Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate…..
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate….. - 18th November 2008, 04:35 PM



Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Aisa nahi hai ke badal gaya hun main
Par apni hi nafrat se darr gaya hun main
Neki kar to deta hun aaj bhi bina samjhe
Par jataane ke mujhko andaaz nahi aate,

Woh geet tha kabhi jo gaaya jata tha labon se,
Ab un nagmo se hun jo bhoole se bhi yaad nahi aate

Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate

Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate

Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate…..



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th November 2008, 09:35 PM

jasdeep ji bohat ache ahsasaat hain ye sher bohat pasand aya....................

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,


likhte rahiye...............


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th November 2008, 10:33 PM

Dear Jasdeep...............kaya khoob likha hai aapne, ahsaas bahut acche lage, mujhe pata hai aap aise hi ho jaisa aapne likha hai, par bhai aaj jis daur se hum guzar rahe haiN yahaN kisi ko bhi doosre ke ahsaaso.n ki fikar nahi hai, har koi har baat mein apna fayada dekhta hai....so etna hi kahna chahuNgi ki khud ko badal lijiye, ab bhi waqt hai......! aapki shayri bahut acchi lagi....yoon hi likhtey rahiye.


god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 19th November 2008 at 09:35 AM.. Reason: spelling mistake
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
lalwanibhagwan
Registered User
lalwanibhagwan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 20
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 0
18th November 2008, 10:51 PM

wah wah jasbeer bhai kya andaz hai bahut pasand aaya

dua ki aap aise hi likhte rahiye

bhagwan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th November 2008, 11:45 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
jasdeep ji bohat ache ahsasaat hain ye sher bohat pasand aya....................

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,


likhte rahiye...............

Bahut bahut shukriya...........



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#6)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th November 2008, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Jasdeep...............kaya khoob likha hai aapne, ahsaas bahut acche lage, mujhe pata hai aap aise hi ho jaisa aapne likha hai, par bhai aaj jis daur se hum guzar rahe haiN yahaN kisi ko bhi doosre ke ahsaaso.n ki fikar nahi hai, har koi har baat mein apna fayada dekhta hai....so etna hi kahna chahuNgi ki khud ko badal lijiye, ab bhi waqt hai......! aapki shayri bahut acchi lagi....yoon hi likhtey rahiye.


god bless u
Sunita G Namaskar

Shukriya aapko hamara likha hua pasand aya.. aur aapka bahut shukarguzaar hun ke aapne mujhe samjha aur sahi salah di....

Koshish karunga ke jald hi khud ko aise andaaz mein badal saku ke aasani se kisi se hurt na ho saku...

Shukriya.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#7)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th November 2008, 11:49 AM

Quote:
Originally Posted by lalwanibhagwan View Post
wah wah jasbeer bhai kya andaz hai bahut pasand aaya

dua ki aap aise hi likhte rahiye

bhagwan
Bahut bahut Shukriya Bhagwan G

par ek baat ki aapse guzaarish karna chahunga...

Mera naam "jasbeer" nahi "Jasdeep" hai. umeed hai aap isse agli baar se sahi likha karnege..

Khush rahiye hamesha.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th November 2008, 09:31 AM

Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate


Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate


BAHUT KHOOBSURAT EHSAAS HAIN.............

ZAINY




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th November 2008, 11:44 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate

Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate


BAHUT KHOOBSURAT EHSAAS HAIN.............

ZAINY
Bahut Bahut Shukriya Zainy g.....



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
26th November 2008, 01:03 AM

jasdeep ji

bhaut khubsurti se apne jajbaat bayaan kiye hai...dili daad kubul farmaaye


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
26th November 2008, 04:56 PM

Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Ehesaas achha laga .................daad ke saath

Diya




Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
26th November 2008, 07:04 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post


Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Aisa nahi hai ke badal gaya hun main
Par apni hi nafrat se darr gaya hun main
Neki kar to deta hun aaj bhi bina samjhe
Par jataane ke mujhko andaaz nahi aate,

Woh geet tha kabhi jo gaaya jata tha labon se,
Ab un nagmo se hun jo bhoole se bhi yaad nahi aate

Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate

Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate

Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate…..
dear jasdee
tumhaara kalam bada hi pyaara laga aur yakeenan main chahta hoon tum is waqt jaise ho waise hi raho. duniya ke dar se ye nek niyati nnahi chhodo...
poori nazm per daad

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#13)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th June 2009, 11:56 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
jasdeep ji

bhaut khubsurti se apne jajbaat bayaan kiye hai...dili daad kubul farmaaye

Hello Sakhi g,

aaj bade din baad zindagi ke kuch puraane panne farol raha tha to meri nazar meri iss post pe aapke reply pe padi.

Muaafi chahta hun ke itni der se reply kar raha hun.

Aapne hamein padha aur reply kiya uske liya bahut bahut shukriya.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#14)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th June 2009, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Ehesaas achha laga .................daad ke saath

Diya
Hello Diya G

jaisa ke maine upar wali post mein Sakhi g se deri se reply ke liye muaafi maangi to aapse bhi yehi darkhaast hai.
Kaam mein kuchh is kadar busy tha ke iss post ko check karne ka mauka hi nahi mila.

Aapki daad ke liye dil se shukriya....



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
24th June 2009, 12:00 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post


Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Aisa nahi hai ke badal gaya hun main
Par apni hi nafrat se darr gaya hun main
Neki kar to deta hun aaj bhi bina samjhe
Par jataane ke mujhko andaaz nahi aate,

Woh geet tha kabhi jo gaaya jata tha labon se,
Ab un nagmo se hun jo bhoole se bhi yaad nahi aate

Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate

Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate

Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate…..
waah..pehli baar aapko yahan padha hai..behad umda lagi mujhe aapki yeh nazm...kuch meri haqeeqt ke kareeb rahe aapke ehsaas...dil se daad deta hun dost...aapko khushaliyon ke khwaab bhi aayen..aur woh khwaab haqeeqt maiN tabdil ho jaaye

aapka dost,

Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th June 2009, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
dear jasdee
tumhaara kalam bada hi pyaara laga aur yakeenan main chahta hoon tum is waqt jaise ho waise hi raho. duniya ke dar se ye nek niyati nnahi chhodo...
poori nazm per daad

dilip

Hello diplip G,

Sakhi g aur Diya g ki tarah aapse bhi deri se reply karne ke liye muaafi chahta hun.
par apka reply karne mein maine der kar di aur khud ko thoda bahut badalne ki koshish shuru kar chuka tha.

Insaan ki basic nature jaisi hoti hai woh waise hi rehti hai kabhi change nahi ho paati.
Jyada to nahi par shayad thoda sa to change ho gya hun main.

aur aapke iss pyaar bhare reply aur salah ke liye shukriya.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#17)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
24th June 2009, 08:16 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post


Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,

Log to ab bhi dil tod dete hain jane anjaane mein
Par mayoosiyon ke mujhko ab khyalaat nahi aate,

Aisa nahi hai ke badal gaya hun main
Par apni hi nafrat se darr gaya hun main
Neki kar to deta hun aaj bhi bina samjhe
Par jataane ke mujhko andaaz nahi aate,

Woh geet tha kabhi jo gaaya jata tha labon se,
Ab un nagmo se hun jo bhoole se bhi yaad nahi aate

Dosti zakhm se hi jab ho gayi hai to dard kaisa
Yeh woh ghaav hai jispe koi marham kaam nahi aate

Neend to aaj bhi utni hi hai raaton ko “Jasdeep”
Par khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate

Khushaliyon ke ab mujhko khwaab nahi aate…..


chaliye reply ke bahane hi sahi....
aapki is nazm ko padne ka mauka to mila....

"Log poochhte hain ke kyun likhte nahi ho aaj kal?
Main kehta hun ke likhne ke liye jazbaat nahi aate,"


kuch kahun??? gar bura na maane to????

"dard na hota, jazbaat na hote, mayusiyon ke agar khayalat na hote....
to na hoti bazm mein is nazm se raunak, aur guftgu ke haalaat na hote..."


bahut hi umda ehsaas.....
likhte rahiyega....
aapki dost
nisha


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
24th June 2009, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post

"dard na hota, jazbaat na hote, mayusiyon ke agar khayalat na hote....
to na hoti bazm mein is nazm se raunak, aur guftgu ke haalaat na hote..."

aapki dost
nisha
Jasdeep ji aweosome nazm hai...

Kya baat hai Nisha,

Bahut hi khoob....... Ye mera jawaab

Zakhm bhi aur Dard bhi hai, seene mein bhi tadapti pyaas hai
Mere seene mein dehekti aag se, buland bhi meri awaaz hai
Shauk bhi hai meri kalam ko, likhne ka kalaam-e-ruswaayi
Ye bebas kaafir par likhe bhi kaise, "Toot chuka Ehsaas hai"
Teri bewafaayi meri maut sitamgar, "Toot chuka Ehsaas hai"

"Toot chuka Ehsaas hai"

Reps+++ added for both Jasdeep and Nisha.....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th June 2009, 09:41 PM

JasdeeP jii AadaaB,

Aapke ahsaas dil ko chu gaye bahut hi umda likha hai aapne,
aapki tehreer aur bayan wakai nirala laga, apko padhker khushi hui..

aate rahiye aur likhate rahiye...
Khush rahiye khuda hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
24th June 2009, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Jasdeep ji aweosome nazm hai...

Kya baat hai Nisha,

Bahut hi khoob....... Ye mera jawaab

Zakhm bhi aur Dard bhi hai, seene mein bhi tadapti pyaas hai
Mere seene mein dehekti aag se, buland bhi meri awaaz hai
Shauk bhi hai meri kalam ko, likhne ka kalaam-e-ruswaayi
Ye bebas kaafir par likhe bhi kaise, "Toot chuka Ehsaas hai"
Teri bewafaayi meri maut sitamgar, "Toot chuka Ehsaas hai"

"Toot chuka Ehsaas hai"


jawaab ke liye shukriya....
bura na maane to meri or se bhi kuch pesh hai....

"ehsaason ke bikharne aur kalam ke sambhalne mein faasla bas itna hai...
dard se zakhm aur uski bewafai se meri maut ka faasla jitna hai...

haan uske sitam saare sar-e-aam main bhi kar saki hun...
par dil rok leta hai haatho ko, kya karein??? usse pyaar jo itna hai...."


aapki dost
nisha


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
25th June 2009, 01:00 AM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
jawaab ke liye shukriya....
bura na maane to meri or se bhi kuch pesh hai....

"ehsaason ke bikharne aur kalam ke sambhalne mein faasla bas itna hai...
dard se zakhm aur uski bewafai se meri maut ka faasla jitna hai...

haan uske sitam saare sar-e-aam main bhi kar saki hun...
par dil rok leta hai haatho ko, kya karein??? usse pyaar jo itna hai...."

aapki dost
nisha
Lajawaabbbb...... Pesh-e-khidmat chand alfaaz:

Haal-e-bayaan zakhm-e-dard, maine bhi alfaaz likhe
Riste Lahoo ki boondo se, ik kitaab saja di maine
Ik aisi gazal sunn ke jise, royi thi woh kabhi...
Ik woh hi gazal duniya ki nazaro.n se chipa li maine


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#22)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
25th June 2009, 07:35 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Lajawaabbbb...... Pesh-e-khidmat chand alfaaz:

Haal-e-bayaan zakhm-e-dard, maine bhi alfaaz likhe
Riste Lahoo ki boondo se, ik kitaab saja di maine
Ik aisi gazal sunn ke jise, royi thi woh kabhi...
Ik woh hi gazal duniya ki nazaro.n se chipa li maine


haay..... ab iske aage aur kya kahein????
bas itna....

"ek gazal ko chupa liya, aur socha tumne tanhaaii apne naam kar di???
shabdon ne to raaz chupa liya, afsos!! tumhari nazron ne bewafai kar di..."


bahut saari duaaon k saath...
aapki dost
nisha


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
26th June 2009, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
haay..... ab iske aage aur kya kahein????
bas itna....

"ek gazal ko chupa liya, aur socha tumne tanhaaii apne naam kar di???
shabdon ne to raaz chupa liya, afsos!! tumhari nazron ne bewafai kar di..."

bahut saari duaaon k saath...
aapki dost
nisha

Nisha aap bahut achha likhte ho......

Meri badkismati ke,,,,,,

Kaise karti wafa, ye Nazrein batao zara
Inme bhi toh basa tha, unka hi chehra,
Dil bhi tha pathhar, aur woh bhi harjaayi tha
Mere mashooq ka mazhab, Bewafayi tha.....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#24)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
27th June 2009, 09:34 AM

jasdeep jii

howz u?
bahut hi khoobsuraat lagii aapki ghazal

likhte rahye

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Nahi Aate GOPALKDAS Ghazal Section 2 17th July 2008 06:00 PM
Khaw nahi aate hai........... aryanvishu Shayri-e-Dard 4 22nd April 2007 08:26 PM
tum har waqt yaad aate ho mujhko.... umeed Shayri-e-Ishq 3 18th November 2006 11:32 AM
woh sagar hoon jiska kinara nahi,kisi ka bhi mujhko sahara nahi jasleen Shayri-e-Dard 18 4th February 2005 07:23 PM
NAZAR nahi aate........... KunaaL Shayri-e-Dard 14 8th November 2004 10:47 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com