Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mera Ateet(Plz read it once)
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Question Mera Ateet(Plz read it once) - 29th March 2007, 09:40 AM

Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 27th September 2007, 09:33 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh

Hello Jasdeep Ji ...aaj aapki kaafi puraani post padhi ...aur iaska dard jaise dil ko chhu gaya ....

Jo mitta kar bhi mittaaya na jaaye .....jise tod kar bhi toda na jaaye .....aur bhool kar bhi jise bhulaaya na jaaye ..wohi rishta to sachcha rishta hota hai na ??? ....isi ko to pyaar kahete hai .....chaahe kisi bhi rishte ke liye ho.

par ummid karti hoon ki jo bhi rishta hai wo thik ho jaaye....aur fir se ek baar uan rishton mai pyaar ki khushbu mahek ne lage.....aur rishte har dum aapki zindagi mai pyaar ke rang bikhaire.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
wah
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up wah - 27th September 2007, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
Jasdeep Bhai Adaab..............................................
Aaj kal kya baat bhai aap kanha hai kya zyada masroof hain...............ab apke kalaam ki baat bahut pyara laga apka likha dil ko chulene wale ehsaas rahe ek umda kalaam per apke liye dilki gheraiyoun se nikli daad kubool ho khush rahiye........aap ka bhai


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#4)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
27th September 2007, 01:50 PM

Gudia G Namaskar and Kaashif G ko aadab.........


Aapne logo ne isse padha aur tareef ki iske liye bahut bahut shukriya....
Lekin main iske saath NOT MINE likhna bhool gaya tha......

Waise maine isse post karne se pehle yeh likha tha ke maine isse kahi se padha hai....

Par aap logo ki daad ke liye shukriya.......



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
27th September 2007, 03:27 PM

jasdeep kaise ho.....bahut dino se koi msg nahi...koi pm nahi...kaya jayada busy ho gaye ho ????

aapne bahut acchey ahsaas hamarey saath share kiye haiN.....sach meiN dil ko chu gaye...yu hi likhtey rahe...kush rahiye

keep in touch

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
tarun_ce
Dard-E-Dil..
tarun_ce will become famous soon enough
 
tarun_ce's Avatar
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Sep 2004
Location: Dubai
Rep Power: 0
28th September 2007, 02:17 PM

Hello Jasdeep ji,

jisne likha uske liye

is dard ka ek hee jawab nazar aata hei mujhe..ki jo log dil se pyar karte hei unke dil par kisi aur ka raaj ho jata hei..yani koi aakar unke dil ko rent par le leta hei

par jo log aatma ki gehraai se pyar karte hei wo hamaesha tadapte rehte hei..
wo pyar to kisi ko bhi kar sakte hei ..par pyar ki chahat sirf ek se karte hei.

aur ye banda unn logo mei se hei jo..........ruh ki gehraai se pyar karte hei.

words uss dard ko kam nahi kar sakte na hee kuch tarif us dard ko kam kar sakti hei...
but itna zaroor hei ki
dard ka hadh se guzarna to abhi baaki hei..
tune to bewafai karli ...mera bewafa hona abhi baki hei..



Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 28th September 2007, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
jasdeep ji sat sri akaal.....aapki koshish behad achi laggi har khyaal dil ke kareeb raha....bhut dil se likha gyaa ye kalaam dil ko chhu gyaa......yunhi likhte rahiyega......raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#8)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 30th September 2007, 03:32 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
Aadab jasdeep ji,
kaise hain aap?

wah wah kya baat hai jasdeep ji,
kya kahe hum aapse?

sach yakin maniye is nazam ne hamare dilko chhu liya,

bohot hi pyarisi koshish aapne post ki hai,
jise padh kar ye mehsus hua,ke nazmo me b jaan hoti hain,

thnx

apna khayal rakhiye,
khush rahiye.
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
akhilesh gupta
Registered User
akhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to beholdakhilesh gupta is a splendid one to behold
 
akhilesh gupta's Avatar
 
Offline
Posts: 116
Join Date: Sep 2007
Location: Delhi
Rep Power: 24
30th September 2007, 05:29 PM

vaise to mai shayri.com ke liye bahut naya hun par aapki shayri padkar laga ki mera dil aavaj de raha hai likhte rahiye
  Send a message via Yahoo to akhilesh gupta  
Reply With Quote
Old
  (#10)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
30th September 2007, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hiiii to all

Shukarguzar hun apka jo apne mere nagmo ko saraha. apke sahmne ek nazrana pesh karna chahta hu jo sach mein hi apke dil ko dehla ke rakh dega. Maine jab ise pada to maano yeh mujhe har lafz mein se kuch na kuch keh raha ho. ab apke nazar kar raha hun. umeed hai ki apko pasand ayega!!!!

"Muddat ho gayi un tanhayion ko guzre, aaj bhi in aankhon mein woh khamoshiyan kyon hai,
Chun chun kar jiski yaadon ko apne jeevan se nikala maine, mere dil par aaj bhi uski hukumat kyon hai,
Tod diya jisne yakeen mohabbat se mera, woh shaks aaj bhi pyaar ke kaabil kyon hai,
Raas na aayi jisko chahat meri, Aaj bhi woh mere din aur raat mein shaamil kyon hai,
Khatam ho gya jo rishta woh aaj bhi saans le raha hai, mere vartmaan mein jeevit woh aaj bhi mera ateet kyon hai"

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
Bahut khoob Jasdeep ji...

Dard se bhare aapke yeh ehsaas dil ko choo gaye..

Dua humesha yehi rahegi, ki aap humesha khush rahein!

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ateet Da shor... DeepakKhetarpal Punjabi Poetry 4 23rd April 2010 03:12 AM
kal tak tera ateet ka lamhaa tha mai ajay nidaan Shayri-e-Dard 0 14th November 2009 09:27 AM
Samandar Re! Mera Ateet.... vikramjethi Hindi Kavitayen 2 17th October 2009 10:07 PM
~~**aTeEt kI pARchAI**~~ aapki_anamika Shayri-e-Dard 7 14th April 2006 01:34 PM
ateet mani_unique Shayri-e-Ishq 2 3rd June 2005 12:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com