Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Nakamyab Dosti
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Nakamyab Dosti - 28th March 2007, 10:32 AM

App logo ka shukarguzar hun ki apne mera pehla kalaam "TANHAIYAN" pada aur daat bhi di. koshish karuga ki apne dil ke jazbaaton ko kuch is tarah byaan kar pau ki woh apke dilon ko chhu jayein. Apni nakaam dosti ko alfaazon mein byan karne ki koshish ki hai aur apke madde nazar kar raha hun

Aye dost tujhe meri dosti, us waqt tadpayegi,
Jab zindagi ki har mehfil, tujhe tanha chhod jayegi,
Tab karoge zikar hamara bhi kisi se tum,
Magar tab ham nahi hamari yaad hi reh jayegi

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Smile 28th March 2007, 11:11 AM

Aye dost tujhe meri dosti, us waqt tadpayegi,
Jab zindagi ki har mehfil, tujhe tanha chhod jayegi,
Tab karoge zikar hamara bhi kisi se tum,
Magar tab ham nahi hamari yaad hi reh jayegi




HI JAsdeep..

Achha likhte hain aap...U know what,, 1 thing I hate the most is that some one comes over and tries to find a fault in what I have written or tries to correct it. Aapki feeling lajawaab hain par phir bhi padhkar aisa laga ki agar is sher ko main likhta to kuch aisa hota....

Aye dost tujhe meri dosti, us waqt yaad aayegi,
Jab zindagi ki har mehfil, tujhe tanha chhod jayegi,
Tab karoge zikar hamara bhi kisi rehguzar se tum,
Magar tab ham to nahi,bas,hamari parchayi reh jayegi......

Agar kuch bura lage to maaf kar dena dost par aisi gustakhi sirf isiliye ki kyonki padd kar laga ki dosti kabhi tadpa nahin sakti aur agar kuch tadpaye to wo dosti nahin ho sakti...

Thanx Buddy....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
28th March 2007, 11:26 AM

hi amit

Thanx for giving suggestions. but maine to apko pehle hi kaha hai ki aap behtreen shayar hai aur jis jagah pe khade ho kar aap is nagme ko soch rahe hai ho sakta hai shayad woh ek alag nazariya hai par maine is ko us bewafa ko yeh batane ke liye likha hai ki ab uske chahte hue bhi main use nahi mil sakta shayad aap agar pehli aur aakhri line pe gaur farmayein to shayad apko is nagme mein kuch alag sa nazar aaye jo maine dekha hai.

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Cool 28th March 2007, 11:58 AM

I can understand that dost...
Aur haan main behtreen shayar nahin hoon. Balki main to shayar hi nahin hoon. Ye to kuch ehsaas hain jinhe alfaaz dena achha lagta hai.....

Meri koi mehbooba bewafa nahin
Phir bhi bewafaai ki baat karta hoon
Ashq maine kabhi nahin bahaya
Phir bhi ye halaat samajhta hoon
Gunah sehna meri fitrat nahin
Na hi meri mashooqa harjaai hai
Par shaayad ye bewafaai ka jazba
Mere hi ateet ki parchayi hai.

Sach kahoon to bewafaai to maine ki hai aur wo bhi na jane kitne hi logon ke saath....
Maza Aata Hai....


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th March 2007, 12:52 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
App logo ka shukarguzar hun ki apne mera pehla kalaam "TANHAIYAN" pada aur daat bhi di. koshish karuga ki apne dil ke jazbaaton ko kuch is tarah byaan kar pau ki woh apke dilon ko chhu jayein. Apni nakaam dosti ko alfaazon mein byan karne ki koshish ki hai aur apke madde nazar kar raha hun

Aye dost tujhe meri dosti, us waqt tadpayegi,
Jab zindagi ki har mehfil, tujhe tanha chhod jayegi,
Tab karoge zikar hamara bhi kisi se tum,
Magar tab ham nahi hamari yaad hi reh jayegi

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
bahut hi khub raha dil chho gya hai ji...
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#6)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
29th March 2007, 09:23 AM

hiii sakhi

thanx a lot dear.
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Ye Dosti Tere Dam Se...Dosti Film :)** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 4 12th March 2011 01:15 AM
*Meree Dosti Meraa Pyaar~Dosti-1964** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 6 15th October 2007 03:29 AM
aye dosti teri dosti.............. rooswa_zindagi Aapki Shayri 0 29th September 2006 03:29 PM
Dosti Dosti Kya Laga Rakha hai! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 3rd November 2004 11:50 AM
Dosti gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 20th October 2004 03:04 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com