Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
bewafa to nahi
Old
  (#1)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
bewafa to nahi - 23rd September 2007, 08:18 PM

tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
24th September 2007, 12:36 AM

aadab rahnumaa ji...

bahot khoob kia baat hai...apki pahli hi nazm ki...keep it up...




..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
24th September 2007, 05:11 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi
salaam rahnuma ji

sabse pehle main aapka yahan sawagat karta hun. umeed karta hun, k aage bi aapki kalam padne ko milegi.

aur janad, aapne to pehli hi post mein kamaal kar diya. bahut khub likha hai janab. daad hajir hai, kabul kijiye.

yuhin likte rahein aur khush rahein

aapka dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th September 2007, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi


Simply awesome!

Bohat khuub! beh'r-e-mutdariiq salim muccaman me.n aap kii yeh Ghazal bohat khuub hai! mujhe yeh Gahzal behad behad pasand aaye hai... dili daad aur mubaaraq baad deta huu.n, qubool keejiye!

is forum me.n aap ka swaagat hai!

mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#5)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
24th September 2007, 09:10 AM

bazm meiN aapka swagat hai miyaaN


aur aapki Ghazal bohat pasaNd aayi, bohat zyada pasaNd aayi, ummiid hai ke aapke aur kalaam bhi padhne ko mileNge


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
ni
Old
  (#6)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up ni - 24th September 2007, 12:55 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi
SALAAM...............Rehnuma ji...........Aap ka yanha isteqbal hai apko yanha dekhker bahut khushi hui aur haan apki gazal to bahut hi umda hai bahut pyare ehsaas pesh kiyen hain apne......unhi likhtey rahiye hame apki aurbhi shayri ka intezar rahega..........khush rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#7)
dheer
Registered User
dheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant futuredheer has a brilliant future
 
dheer's Avatar
 
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 35
26th September 2007, 11:38 AM

bahut khoob saHeb!!
aapkaa kalaam bahut pasand aayaa! daad qabool farmaaye
!
  Send a message via Yahoo to dheer  
Reply With Quote
urdu se muhabbat karne walon
Old
  (#8)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
urdu se muhabbat karne walon - 18th November 2007, 09:53 PM

ye meri paheli tahreer hai jo aap logo ne pasand farmaya tha aur mujhe hausla diya tha main un sab logon ka shukruguzar hun
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
18th November 2007, 11:08 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi


Adab arz hei ,

Jis shayer ko aaj tak Maham parhtee aarahee thee vo kabhi buahat khudsupurdagi liye nazar ata tha , kabhi buahat bekhudi , kabhi talkhee hotee uske ashaar mein kabhi shidat buahat jazbon mein kabhi buahat hidat ehsas mein

magar aaj jis shayer ko parha vo na jazbaat ki rau mein baha nazar aya , na kisi ki yaad mein duba , na hee pyar mein madhsoh ,

ye shayer bara sright fwd nazar aya

bauhat to the point ' matter of fact ' wala insan

jo saaf saaf baat kar raha hai

bina kisi narmi ke kisi chashni ke bina hee vo apni baat keh gaya hei

aur is shayer ka ye andaz se se zyada dil moh le gaya

kyun ke is seedhe saadhe stright fwd sache khare lehje mein baaree mohabat nazar ayee ,

'aar ya paar' walee kaifiyat aur kisi bhi romantic conversation se barh ke ye andaz e bayaan bauhat dil mein utar jata hei ke is mei shidat sachayee hotee hie ,


khub raha apka ye kalaam

aur tamaam kalamon ki maanind

daad haazir hei

qabul kjiye

Maham Azmi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 18
19th November 2007, 01:25 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi
wah! kya khoob likha hai aap ne!
sab se zyaada to ye achha lagaa:
kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi
wah! kya baat hai!


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
to ek dharkan
Old
  (#11)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
to ek dharkan - 19th November 2007, 09:33 PM

muaf kijiyega aapke nam sewakif nahi hun hausla afjai ka bahut bahut shukriya yun hi aate rahiye hamari koshish jari rahegi.........
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
19th November 2007, 09:50 PM

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi


Very Nice

Regards
sush


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
simran alam
Registered User
simran alam will become famous soon enoughsimran alam will become famous soon enough
 
simran alam's Avatar
 
Offline
Posts: 128
Join Date: Nov 2007
Location: kolkata (INDIA)
Rep Power: 18
19th November 2007, 11:20 PM

nice one keep it up
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#14)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 19th November 2007, 11:33 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi
bahut khoob likha hai rehnuma janaab aap ne, aap ka yeh kalaam jigar ke par ho gaya, behar se abhi tarha se mukammal is kaavish par dil se daad kabool kare, yunhii likhate rahe janaab

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th November 2007, 12:03 PM

rahnuma ji..........behad behad behad........khoobsurat lafazo.n se sajaya hai aapne gazal ko aur ahsaas to masha.allah....bahut khoob


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
sunita ji
Old
  (#16)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
sunita ji - 23rd November 2007, 10:41 PM

izzat afzai ka bahut bahut shukriya sunita ji
   
Reply With Quote
kahan
Old
  (#17)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
kahan - 21st February 2009, 10:42 PM

kahan kho gaye ham------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
22nd February 2009, 09:53 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
kahan kho gaye ham------------------

Ye ham kaise bataa sakte hain....zarur is duniya ki bheed me kho gaye honge shayed aap...just kidding..

aapki ghazal padhi ..bohat hi saade lafzon me bohat hi khoobsurat khayaal hai...yuhi likhte rahiye...yuhi mehfil me aaya karein..

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#19)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
27th February 2009, 05:03 PM

Wah Rehnuma ji, bahot hi ache ehsas pesh kiye hai aap ne,
take care
bye


koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#20)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
5th March 2009, 10:15 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi


acha likha hai aap ne likhte rahiye..................


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
6th March 2009, 12:17 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
tere bare me mujhko pata to nahi
aadmi mai bhi itna bura to nahi

kab talak mai tujhe maf karta rahun
aadmi hun koi dewta to nahi

kyun nigahen milane se darta hai tu
sach bata tu kahin bewafa to nahi

likhna daqdeer ka mere bas me nahi
nasle adam se hun mai khuda to nahi

janab kya khoob kaha hai aapne

daad dilse

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Subaah
Registered User
Subaah is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Feb 2009
Location: INDIA
Rep Power: 0
6th March 2009, 08:50 PM

behtareen peshkash hai yeh

subaah
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mein bewafa nahi nandan Shayri-e-Dard 1 16th May 2005 07:42 PM
bewafa wo nahi! nishant(delhi) Shayri-e-Sharaab 0 12th May 2005 02:14 PM
yuhi kabhi koi bewafa nahi hota nilofer17 Shayri-e-Dard 0 3rd July 2004 04:25 PM
inkar nahi muje bewafa kehlane se... dil_e_sikast Shayri-e-Dard 10 11th May 2003 02:01 PM
Bewafa hum nahi... pagal4u Shayri-e-Ishq 0 25th February 2002 10:32 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com