN, par likha to us khuda ne,
Yahi sochun begunaah kaun, kiska kasoor hai.

Tu bhi sang nukha chipi khelti hai saaye ki tarah,
Idhar to kabhi udhar, pass to kabhi kitni door hai.

Yaad ne aapki fir jo dil-o-dimaag pe dastak di hai,
Pakki baat hai ki kisi nek khabar ka zahoor* hai.

*Advent

Vo sawaal pooch ke hume bhi to aazmaye kabhi,
Kahunga manjoor hai,manjoor hai, manjoor hai.

Ye maah-o-mehtaab to saare faqeer haiN, yahaaN,
Inko bhi hui tujhse hi haasil ye tapish ye noor hai.

Andhera kaise ho un raahoN me, unki khaatir to,
Ab har sitaara bhi jugnu ban.ne ko majboor hai.

KyuN mil nahi paate do dil kabhi "taish" unme,
Kissa mohabbat ka yahaan jo bhi mashoor hai.

sabhi sher lajawaab hai ..... maza aa gyaa padh ke .... daad qubool kare ....
yu hi likhte rahiye ,,,, sada khush rahiye ....
Naren.


Narendra ...
Maine har gum khushi me daala he ..
Mera har ek chalan nirala he ..
Log jin hadso se marte he ' Aaftab '..
Mujhe un hadso ne paala he ..!!
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th February 2012, 08:00 PM

Wah,!!!......bohat khoob lucky ji.....................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
16th February 2012, 03:23 PM

Lucky ji ,
aapki ghazal ne dil loot liya
kai yaadein taza ho gayi isse padh kar

kya tareef kare sare aashar dil ki gahrai ko chu gayi

KhataayeN tujhse huiN, par likha to us khuda ne,
Yahi sochun begunaah kaun, kiska kasoor hai.

Tu bhi sang nukha chipi khelti hai saaye ki tarah,
Idhar to kabhi udhar, pass to kabhi kitni door hai.

mashaallah yeh sher to ghazab hai

Vo sawaal pooch ke hume bhi to aazmaye kabhi,
Kahunga manjoor hai,manjoor hai, manjoor hai.

daad dilse kabool kijiye

take care


:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
17th February 2012, 05:18 PM

kya baat hai
ustaad toh tum humeshahi ho....as always tumhari rachnayein mast hoti hai


likhte raho aise hi or ghayal dil ka marham dhundo...or yaar kuch pyar ishq mohabbat per bhi likho


taecaer


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
28th February 2012, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by naren.786.rajput View Post
sabhi sher lajawaab hai ..... maza aa gyaa padh ke .... daad qubool kare ....
yu hi likhte rahiye ,,,, sada khush rahiye ....
Naren.

Naren ji shukriya, jaan kar behad khushi hui ki aapko alfaaz pasand aaye, umeed rahegi ki aap aage bhi yuNhi saath nibhaate rahiyega...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
28th February 2012, 06:56 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah,!!!......bohat khoob lucky ji.....................

Shukriya zainy ji, aapne mujhe padha aur tareef ki to aapki tareef humare sar pe....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
28th February 2012, 06:58 PM

Quote:
Originally Posted by benuro_jiya View Post
Lucky ji ,
aapki ghazal ne dil loot liya
kai yaadein taza ho gayi isse padh kar

kya tareef kare sare aashar dil ki gahrai ko chu gayi

KhataayeN tujhse huiN, par likha to us khuda ne,
Yahi sochun begunaah kaun, kiska kasoor hai.

Tu bhi sang nukha chipi khelti hai saaye ki tarah,
Idhar to kabhi udhar, pass to kabhi kitni door hai.

mashaallah yeh sher to ghazab hai

Vo sawaal pooch ke hume bhi to aazmaye kabhi,
Kahunga manjoor hai,manjoor hai, manjoor hai.

daad dilse kabool kijiye

take care


aapki daad sar aankhoN pe muhtarmaa, waise jaan kar behad khushi hui ki meri panktiyaaN aapki yaadoN ko taazaa kar paayiN, bas yuNHi aage v saath nibhaate rahiyega....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
28th February 2012, 07:01 PM

Quote:
Originally Posted by kuhulika View Post
kya baat hai
ustaad toh tum humeshahi ho....as always tumhari rachnayein mast hoti hai


likhte raho aise hi or ghayal dil ka marham dhundo...or yaar kuch pyar ishq mohabbat per bhi likho


taecaer

D jhaad pe mat chadhaao, ustaad to chodo aap, abhi tak dhang se shaagird v nahiN ban paaya huN maiN, waise jaan kar mujhe bahut khushi hui ki itne waqt ke baad v aapko mere ehsaash aur alfaaz pasand aaye, bas aage v aap yuNhi saath nibhaati rahiyega...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com