Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Bas Yahi Hai Dosti" (Belated Friendship Day's)
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Love "Bas Yahi Hai Dosti" (Belated Friendship Day's) - 10th August 2007, 11:15 AM

Pyaare dosto aaj phir se haazir hoon aap sab ke sahmne.
“Friendship day” ke mauke par maine kuch likhne ki koshish ki thi par kuch lines likh kar ruk gaya tha aur wohi lines maine isi parivaar ki sabki pyaari member Gudia G ko sunayi thi aur jaise ke aap sab waakif hai unke ehsaason se, unke shabdon se, bas unhone in lines ke aage bahut achhi lines likhi hai aur isse mukammal kiya hai. Main isse aap sab ke sahmne rakhna chahunga….



Sapano mein jo dekhi thi kabhi,
Wo haqeeqat hai dosti.
Ki hogi kuch achchhaaiyaan maine,
Jiski keemat hai yeh dosti.
Hui uski inaayat ki,
Humaari zindagi mai shaamil hai dosti.
Khushiyaan hi khushiyaan faili hai har lamha,
Jiski niyaamat hai dosti.
Jiski badaulat dagte nahi kabhi kadam hamare,
Wo saathi hai dosti.
Jahaa andheron mein bhi ujiyaala dikh jaaye,
Woh roshani ki kiran hai dosti.
Aankhon se behte aansuon mein bhi khushiyaan banke Chaand Taare Tim-Timaaye,
Wo saugaat hai dosti.
Har rishtey ki jo buniyaad banaaye,
Wo shabd hai yeh dosti.
Har mushkil mein jo saath nibhaaye,
Wo ek rishta hai dosti.
Jiski sachchaai se kaayam hai jahaan mai roshani sachchaai ki,
Wo naam hai dosti.
Jahaa hota hai imtehaan Bhagt aur Bhagwaan ke rishton ka,
”Gudia” aur "Jasdeep" Us jahaan mein har imtehaan se guzar leti hai yeh dosti.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi

Last edited by jasdeephere; 10th August 2007 at 11:23 AM..
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
tarun_ce
Dard-E-Dil..
tarun_ce will become famous soon enough
 
tarun_ce's Avatar
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Sep 2004
Location: Dubai
Rep Power: 0
10th August 2007, 03:00 PM

bahot khoob likha hei jasdeep ji.

sirf dosti ek aisa rishta hei jo sabse jyada khoobsurat hei.
dosti wo lamha hei...jisme ham apne saarei gam bhul jate hei
dosti wo jasba hei jo hamei ek taqat deta hei
ham apne dil ki baat kisi se keh sake ya na kahei...par saccha dost..bina kahei sun leta hei..

Regards,

Tarun
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up nice - 10th August 2007, 03:21 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Pyaare dosto aaj phir se haazir hoon aap sab ke sahmne.
“Friendship day” ke mauke par maine kuch likhne ki koshish ki thi par kuch lines likh kar ruk gaya tha aur wohi lines maine isi parivaar ki sabki pyaari member Gudia G ko sunayi thi aur jaise ke aap sab waakif hai unke ehsaason se, unke shabdon se, bas unhone in lines ke aage bahut achhi lines likhi hai aur isse mukammal kiya hai. Main isse aap sab ke sahmne rakhna chahunga….



Sapano mein jo dekhi thi kabhi,
Wo haqeeqat hai dosti.
Ki hogi kuch achchhaaiyaan maine,
Jiski keemat hai yeh dosti.
Hui uski inaayat ki,
Humaari zindagi mai shaamil hai dosti.
Khushiyaan hi khushiyaan faili hai har lamha,
Jiski niyaamat hai dosti.
Jiski badaulat dagte nahi kabhi kadam hamare,
Wo saathi hai dosti.
Jahaa andheron mein bhi ujiyaala dikh jaaye,
Woh roshani ki kiran hai dosti.
Aankhon se behte aansuon mein bhi khushiyaan banke Chaand Taare Tim-Timaaye,
Wo saugaat hai dosti.
Har rishtey ki jo buniyaad banaaye,
Wo shabd hai yeh dosti.
Har mushkil mein jo saath nibhaaye,
Wo ek rishta hai dosti.
Jiski sachchaai se kaayam hai jahaan mai roshani sachchaai ki,
Wo naam hai dosti.
Jahaa hota hai imtehaan Bhagt aur Bhagwaan ke rishton ka,
”Gudia” aur "Jasdeep" Us jahaan mein har imtehaan se guzar leti hai yeh dosti.
AADAB JASDEEP SAHAB............Wah janab kya khoob dosti ke jazbe ko aur apne ehsaasat ko bade hi khubsoorat alfaz diye hai apne apka yeh kalam hume dil azeez laga.unhi likhte rahiye aur hame padne ka mouka detey rahiye apka dost kashif


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#4)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
10th August 2007, 04:48 PM

VERY NICE JASDEEP AND GUDIAJE.....aap dono ne dosti ke ehsaas ko bahut acche se pesh kiya hain................

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
10th August 2007, 05:07 PM

bahut khub jasdeep ji and gudia ji. bahut aarse k baad hai humne aapko, jasdeep ji, par kya khub likha hai. aishe ehsaason ko lafzom mein likhna baht muskil hai, aur apne to en shabdon ko, bahut hi khoobsurti mein paroya hai. aapke yeh ehsaas dil k bahut kareeb hain. aur Gudia ji ne b bahut acha saat diya hai aapka. yuhin likte rahein aur khush rahein.

aapka dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#6)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 27th September 2007, 07:36 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Pyaare dosto aaj phir se haazir hoon aap sab ke sahmne.
“Friendship day” ke mauke par maine kuch likhne ki koshish ki thi par kuch lines likh kar ruk gaya tha aur wohi lines maine isi parivaar ki sabki pyaari member Gudia G ko sunayi thi aur jaise ke aap sab waakif hai unke ehsaason se, unke shabdon se, bas unhone in lines ke aage bahut achhi lines likhi hai aur isse mukammal kiya hai. Main isse aap sab ke sahmne rakhna chahunga….



Sapano mein jo dekhi thi kabhi,
Wo haqeeqat hai dosti.
Ki hogi kuch achchhaaiyaan maine,
Jiski keemat hai yeh dosti.
Hui uski inaayat ki,
Humaari zindagi mai shaamil hai dosti.
Khushiyaan hi khushiyaan faili hai har lamha,
Jiski niyaamat hai dosti.
Jiski badaulat dagte nahi kabhi kadam hamare,
Wo saathi hai dosti.
Jahaa andheron mein bhi ujiyaala dikh jaaye,
Woh roshani ki kiran hai dosti.
Aankhon se behte aansuon mein bhi khushiyaan banke Chaand Taare Tim-Timaaye,
Wo saugaat hai dosti.
Har rishtey ki jo buniyaad banaaye,
Wo shabd hai yeh dosti.
Har mushkil mein jo saath nibhaaye,
Wo ek rishta hai dosti.
Jiski sachchaai se kaayam hai jahaan mai roshani sachchaai ki,
Wo naam hai dosti.
Jahaa hota hai imtehaan Bhagt aur Bhagwaan ke rishton ka,
”Gudia” aur "Jasdeep" Us jahaan mein har imtehaan se guzar leti hai yeh dosti.

Hello Jasdeep ji, Dair se aane ke liye aapse maafi chaahate hai. Aapne jo likha hai wo kaabile tareef hai ..humne to bas sirf chand lafzon ko add kiya hai ..par Buniyaad to aap hi ki rakhi hui hai ...... Aur gar aapke ehsaas na hote to hum to ek lafz bhi likh nahi paate iasme.

Aur iasi ke saath hum yeh duaa bhi karte hai ki aap jaise dost is duniya mai har kisi ko mile ..... aur bhagwaan ji humaari dosti par apani rahem nazar banaaye rakhe. Yunhi likhate rahiyega ....

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#7)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
4th August 2008, 10:20 AM

Happy Friendship Day!!!!!!!!



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th August 2008, 02:09 PM

wow....kitna accha topic liya aapne...DOSTI...sach mein jasdeep bahut pyara ahsaas hai yeh, accha laga aapke aur gudia ke ahsaao.n ko padna....yeh dosti hamseha kayaam rahe....ameen

yoon hi likhtey raho
kush raho
god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
4th August 2008, 04:13 PM

Aap ne suna hai? nahi suna? Waqai nahi suna?
CNN pe? BBC pe? Ptv? Geo? Nahi?
Fm 100 pe? Fm 103, 89, 101? in pe nahi suna?
Ok. Listen. " I Miss U".
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Old
  (#10)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
5th August 2008, 09:51 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wow....kitna accha topic liya aapne...DOSTI...sach mein jasdeep bahut pyara ahsaas hai yeh, accha laga aapke aur gudia ke ahsaao.n ko padna....yeh dosti hamseha kayaam rahe....ameen

yoon hi likhtey raho
kush raho
god bless u
Namaskar Sunita G.

Waise to yeh last year hi daala tha abhi to phir se wohi din aya to maine isse repeat kar diya.

Lekin aapko acchha laga aur aapne tareef ki uske liye bahut bahut shukriya.



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" Yahi Soch Shayad Aaine Sai Katrata Hai Vo " Vishal_aryan Shayri-e-Dard 2 3rd November 2008 12:45 AM
"DOSTI AISI NIBHAI HAI AAP SAB NE........" a shayri for my friends....i m lucky Dhaval Shayri-e-Ishq 11 12th September 2006 08:05 PM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com